Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: General (496 Questions)


Showing 0- 50 questions from 496 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
105
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-19

Question: Salamunalaykum There are lot of terms use in the fiqa regarding the niyyat of any act. I need the explaination of "what is the meaning of niyyat of Qurbat". Was-salam Iltimas-e-duaa

Answer: Marzeea parwardigaar say qareeb honay ka irada.

Print

Id:
110
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-19

Question: ASSALAM-O-ALIKUM, MY ENGLISH NOT GOOD SO I ASK U QUESTION ROMAN URDU, MAREE INGAGMENT HOI HAI TU KIYA MAIN APNAY MANGATER SAY CHATING YAA UNN KO MAIL KAR SAKTEE HOO JAB KAY MAIN JAB BHEE CHAT WAGAR KARTEE HOO TU MUJHY BUHTH DAR LAGTA HAI.

Answer: Agar SHEHWAT ubharnay aur HARAM main parnay ka khouf na ho to JAIZ hay.
Ref:Book Siraat-un-Nijaat(Part 1) Question No.845.

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
111
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-19

Question: main jab bhi apnay mangater say chating kartee hoo pata nahi kun itna dar lagta hai.shayad ya sab tek nahi hai mager kohi asee dua kay main baat na karoo aur unn kay dil main maray liya muhabath bhi rahay.mujhy iss ka jawab yaa hal bata digiya yaa kohi dua, ALLAH HAFIZ FROM TAHIRA

Answer: Agar SHEHWAT ubharnay aur HARAM main parnay ka khouf na ho to JAIZ hay.
Ref:Book Siraat-un-Nijaat(Part 1) Question No.845.
Try to ignore chatting(if possible) in this situation.(Mumkin ho to chatting ko TARK kar dain).

Print

Id:
115
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date:

Question: What is your opinion about zangeer-zanee?

Answer: Aisi zanjeer zani karna jo (logon ki nazar main) Mazhab-e-Shia ko Badnaam aur Mauhoom karnay ka Baais ho JAEZ NAHI hay.

Print

Id:
118
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salam, i had ask u a question related with meher. im waiting for it..pls reply me soon Thankz .

Answer: Pls send ur question again.There is no question here.

Print

Id:
119
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Assalam-O-Alaikum, My questin is tht "kya Islamic Tarane sunna jaiz hain ya nahi music ke saath jo ISO(islamic Student Organization) parhti hain 4 mushtahid ke Refrence se batain." pls email me as soon as possible if my email ID m_alqamah@hotmail.com is full so email me at alqamah@hotmail.com Thank you, Allahhafiz, Iltamas-e-dua Mohammad Alqamah

Answer: Agar lahw o laeb ki mahfiloon say munasibat nahi rakhta to jaaiz hay.(A.Sistani)
Which 4 Mujtahideen ,pls give some detail?

Print

Id:
121
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: ASSALAM-O-ALIKUM, mara qiestoin yaa hai kay mari ingegment hoi hai ammi aur gher walay sab razi hain bass abu kahtay hain kay jab job lagay gee tab yaa reshta ho ga tu kiya main online chat kar saktee hoon un say say sharyath is ki ajazath nahi date. ALLAH HAFIZ

Answer: Agar SHEHWAT ubharnay aur HARAM main parnay ka khouf na ho to JAIZ hay.
Ref:Book Siraat-un-Nijaat(Part 1) Question No.845.

Print

Id:
122
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date:

Question: salam I wanna ask question about Who is the principal of qia?

Answer: w salam
Agha Ali Raza Mehdavi is the principal of QIA.

Print

Id:
127
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: Salaam, If a person makes a gibat of another person then tauba is enough or is compulsory to componsate with that person?

Answer: Taubah is enough.
Ref: QIA Book-1 Question No.171.

Print

Id:
128
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: Salaam, Do u prefer marraige between double cousins? If their mothers are sisters and fathers are brothers and grand fathers i.e (nana and dada both) are also same. And what would be the after effects upon their children?

