Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYAT ULLAH SISTANI 
Question SALAM ALEKUM MEIN SAUDIA MEIN HOON MAKKAH SE 160 KM PAR MERA SAWAL YE HAI K KYA HAJJ KARNE SE PHLE WALIDEIN(PARENTS) SE IJAZAT LENA ZARURI HAI? 
Answer Baligh Shaks k haj k sahi honay main walidain ki ijazat mutlaqan zarori nahi hay. Laikin agar is k mustahab haj per janay se maan or baap main se kisi aik ko izyat ho maslan agar wo raastay main paish aanay walay khataraat se dertay hoon or is bina per onhain aziyat ho tu is shkas per haj k liay jana jaiz nahi hay.(Ref Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Manasik e haj, Maslah#7) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.