Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question What is the meanings of "WALI FAQHI" and this time Who is our "Wali Faqhi" . 
Answer Fuqaha ki Ibaratoon main maujood lafz-e-Wilayat jo Umoor-e-Hisbiya (Umoor-e-Hisbiya say muraad wo umoor hain jin ko Sharae Muqaddas Moattal nahi karna chahta jaisay Amwaal ko Yateemoo tak pohunchana) kay liye Istemaal hota hayaik aisa ikhtiyaar hay jo har Jamiush Sharait mujtahid kay liye saabit hay laikin wilayat ka wo mafhoom jo kay zikr karda tareef say izada wasee hay aur wo un tamam umoor ko shamil karta hay kay jis par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hota hay.wo aisay shakhs kay liye hoga jo faqeeh bhi ho aur is kay control main koi Ilaqa bhi ho jis par amal daraamad kay liye kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye hay kay wahan kay momineen kay nazdeek us faqeeh ko achi khasi maqbooliyat hasil ho.Ref:Istiftaat A.Sistani I-3. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.