Answer: Riwayaat main qareebi rishtay daroon say shadee ko mana nahi kiya gaya,haan riwayaat main ye tazkira milta hay kay is say Bachay kamzoor paida ho saktay hain.Is main bhi Sharee aur Ilmi aetibaar say Umoomiat nahi paai jaati. Behtar hay k aap kisi Mahir-e-Tibb say rujoo karain. Ref: Qia Book-2 Question No.151 .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
132
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: salaam i would like to give u a suggestion if u dont mind it. why dont u try to put some seal or signature from agha seestani on your book which u have translated from rafed site ?(istiftaat)as when we try to read out or spread words from that people are over cautious and ask about authentcity of the book -try to contact agha or vakil for proof readingf and put a seal perhaps our dua is always there with the team whi is behind this noble work ,may imam of our time reward u fr yr good deeds hereafter. do reply my mail

Answer: Walaikum Salam ,Thanks for your Suggession,We are trying to workout on it.Right now we are putting links of A.Sistani website from where we have taken these questions and translated.

Print

Id:
135
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-22

Question: is it adviseable to put a 3 -4 yr child in such kindergarten/nursrey schools where they make them learn rymes and poem with some music and tune (simple poems) will this put some negative effect in upbringing of a child in future regard to her faith.(no instrument is use perhaps they put a cassatte on tape fr the same)

Answer: Haram Music may put negative effect on child-s behaviour.

Print

Id:
136
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-22

Question: now-a-days,the trend has setup to write salallaah-o-alaihaiwalihiwasalam after the name of panjatan is it true,because we use to write the thing only with prophet mohammad(p.b.u.h)? plz reply me as soon as possible

Answer: It shows affection towards them in better wordings.

Print

Id:
137
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: we have attend the iraq war yes or no plz tell me quickly.

Answer: We have not get any Fatwa from A.Sistani about this topic.But it is recommended the people must pray for safety of their life,wealth and respect and grace.Arrange Financial and other assistance for them if possible.

Print

Id:
142
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date: 2018-05-22

Question: asalamalykum My question is abt the day of NOROZ which is only celebrated by shia all over the world not by ahlusunnat.i wish to know 1.is there any link it with islamic shariat?If yes pls explain with some hadiths. 2.noroz day is celebrated in iran with great respect.Can you tell us it history does it link with lunar or solar calendar. 3.lastly i wish to know what kind of calendar used in iran. wasallam MAY GOD PROTECTED OUR GRAND MARAJAHS

Answer: W.Salam,we are extremely sorry for late reply because of some functional problems in our web site.We will reply u soon next time Insh-Allah
1) No reliable text (hadeeth) has been specifically transmitted about the day of Nowrooz as being an Islamic religious festival or one of the blessed days in Islamic law, however, there is no problem in celebrating it and visiting each other.
2) It is the first day of the solar year.
3) Officially, the Islamic solar calendar - which starts from the migration of the Holy Prophet of Islam (s.) from Mecca to Medina - is used. Lunar one is also used.
Ref: Isteftat Aqa-e-Khamenai.

Print

Id:
151
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-22

Question: ASSLAM-O-ALIKUM, app say ek fatwa pochna tha aqa-e-seestani ki book roza main 196 per hai kay yahodiwoo aur asrail ki products use karna haram hai. tahira rasaly nay asa paper nakala hai jis main unn companies ka nam lakay hain maslain neslta,leverbrother.... main nay aqa-e-sistani kay wakeel ko phone kar kay inn companies ka poucha tu unhoo nay kaha kay tahqee wajab nahi aur agar dil na waqeen kar raha hoo tu app use kar sakti hain tu yaha ek taraf fatwa hai dosree tarah waqeel mana kar rahay hain tu iss sorath main hum amal karain yaa na karain. jazkallah

Answer: W Salaam, Wo tamaam products jin ka profit israel ko jata ho aisee products use karna haram hay. Yeh hukum sirf israeli products key saath hay yahoodi products key saath nahi means agar yahoodi products ka profit israel ko ja raha hay to use karna haram hay aur agar profit nahi pohonch raha to haram nahi hay. En cheezon key baray mein tehqeeq karna wajib nahi hay laikin agar yaqeen ho keh yeh israel ko profit dey rahi hein to phir use karna jayez nahi hay.

