Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sir mra question ye he k mne apne parents se chup kar 2 gawahon ki shahadat main nikah kar lia he... ab ye bat apne parents ko nhi bata sakti jb ke usko bht mishkil se shadi pe agree kia he.. jb k hm shariyat mutabik wife hasband hen to kia hm ek doosre se doobara nikaah kar sakte hen kia hmara doosra nikaah jaaiez hoga? 
Answer Nikah ki sharton k bagher nikah nahi hosakta or uski sharton men se hai k agr larki baligh hone k sal ko pohnch chuki ho or rasheedqa ho yani apna bura samjh sakti ho agr wo shadi krna chahe or kunwari bhi ho or apni zindagi k kaam khud mukhjtari se anjam detio na deti ho balke Ehtiyat-e-wajib ki bin pr agr khud mukhtari se bhi apne kamon ko anjam deti ho tab bhi us larki ko chahiye k pne wali(baap ya dada) se ijazat lekr phir nikah kre(yani in ki ijazt k bger nikah waqe nahi hosakta) jesa k apne apne walden ki ijazat k bger nikah kiya hai to asal men wo nikah hua hi nahi hai or na ap dono aps men miyan b.v bane hen, lehaza ab jo nikah ap k walden ki ijazat se waqe hoga wohi nikah waqe hoga.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#2828 ki heading,2341,2342).(Khuda aap ki tawfiqaat men izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.