Answer |
Jadoo k lie: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai.
(Ref : Dunya wa aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|