Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agar koi ohde se maulana hai aur mard zaat hai....koi sawalat k alawa hmara unse bat karna .....jayaz hai ya nhi......???? Jaise namarham se bat karna jayaz nhi toh apne mazhab ke insan se bhi jayaz nhi ho.... Mujhe iss kashmksh se nijaat dilae... 
Answer Na_mehram se guftgu aam tor per dosti or mohabbat ka sabab banti hai is liye is ko sharai sawalat tak mehdud rakhna lazmi hai, Na_mehram(chahe wo apke mazhab ka ho ya nahi)se baat karne se burai or guna men mubtala hone ka khof ho to jaiz nahi (Ref : Sawalat or jawabat, 1st ,masala # 76,79,pg # 57,58) (ALLAH ap ki tofeeqat men izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.