Ref: Istiftaat A.Sistani

Print

Id:
158
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-23

Question: 1.is it allowed for a women on do a intercorse in istehada? 2.if a child becomes balightoday so things which were his milkiayat khums will be wajib the day he becomes baligh or after bologiyat one yr more should passs that the thing is un use then it will be wajib??

Answer: Salam-un-alaikum
1) It is allowed for women to do intercorse in istehada, but if she is in istehad-e-kasira or mutawassita then it is ehtiyat e mustahib to do gusul before intercorse.
Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Khoi Prob No. 435

2) Na-bailgiyyat key zamanay mein us key paas jo maal tha us par baligh honay key pehlay din ya baad mein koi khums wajib nahi hay.
Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Khoi Prob No. 1802

Print

Id:
164
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-23

Question: KABHI AISI EMAIL AATI HAIN KE IS EMAIL KO FORWARD KARO TO ACHA HOGA AUR AGAR EMAIL FORWARD NAHI KAROGE TO BURA HOGA. AISI EMAIL KE BARE MAI KIYA HUKUM HAI KE AISI EMAIL KO ZAROORI HAI FORWARD KARNA YA NAHI.

Answer: Salam-un-alaikum
Aap par koi shar"ee zimmedari nahi hia.

Print

Id:
172
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-23

Question: salam main aik student hoon kya aap ki boooks mughay 50% discount par mill sakhtai hain aap nay jo apni sid main boooks rakhai hain kya mughay mil sakhtai hain w/s M.Danish

Answer: Salam un Alaikum,
Aap yeh books hamari website sey download kar saktay hein.

Print

Id:
173
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-23

Question: salam kya dosray FARQAY ki amaliyat ki books pharna theek ha ya naheee?? w/salam bushra abbas

Answer: Salam un Alaikum,
Daromadar es baat par hey keh us mein kis qisam kee amaliyat hein aur kis sey rewayat kee gai hein.

Print

Id:
175
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-23

Question: can we keep our child name as samad raza

Answer: Salam-un-alaikum
Sharee tor par is mai koi haraj nahi hai.

Print

Id:
198
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-24

Question: Salam mere do sawalt hai 1) Eid kai din roza kyun haram hai? 2)jisam kai kon kon sai jaghon kai baal katna jaaiz hai? shukriya wsalam

Answer: Salam un Alaikum,
1) Eid key din rozay key haram honay key baray mein
masoomeen(a.s) kee riwayaat maujood hein.
2) Darhi key elawah jism key baqi baal katna jayez hay.

Print

Id:
251
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-28

Question: I am defence person. My home is in Rawalpindi and now a days I am living in peshawar from last 3 years due to duties. One day I went to Rawalpindi (Home) for 3 days. After 3 days I came back in Peshawar, but after 2 days I again went to Rawalpindi (Home). Question is waht about my prayers, is it "QASAR" or "FULL" also what about my "FAST" (Roza). Thanks.

Answer: Wo shakhs jo kaseerus Safar ho yani ziada safar karta ho chahay is ka pesha safar say wabasta na ho jaisay wo shakhs jo haftay(week) main teen(3) din safar main guzaarta ho chahay is ka safar tafreeh ya sayahat kay liye ho aisay shakhs kay liye zaroori hay kay apni namazain poori parhay aur safar main rozay bhi rakhay.aur agar wo kaseerus safar na ho to hadd-e-tarakhus kay baad wo namazoo ko qasr anjaam day ga aur roza bhi nahi rakhay ga bashart ye kay namaz qasr honay ki baqi sharait bhi maujood hoon.Ref:Tauzeehul Masail Pg.No.209.

Print

Id:
267
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-29

Question: assalam mum alikum !kya america aur israil ke chating software,s istamaal kiye jasakte hain.? wassalam.

Answer: A.Sistani Israeili Software kay istemaal ko jaiz qarar nahi detay.Agar American Software aisi company ka hay jis kay munafay(profit) main say aik hissa Israel ki madad karnay kay liye makhsoos hay to iski khareed-o-farokht bhi jaiz nahi hay.Ref:Book-1 Pg.No.67.

