Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name MALOOMAT NIKKAH 
Question ASSLAM O ALAIKUM, SIR MUJHEY YEH POOCHNA HEY K, DO SAGI BEHINO KO DO, YANE EK BAP AUR EK BATA NIKAH KER SAKTEY HEN. WOH DO BEHN HEN AUR YEH DO BAP BETE. KINDLY REPLY ME. THANKS 
Answer Gee han wo dono bap beta un dono behnon se shadi kr sakte hen q k agr bap ek larki se shadi kre to wo larki us k bete ki soteli maa ban jayegi or soteli maa ki behn mehram nahi banti lehaza beta apni soteli maa ki behn se shadi kr sakta hai. (jin mehram oraton se nikah nahi hosakta un men soteli maa ki behn shamil nahi hai balke us ka shumar na_mehram oraton men hota hai) (Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzeeh_ul_Masail 31st edition, Maslah # 2349)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.