Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya suhag ratt chout say khoon niklna jaruri hai jekar na nikle to 
Answer Jee nahi ye zaruri nahi hai, q k baaz oraton ka parda-e-bakarat sakht hota hai or baaz ka naram hota hai, is liye ye zaruri nahi hai k fucking se hi parda-e-bakarat phate balke ye mumkin hai k fucking se pehle hi orat k kisi amal misal kahain se jump marne ya kisi or ayse amal ki waja se parda phat jaye, lehaza ye zaruri nahi hai k yehi nateeja nikala jaye k is oarat se pehle yehi kam sarzad hua hai jis ki waja se blood nahi nikal raha. (Ref:Email Recive From www.sistani.org site of Aqai Ssitani d.b). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.