Print

Id:
275
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date: 2018-05-29

Question: Molana Sahab,Salamun Alaikum, my question is that how many daughter were of Our Prohit Muhammed Mustafa (A.S)(peace be on him) please also intimate the names of all the daughter, In recent TV Quiz Programme this answer of question weretold 4(four daughter )is correct please clarify the matter, waiting your reply tfhrough E.Mail Thanks

Answer: Rasool SAWW aur Janab-e-Khadeeja S.A ki sirf aik hi sulbi beti thi jin ka ism-e-mubarak Hazrat Fatima Zahra S.A tha.Is kay ilawa teen betiyan Janab-e-Khadeeja S.A ki behen Haala bint-e-Khawelad ki thein jo baad main Hazrat Khadeeja S.A ki zair-e-kifaalat aagaen.Ref:Choda Sitaray Syed Najmul Hasan Pg.No.91-92

Print

Id:
279
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-29

Question: Molana Sahab kia aup hame yeh bata sakte ho keh Khums ka zikar Quran Sharif ke kis surah me bayan hua hai aur ayat Number kia hai, dusra sawal yeh hai keh ahle -Sunnat mai Zakat per bahot zor diya jata hai aur Khums ka Zikar hi nahi karte kia us fiqah me khums ka taswoor nahi tafsily jawab dijiye

Answer: Salam un alaikum,
Khums ka zikar Sora e Anfaal kee aayat no.41 mein aaya hai jo 10th paray kee pehli aayat hai.
Ahl e sunnat kee fiqh mein khums ka tasavvur hai laikin wo aam tor par faqat zakat hee ka tazkira kartay hein.

Sorry for the late responce.

Print

Id:
304
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-30

Question: Salam I am a new Muslim and have found that there are many differences in Islam. I Find that the best source of information comes from groups who call for Al Khilafah, what is your opinion on this.

Answer: Salam un alaikum,
This site is for only fiqhi questions. But in short, the fact is that after Holy Prophet (P.B.U.H), Hazrat Ali (A.S) was the first leader and imam of muslims. Mayn quranic aayaat and ahaadees proves the khilafat of Hazrat Ali (A.S). For these proves and correct history see books on this topic for example (When I Was Guided) etc.

Print

Id:
307
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-30

Question: do u know any body in dubai who is vakil of aqai seestani and can recite talaq

Answer: Salam un alaikum,
Aqai Kahsmiri is a vakil of Aqai Sistani in dubai who can recite talaq.

Print

Id:
325
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-30

Question: my question is about muslim women and sex is it a sinn for a muslim women to masterbate and have an orgasim by her self. also are sexuall toys a sin in muslim religion.

Answer: Yes.Masturbation and have an Orgasm by herself is Haram.Sexual toys also include masturbation which is Haram...Masnooie furooj

ka istemaal Haram hay aur ye Istimna main say hay jo sakht tareen Haram hay.Ref:Siratun Najaat A.Khoie Q.899 Part-1.

Print

Id:
597
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-30

Question: Is it mustahib to wear a Silver Chain?

Answer: It is not permissible if that to imitate woman. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : August 8, 2011) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
616
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date: 2018-05-30

Question: SALAM.. MAY I KNOW THAT IS CHATTING HARAM OR HALAL...THANK YOU..

Answer: Salam un alaikum,
It self there is no haram in it.
Note: We are very sorry for the late reply.

Print

Id:
618
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-30

Question: Reminder dated 17-03-04 Assalomoaliquam, 1 Moulana saib merasawal ye hi ke agar kisi pe Khums bari mikdar meai wajib ho aur woo Mujathed ki wakill se ijzat lay yien quistoo main ke her mahn farz Karin 5000/ ada kere ga. Ab ius ki karobar main musalsal barkat ho rehi hai to us nain wakill se rujoo kia to unhoo nain kha ki theek hai app quistten jari rakheen magar abb app ki monthly kisteen 5000/ se bar kar 10000/ ho jai gee . Too us waqat us nain hami bhar lee magar aub woo chaa ra hi ki quistten whoi 5000/ hi rahin ya kisi month 5000/ aur kisi month 10000/ jab ki us mein her month 10000/ deine ki taqat hi. 2 Agar koi lain dain ki doran jalli curreny note 500 yan 1000 ki de da to is bare main kia hukamm hi jab ki abb denin walla dastaras se bhar hai ? kia main bi woo note agaee bara doon yahn yee nuksan bardasht kar loo akhar kab tak kaiunkee hamer yehain too ahi din yee hota rate hai. please reply me at your earliest.

