Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sajdai mein insan k ketne or kon kon se aazah k zameen per hona zarori hai? 
Answer Namaz main sajday ki halat may wajib hay k 7 aazah zameen par rakhain. 1) peshani 2,3) donoo hatailiyaan 4,5) donoo guthnay aur 6,7) donoo poun(legs) k anghotay. Ethiyaat e wajib ki bina par peshani se murad peshani ka darmiyani hissa hay. (Ref : Tauzeeh e ul Masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1032) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.