Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam... agar beikhtyar khuda ki qassam kha lai aur qassam khanay k baad ikdam sai khayal aie kai yeh mai nai kya kah diya yeh tu mai nai khuda ki qassam kha... jaisa agar ab isa huwa na khuda ki qassam mai yeh karo ge tu ab kya karay.. kuon kai mou sai nikal gaya tha aur nikltay he mehsoos huwa yeh kya kah diya mai nai... ab kiya kia jiye ...  
Answer Agr apne jazbat men aakr bila-irada ya be-ikhtiyar qasam khai thi to ye qasam sahi shumar nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.