Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question Want to perform aqeeqah of my daughter kindly give detail masail and shara hukm on it. 92-323-2760638 
Answer Mustahab hay k bacahy ki paidaish k baad aqiqa kia jaey or ziyada mustahab hay k paidaish k sathwein(7th )rooz aqaiqa kia jaay.Aqiqe ka jaanwer ont, gae,bhairh or bakri main se ho. Mustahab hay k aqiqay k jaanwer main qurbani k jaanwer ki tamaam sharait hoon. Aqiqe ka gosht chacha(raw) taqseem kerna ya paka ker momineen ko khilana jaiz hay or afzal ye hay k 10 ya os se ziyada momineen ko dawat di jaay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 394 , Eidition 1417 hij). Update on dated 13-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.