Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera swal ye hai k ap ky mutabik mard apni bv or bv apny mard yani sohar ki shram gah ko chom sakti hai ya sakta hai .or ap k mutabik pichy sy kia ja sakta hai .TO KIA IS K MUTALK KOI HADEES HAI .YA QURAN E MAJEED SY WAZAHAT KI GAI HIA.PLZ ANS ME SOON...HADEES KA OR QURAN KA HAWALA DIJEEY GA TA K BEHTAR REHNOMAI HO SAKY.THANX 
Answer Shohar or biwi ek dusre ki sharamgah ko monh(mouth) laga sakte hen, mgr ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian na jaye). Update on dated 05-12-2015. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari krna biwi k razi na hoe ki sorat men ethiyaat e wajib ki bina per hram hay, agr biwi razi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hai. (Ref : Ayatullah Seestani(d.b) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.