Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatulah sistani 
Question sir muje mazzi k full ahkam malum krne hain? agr ksi ratubat k bary ma shak ho to wo kya samji jaye mazi ya mani? and kya mazi mardana kamzori ka bais banti hy???? 
Answer Wo ratobat jo kabhi kabhar shehwat ubhrne par mard ki sharamgah se kharij hoti h ose Mazi kehte hen or wo pak h. Or wazu ko bhi batil nahi karti(Namaz parh sakte hen.) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70).Wo ratoobat jo baaz oqat peshab k baad niklti hai agar peshab os se mila hua na hua to wo pak hai aur os ko Wadi kaha jata hai.wo mani nhi hai aur ghusl bhi wajib nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.