Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mere karobaar ko taqreban 3 saal hagai magar ab tak main ne koi khasa munafa nahi dekha bawjod es ke ke main ne bohat acha karobar kya hai yane jo kamatha ho paatha nahi hoon 
Answer Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (Ref : Kitab payam e shifa pg # 147) Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandaye to uski khareed o farookth ziyada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay or jab tak ye likha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.