Question |
AoA bhai main pak sae hu meri age 24 hu meri shadi ki bat kahin chal rahi hay meri family and main b wahin chahti hu jaisa dream tha same wesi family n boy hay hum unnain cal karty hain bcuz wo pak main nahi hain to kahtay hain hum kal cal kar k apko jawab dain gaye but koi response nahi hay plss koi wazefa abtain k meri isi jaga shadi hu jaye ya rishta hamain kisi nay abu ko batay tha abu ki hi un sae bat huti hay par sb chaty hain k wahin shadi hu please wafiza batain tez uno nay 1 month main bety ki shadi nahi to kahin aur kar dani hay help plsss |