Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani sahib 
Question Kya ham hindu ke haat pakava khana kha sakte hai 
Answer Kafir najis hein Albatta Agr apko yaqeen ho k khana pakate hue koe najasat us khane me gir gai hai ya kafir ka tar(geela) haath ya jism ka koe bhi tar(geela) hissa khanay ko mas(touch) ho gaya ho to khana najis ho jay ga or phir haram hojayega. Aelkin agar in tamaam cheezoon ka apko yaqeen na ho to khana jaiz hai. albatta gosht or charbi waghera sirf musalman se hi leker kha sakte hen. Isi tarah agar machhli hai to us k liay bhi zarori hai k wo chilke wali ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 104).(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-153, Pg # 120, Eidition# 5Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.