Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name NIkah 
Question asalam o alikum. mera naam aziz jawaid haidery ahi aur mai sunni hoon, aur mai ik shia syedah se shadi krna chahta hoon, wo bhi muj se shadi krna chahti hai. barah e karam mje is mai rehnumai farmay. 
Answer Ho sakta hai magar kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#2828 ki heading,2341,2342)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Ager larki ko koof ho ke shadi ke baad wo apne mzhab se munharif ho sakti hai(jis ka ehtimaal mojood hai) to us ke liye ap se shadi karna bhi jaaiz nahi hai.(Ref: mujtahid se poche gaae sawaalaat, masala # 136, ALLAH ap ki toofeeq main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.