Answer |
mojoda maqaam ke mutabiq roze rakhne hon ge, yani saudia main hone ki sorat main is ke mutabiq or Pakistan main hone ki sorat main is ke mutabiq roze rakhne honge. Pas ager ap ko yaqeen hai ke saudia main 1 roza qaza howa hai to us ki qaza karni ho gi.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # roza , sawaal # 129 , 176 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |