Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name none 
Question Mera sawal ye hai k meri aik larki se dosti hui kuch arsa pehlay uski umar aur meri umar(age) aik jitni he hai, kuch arsay baad mei ne usay pehli bar (HUG) kia usk sath he (kiss kia) usk baad ye baat barhti gai, hatta k mei ne uski chahti (Breast b dekhi). aur hum ne apnay private parts(genitals) ko aik sath ragra b. us ne merey penis ko aur mei ne uski Sharm-gah ko hath legaya. wo larki meri dost hai humara koi nikaah ya sharri talak nai hai. Ap hum apni ki ghalti pe pishta re hain , ap se puchna hai k kia jo hum se ghunaah ho ge, ye ghunnah-e-kabeerah hain ?hum her wakt tauba kertay hain aur ainda kuch b nai kernay ka irada kia hua hai. Ap guzarish farma ker btain k humain btain k ab hum kafara kaisay ada ker saktay hain ? aur jo hum se ho geya kia wo ghunaah-e-kabeerah hai? 
Answer 1)Gee han aysa karna gunah e kabira men se hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhaj-us-Saliheen,Part#1, Maslah#30) Apko sache dil se toba karni chaheye. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karne walon ki toba ko qabool karta he. Aisa hargiz nahi ho sakhta k wo apne wade per amal na kare. (Ref : website Ayat_ullah Sistani (d.b) Ques #1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 3) Jo shaks shadi nah kerne ki wajah se haram kaam main mubtila hota ho os per wajib hay k shadi karay. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah # 2407, eidition31). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.