Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYATULLAH SYED ALI HUSSAINI SISTANI 
Question 1)kia yeh zarori hai k shadi ki pehli rat biwi se hum bistari ki jaey? agar koi kitab iss hawale se ho to bataiyyay. 2)asar ki namaz ka waqt kab qaza hota hai? 
Answer 1- Zarori nahi, albatta shohar apni jawaan bivi se 4 mahine se ziyada muddat ke liye hambistari krna chhore nahi sakta, han Agr biwi khud 4 mahine sai ziyada muddat k lie hambistari chorne par razi ho to koi masla nahi hai. 2- Zohar o Asar ki namaaz ka waqt zawaal e aaftaab(suraj) ke baad se gooroob e aaftaab tak hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2382,718). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.