Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question asalamwalaikum,mera sawal ye hai ke maine allah ki kasam khaiye thi,aur mere ghar walo ki bhi kasam khaiye thi,ke mai behayai ki taswir,aur porn videos nai dekhuga,par mai dekliya,dekte waqt kasam yad nai thi,aur ab much par kya kafara hai,plz bolye,aur kya mere gunnah ki maafi hai.tu kya hai.jazakallah khair 
Answer Ap per kaffara wajib nahi h q k ab ko us wqt yad nahi tha, albatta apki qasam abhi tuti nahi hia ye jari rahehi, Or chahe ap qasam na bhi khaen ye amal (pics & movies dekhna) haram hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2637). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.