Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question juma ki namaz me kitne rekat hoti hai (yani ki kitne sunnat, farz nafil etc.) 
Answer jumma ki namaz subah ki nmaz ki tarah do0 rkat hai, us men or subah ki nmaz men farq ye hai k juma ki nmaz se pehle do khutbe hote hen, juma ki nmaz wajib-e-takhyeeri hai us se murad ye hai k jumma k din mukallaf(nmaz parhne wale) ko ikhtiyar hai k agr nmaz ki sharait mojud hon to juma ki nmaz parhe lehaza agr insan jume ki nmaz parhe to wo zuhr ki nmaz ki kifayt krti hai (yani phir zuhr ki nmaz parhna zaruri nahi hai), or jume k din zuhr or asar ki mila kr 16 rkat pr 4 rkat ka izafa hojata hai or behtr ye hai k 8 zuhr ki 8 asar ki 4 jume ki , jin ki tadad 20 tk hoti hai puri ki prui zawal se pehle parhi jaen siwaye 2 rkat k k jinka zawal se pehle parha jana brehtr hai. (Ref: Tozeeh-ul-Masaail, Ayat-ullah-Sistani (d.b), 31th Eddition, Pg#123-130,Masla#720-752) (Khuda Ap ki tofeeqat men izafa frmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.