Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat ullah sistaani 
Question AOA,if a married woman do mutta with an unmarried shia guy till december 2011 but before completing this time period she wants to break up fom that guy now,she has not been in contact with him for last 2 months almost,she does not want to contact him again to ask him for forgiving the remaining time period so that she can do permanent nikkah with some other guy.now how can she observe iddat what will be the process is there any way she her orself assume separated from him ans start doing idda or is there any other way mind it they have not been in contact for 2months 
Answer Jis orat se muta kiya gaya ho us ka zojiyat se aazaad hona munhasir hai ke ya to nikha ki muddat katam hogaae ya shoohar us muddat ko muaaf kar de. Basurate deegr wo nikah men hote hue kisi or se mutah nahi kr sakti (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1649,1650 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Ager ap ke shoohar ne ap ke sath mujaamiat ki hai to zaroori hai ke ap iddat rakhain.Pas agr apko haaiz ata ho to zaruri hai ke 2 haiz ke baraaber(ka time period) jitni iddat rakhen or 1 haiz ke baraber iddat rakna ehtiyaat e wajib ki bina per kafi nahi hai or is iddat ke baad doosri shadi Kar sakti hen. Or agr haiz nahi ata ho to 45 din ki iddat rakhen or dosri shadi is iddat ke baad karenn. Or agr haamila hai to ap ki iddat bache ke hamal ya isqat tak hai.or agr apke shohar ne apke sath mujamiat nahi ki to ap ke liye koi iddat nahi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2479,2475 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.