Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kia namaz-e asar k baad bulan awaz k sath zikr jaez hey? 
Answer 1) Mard aur aurat par ehtiyaat ki bina par wajib hay k namaz e zohar aur asr may al-hamd aur surah aahista awaaz se parhay. (Ref : Tauzeeh e ul Masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 979) 2) Mard aur aurat par ehtiyaat ki bina par wajib hay k namaz ki teesri or chothi rakat main Al-hamd ya tasbihaat e arba,ah aahista awaaz se parhay. (Ref : Tauzeeh e ul Masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 994) 3)mustahab hay k namaz e zohar aur asr ki pehli or dosri rakato main bismilaah buland awaaz se kahain.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah#1004 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.