Answer: Salam un alaikum,
1) Aap mujtahid key vakil sey dobara musalihat kijye.
2) Aap yeh note aagay nahi dey saktay, albatta bank ko yeh note dia ja sakta hai.

Print

Id:
625
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-30

Question: Assalam alaikum...actually i am an india.. but working as software engineer in riyadh.. my religion is muslim(Mehdavi) so.. i need some knowlege of mehdavies...

Answer: Salam un alaikum,
Islam is a religon, not mehdavi. You can see knowledge about Islam in various books, available frequently in market.

Print

Id:
626
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-30

Question: Assalam alaikum...actually i am an india.. but working as software engineer in riyadh.. my religion is muslim(Mehdavi) so.. i need some knowlege of mehdavies...

Answer: Mehdavies say aap ki kiya muraad hay,waazeh karain.

Print

Id:
628
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-30

Question: Mulana Saheb, salam, Imam ke zahoor ke waqt har momin ki aqal-o-saoor bohat tez kam karen gay, yeh aik majalis mein sona,kia momeenin in salahiyatoon ko doar-e-hazir mein nahi ho sakta? agar ho to imam ke kia wazaif kar ke.w/salam aur mohtajhe dua.

Answer: Salam un alaikum,
Gunahon sey bachney key saath saath daily 51 rakaat daily parhna iman ke hifazat aur marifat ke bulandiyon key liye ehem chez hai. In general baaton key ilawah agar khaas wazaif daikhna chahein to kitabon sey ruju kijye.

Print

Id:
633
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-06-03

Question: mujhe muta k baray may aap say tafseel say kuch baatine poochni hien, jo mien chahti hun k personal rahien, website per post na hon, kia yeh mumkin hai k aap mujhe apna email add day dien jiss per mien aap say un maslo ka hal pooch sakon? buhat shukria!!!!!!

Answer: Salam un alaikum,
Agar aap apna personal sawal bhaijna chahti hein to isi website par post kar sakti hein. Ham aap ko us ka jawab private mail key through daingay. Sawal mein personal question aur apna email address mention kijye ga.

Print

Id:
652
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-06-03

Question: asalamwalaikum, i want to ask as to how i should repent for my big sins which i regret so much now for having committed i.e. i had an affair with a married man while i was away from pakistan. in the country i stayed i.e. tanzania i could not control my feelings for him. i was working as his secretary and had a physical relationship with him.

Answer: Aap kay liye zaroori hay kay Tauba karain.Khudawand-e-Alam nay Quran-e-Majeed main wada kiya hay kay agar insaan khud is kay khilaaf amal na karay to Tauba qubool ki jaey gee.Ref:Istiftaat A.Sistani I-53.

Print

Id:
662
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-06-03

Question: Salam, as you replied someone in Question# 646 answer# 1 that " Aisa karna jayez hai" would you plesae quote me any verse which explains matter and under which curcumstances its allowed.

Answer: Aisa karna jaiz hay magar ye kay ratoobat ko nigalna jaiz nahi hay.Ref:Istiftaat A.Sistani I-2.

Print

Id:
669
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Assalamu Aalaikum What it the email address of Grand Ayatullah Sheykh Muhammad Fazil Lankaraani. The email in your website (fazel@islamcpo.com )does not work. Wassalam

Answer: Salam un alaikum,
We are extremely sorry sir that the email in our website is not working. Actualy we had contacts with his office eariler. May be possible that this email address is changed now. If we find the new email address of him, we will mail you insha allah.
Extremely sorry for inconvinence.

Print

Id:
702
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Dear sir Assalamualaikum I want u to tell me about a good and concise book in urdu which i may read about "Marfat-e-Imam-e-Zamana A.S." which may cover all aspects. Regards

Answer: 1:Jamalul-Muntazar...Ayatullah Saafi Gulpaigani...2:Asr-e-Zahoor...Ali Al-Koorani...3:Alamat-e-Zahoor...Allama Talib Johari...4:Mehdi-e-Mauood...Ayatullah Dastaghaib Shirazi...5:AlImamul Mahdi AS ...A.Qazweini.

