Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Bar Bar Hawa khariz hoti hai is vazahse namaz quran aur zikr karne me rukawat aati hai aisi surat me namaz kaise ada ki jaye 
Answer agar kise shaks ko ye aarza lahaq ho kay riha(gas) roknay per qadir na ho to zarore hai k un logo kay mutabiq amal kare jo pheshab aur phakhana rokhnay per qadir na ho. agar kisi ko peshab ya phakhana bar bar you ata ho kay isay wazo karkay namaz ka kuch hissa parhnay ki bhi muhall na ho to us ka 1 wazo chand namazo ke liye bhi kafi hai albatta behar ye hai ke har namaz ke liye 1 baar wazo karay (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 308-314 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.