Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslamolaikum, mera sawal ye hai ke maine ek bar Quran pe hath rakhke kisi kaam ko choor dene ki qasam khai thi, lakin main is qasam ko pura nahi kar saki or main is kaam ko phir bi kiya or 1 bar nahi bohat bar kiya, maine suna tha ke humain hadiya/kafaya ada karna parta hai matlab 70 gareebon ko khana khilana lakin phir mujhe ye bi sune ko mila ke hadiya/kafaya ishi surat me jaiz agar app ghalti se ya bhool chuk me qasam toor do or yad ane pe hadiya/kafaya ada kar do lakin main bholi nahi thi maine sab jante we qasam tori app plz meri help karain or mujhe batain ke main aisa karon ke main apni is ghalti ki talafi kar sakon 
Answer Ye qasam sahi shumar nahi hogi lehaza is ki mukhalifat krne se koi kaffar nahi dena hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2633-34). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.