Answer |
Agr un tmam larkiyon k walid ap k unse nikah (mutah or daami) se razi the, or apne tamam nikah shartait ka khayal ache hue nikah kiya tha to ap k nikah sahi shumar honge. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341-2342) Update on dated 15-01-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |