Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mufti sahab mene ye pta karna hay k QURBANI kab wajib hoti hay oskey liye hamarey paas kiya kuch hona chahiye..agar mufti sahab kisi ne CAMETY (B.C) daali hui ho or os ne ab tak 30,000 jama karwa diye hon or os k pass 20,000 ka aik CAMERA bhi hoto kiya QURBANI wajib ho jaye gi...or EID tak aur PAISEY aajayein to kiya tab wajib ho gi...mein wo MIKDAAR or tareeka poochna chahta hoon k kitna paisa or kon kon c cheez shamil hoti hay QURBANI wajib karney k liye....tafseel batayyee ga Shukriyaa... or ye bata dijiye k ap kis FIKKEY k mutabik jawab dein gey.. 
Answer Is web pr Faqt Fiqh Jaffariya k mutabiq jawabaat diye jate hen. Qurbani faqt hajj men wajib hoti hai is k elawa Qurbani jese EID KI Qurbani wajib nahi hai mustahib hai.(Ref : From Email or Aqai Sistani (d.b) Ahkamat azhaa.Arabic www.sistani.org )  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.