Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam walekum maulana saheb ji. Meri shadi hoke 5mahne hue hai. meri our meri bahan ki shd k ly maine 2lak loan nikalatha.meri biwi muje meri tankhwa gharme dene c rokti hai kehti hai ke loan ko bharo.our gharwalo ko kuch khane lata hu to naraj hoti hai.our mere ma bp bi muri tankhwa mangte hai. Mi in 2 ko khush ni rakparaha hu so plz salah dekakar madat kijiye  
Answer maa o baap o bivi dono ke sath acha soolook rakne ki koshish karye, or koshish kejye ke kisi ki waja se kisi dosre ka haq zaya na ho. Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay wahan se rozi mile gi jahan se use wahm o guman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.