Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar hsbnd kuch aesa karna chahy js my us ki wife ki mrzi na ho to kya wife ko ghuna ho ga? aga han to kyun?  
Answer Jis orat ka daaimy(hmesha ka) nikah ho jaye us k liye Hram hai k shohar ki ijazat k bger ghr se bahir nikle chahe uska nikalna shohar k haq k manafi na bhi ho, mgr ye k koi aham zarurt pesh aye ya ghr men rehna us k liye nuqsan ka baa`is bane ya ghr us k munasib na ho, or isi tarh us k liye zaruri hai k jab bhi shohr jinsi lazzaten hasil krna chahe to uski khuahish puri kre or shar`ee uzr(shar`ee waja jese periods ka aana) k bger shohr ko ham_bistry se na roke.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah# 2376)(Khuda apki toufeeqt men izafa frmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.