Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salaam,mera sawal yeh hai key main balig hoon aur mera cousin na balig hai to kya mera os key samney parda karna wajib hai ya nahi 
Answer Aihtiyaat e lazim ki bina par apna badan aur aar k Baal us larkay say bhi chupaey jain jo abhi baligh to na hoa ho laikin achay aur buray ko samajhta ho aur aihtimaal ho k aurat kay badan par us ki nazar parhnay say us ki jinsi khwaahish baidaar ho jaey ge,Is k alawa main na-baligh say badan chupana wajib nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.