Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question 1- agar koi admi dosre shadi karna chaye to pahle bivi se ijazat lena zarori ha agar ha to kitni or ijazat lane ki kia waja ha, agar wo inkar kar de to nahi kar sakta 2-agar koi shaks ghsle janabat kare kapron ma cheentain lag gain to un kapron se namaz parhi ja sakte ha. 3 agar koi shaks ghusle janabat kar k najis kapre pahen le or bad ma jism doh kar dosre kapre pahen le to kia dobara wazu karna pre ga. 4. namaz ma imam mahdi k zahor ki dua kis tarha karen iltemas e dua syed mawadat ali 
Answer 1) Mard bivi ki ijazat k baghair shadi ker sakta hai. (Ref: Minhajus saliheen, part#3, maslah#202) 2) Agr badan se mani ki nijasat ko pani se paak karne k bad jab insaan gusal karta hai to is se neche girne wala pani or chetain najis nahi hoten. (Mujtahid se pochay gaye sawalaat, part#4, masla#15) 3) Is se wuzu batil nahi hota hai (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail,33rd Edition,maslah # 322) 4) Ap ko chahiye k ziyada se ziyada duwa e salaamti- e- IMAAM E ZAMANA(a.s) pharhain.(Ref: Naway-e-saaleheen, pg # 207) Update on dated 23-01-2016.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.