Print

Id:
721
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Q.Agar kisi ka prize bond lage tu us key barai mai kia hukum hai.

Answer: Agar kisi ka Prize Bond niklay to is soorat main Inaami raqam ka nisf(half) hissa kisi deendaar momin ko jo faqeer ho dena hoga.Ref:Istiftaat A.Sistani S-39.

Print

Id:
730
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salam-e-alekum mere kuch sawallat hain 1) aam tor per zakiren majlis parhne kai lie money charge karte hain kia yeh sahih hai 2)kia tv par drama etc dekhna jaiez hai?

Answer: 1:Zakir kay liye raqam lena jaiz hay agarchay logoon kay badzan honay ki soorat main munasib nahi hay...2:TV drama dekhna lazzat kay baghair jaiz hay laikin agar TV dramay main kaam karnay wali na-mehram khawateen kay jism kay wo hissay jo aam toor say chupay hotay hain,dikhai dain ,ya dekhnay wala shehwat kay saath dekhay ya is kay Haram main parnay ka khouf ho to phir inhain dekhna Jaiz nahi hay.Ref:Book-2 Q.No.224,Istiftaat A.Sistani I-30.

Print

Id:
837
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: is this site of imamia asna ashria

Answer: yes this is the site of Shia Isna Asheri

Print

Id:
840
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: assalamu-e-laikum wahrehmat ullah janab aleem saab yeh site sunni logoen ki hai yeh phir shiyahi logoen ki hai

Answer: Salam un alaikum
This is the site of Shia Isna Asheri.

Print

Id:
847
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Agar Ek doosri aurta ke saath hambistari ka gunah ho gaya hai, to iske liye kya karna hoga?

Answer: Aqai Sistani kay nazdeek aisay shakhs par tauba karna wajib hay kaffara kuch nahi hay.Ref:Istiftaat I-45

Print

Id:
852
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: about ayats of proving gebat e imam

Answer: Sura-e-Tauba Ayat No.33,Sura-e-Hood Ayat No.86,Sura-e-Noor Ayat No.55,Sura-e-Zukhruf Ayat No.61.Ref:Quran-e-Majeed (Tarjuma-Maulana Farman Ali).

Print

Id:
860
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: kiya salaam ki jaga ya Ali madaad kehna jaiz hai

Answer: Isay Salam nahi mana jaeyga.Ref:Istiftaat A.Sistani.No.S-19

Print

Id:
863
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: assalam-o-alekum janab maine aik web site www.mutah.com dekhi the mager main ne un se raabta karne ki bohat koshish ki mager raabta ho na saka main is gunah gar zamane main aik gunah gar insaan hoon mager main mazeed gunahoon main mubtala nahi hona chahata dar asal kuch aisy majbooriyan hain ke main abhi daimy aqad nahi kar sakta is liye main chahata hoon ke gunahoon se bachne ke liye mutah karoon ye mara sharayye haq bhi hai app ki web site per sawaloon ka silsala dekha tu dil se app ke liye duaieen nikleen baraye mehar bani mujh ko koi aisa contect number de dain jo ke mujh ko mutah .com web site wale logoon se rabta ho jaye or mere bhi profile web site per asake ya un ke waseele se main mutah jesi fecility se faida hasil kar sakoon khuda aap ka hami-o-nasir rahe.ilahi ameen

Answer: Un ka Contact hamaray paas maujood nahi hay.

Print

Id:
872
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: kya sunni aur baaki firke ke muslims bhi yahan per question ker sekte hein aur jinn questions ka aap answer dete hein uss per sunni aur baaki firke ke muslims bhi amal ker sekte hein?

Answer: Is WebSite par faqat Aihl-e-Tashayyu kay Fiqhi masail ka jawab diya jata hay lihaza is kay ilawa deegar firqoon say talluq rakhnay walay afraad apnay ulemaa say rujoo karain.

Print

Id:
882
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: assalamu alaikum wahrehmathuallahi wabarkatu janab aleem saab yeh jho site hai quran-o-itrat.com yeh shiyahi site hai yeh sunni site hai plz mujhe jawab bhegi yeh

Answer: Salam un alaikum
yeh site shia isna asheri site hay

Print