Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question sir mera masla ya ha k mare behan ka ghar nahi bus raha pahle nikha hoa tha us ma baghir rukhsati k talaq ho gai, us k bad phir aik admi se shadi ki , alkin unhone us k lia kafi problem kea han, or ub us ko ghar chor gai han or talaq k dane ka irada ha unka, wo shaks pahle bhi do orton ko talaq de chuka ha koi hal bata dain k us ko wo la jain or mari bahan ka ghar bus gai, nahi to wo bhatak jai gi , kuch pahle hi bhatki hoi ha. dosra masla ya ha k mare bahan kafi apne ghar walon se bad zan ha or mother se bohat bad tameezi karti ha yahan tak k marti bhi rahi ha or apne ghar walon ko apna doshman samajti ha is ka bhi hal bata dain shukrya  
Answer Wo khud rozana Sura e Yaseen pharain (ya un ko sunaain) or is ka pani pilain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.