Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat ulla sestani 
Question Qibla ma na pehlay be sawal ki atha lakin us ka tafseely or tasaly baksh jawab nahi aya ma ya jana cahata hoon ka agur lari ke shadi ka baad bleeding nahi hoti to aya wo larki kirdar ke shai ha ya nahi  
Answer Shadi ki pehli raat aurat ko khoon ana zaroori nahi hai. q k ho sakta hai k wo aurat kisi accident(ya phir kisi or ayse amal jese jumping wgera) ki wajah sai apna kunwara pan khatm kar chuki ho. Lehaza ye zauri nahi hai k orat k kirdar ko is bat ka sabab qrar diya jaye). (Ref : Email receive from Ayat-ullaha Sistani (d.b). dated : April 21, 2011).. Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.