Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ali Sistani 
Question jab insan py shawat tari ho jaye to insan apne ap py qaboo na pa sake to apne hath sy sharam gah sy shawat puri kare islam is kam ko jaiz qarar deta hai ya nai plz zaroor jawab dain  
Answer Miyan biwi k elawa kise bhi qism k jinse lazzat ko hasil karna gunah kabeera me se hai. (Ref : Minhaj-us-salaheen #1 aqa sistani masla#30) Istimna(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai. (Ref : Jaded fiqhi Masail aqa sistani pg # 253, masla #462) Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le. . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.