Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Wilayat-e-Faqih (16 Questions)


Showing 0- 16 questions from 16 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
971
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-06-03

Question: What is the meanings of "WALI FAQHI" and this time Who is our "Wali Faqhi" .

Answer: Fuqaha ki Ibaratoon main maujood lafz-e-Wilayat jo Umoor-e-Hisbiya (Umoor-e-Hisbiya say muraad wo

umoor hain jin ko Sharae Muqaddas Moattal nahi karna chahta jaisay Amwaal ko Yateemoo tak

pohunchana) kay liye Istemaal hota hayaik aisa ikhtiyaar hay jo har Jamiush Sharait mujtahid kay

liye saabit hay laikin wilayat ka wo mafhoom jo kay zikr karda tareef say izada wasee hay aur wo

un tamam umoor ko shamil karta hay kay jis par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hota hay.wo

aisay shakhs kay liye hoga jo faqeeh bhi ho aur is kay control main koi Ilaqa bhi ho jis par amal

daraamad kay liye kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye hay kay wahan kay momineen kay nazdeek

us faqeeh ko achi khasi maqbooliyat hasil ho.Ref:Istiftaat A.Sistani I-3.

Print

Id:
1093
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: What is the meaning of "Wali Faqhi" and who is our "Wali Faqhi"?

Answer: Umoor e Hisbiya (yani wo umoor kay jin kay Moattal honay par Shaaray Razi nahi) un main Wali Faqih Jamiush-Sharait (yani Mard - Baligh - Aaqil - Halal Zada - Zinda - Aadil - Shia Isna
Asheri) Mujtahid hota hay jab kay wo umoor jin par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hoa karta hay is kay liye Jamiush Sharait mujtahid main kuch aur Sharait bhi hona chahiye,jin main say aik ye hay kay usay (is aitibaar say) Awam main umooomi toor par maqbooliyat Hasil ho.Aur Aik Khas Ilaqa us kay Control main ho Jahan par wo Aihkamaat ko Jari kar sakay.Ref:Istiftaat A.Sistani I-3.

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
1106
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: salaam Sir my question is that what is the method of Governece in Muzhub e ehlebyet???

Answer: Umoor e Hisbiya (yani wo umoor kay jin kay Moattal honay par Shaaray Razi nahi) un main Wali Faqih Jamiush-Sharait (yani Mard - Baligh - Aaqil - Halal Zada - Zinda - Aadil - Shia Isna
Asheri) Mujtahid hota hay jab kay wo umoor jin par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hoa karta hay is kay liye Jamiush Sharait mujtahid main kuch aur Sharait bhi hona chahiye,jin main say aik ye hay kay usay (is aitibaar say) Awam main umooomi toor par maqbooliyat Hasil ho.Aur Aik Khas Ilaqa us kay Control main ho Jahan par wo Aihkamaat ko Jari kar sakay.Ref:Istiftaat A.Sistani I-3.

Print

Id:
1217
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: is zamane main wilayat e faqe kon hai

Answer: Fuqaha ki ebaaratoo main maujood lafz-e-Wilayat jo umoor-e-hisbiya kay liye istemaal hota hay aik aisa ikhtiyaar hay jo har Jamiush Sharait mujtahid kay liye sabit hay.laikin wilayat ka wo mafhoom jo zikr kardah tareef say ziada wasee hay aur wo un tamam umoor ko shamil karta hay kay jis par aik ijtimaee islami nizaam mauqoof hota hay.wo aisay shakhs kay liye hoga jo faqeeh bhi ho aur us kay control main koi ilaqa bhi ho jis par amal daraamad kay liye kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye kay wahan kay momineen kay nazdeek us faqeeh ko achee khasee maqbooliyat hasil ho.Ref:I-3

Print

Id:
1427
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Please tell me the concept of Wali-e-Faqih?

Answer:
A.Sistani kay nazariye kay mutabiq aik Jamius-Sharait Mujtahid un tamam

umoor main wilayat rakhta hay jin par insaanoo ka ijtimaae nizam qaim

hay.Ye bhi aik fiqhi masala hay aur is main bhi muqallid apnay mujtahid

ki janib hi rujoo karay ga.Ref:Book-2,Q.No.7.

Print

Id:
1764
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: What do mean by WALI_E_FAQEEH?

Answer: bismehi taala, Fuqaha ki Ibaratoon main maujood lafz-e-Wilayat jo Umoor-e-Hisbiya (Umoor-e-Hisbiya say muraad wo umoor hain jin ko Sharae Muqaddas Moattal nahi karna chahta jaisay Amwaal ko Yateemoo tak pohunchana) kay liye Istemaal hota hayaik aisa ikhtiyaar hay jo har Jamiush Sharait mujtahid kay liye saabit hay laikin wilayat ka wo mafhoom jo kay zikr karda tareef say izada wasee hay aur wo un tamam umoor ko shamil karta hay kay jis par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hota hay.wo aisay shakhs kay liye hoga jo faqeeh bhi ho aur is kay control main koi Ilaqa bhi ho jis par amal daraamad kay liye kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye hay kay wahan kay momineen kay nazdeek us faqeeh ko achi khasi maqbooliyat hasil ho.Ref:Istiftaat A.Sistani I-3.

Print

Id:
6312
Mujtahid:
agha sistani shaib Date:

Question: sir plz brisf describe wilayate faqeeh and its basis

Answer: walayat e faqhie aik fiqhi masla he aur is me bhi muqalid apnay mujtahid ki janib rajooe karay ga. Ayat ullaha sistani d.b.k mutabiq aik jamae shariat mujtahid in tamam umoor me walayat rakhta he jin per insaano ka ijtemai nizaam qaim he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 7, pg # 22)

Print

Id:
7628
Mujtahid:
Date:

Question: salam mera question ye hai k wali w faqih ki kia hesiat hai aur is ka wajood aaimma k zamany me tha ya nai aur agar nai tha to ab q hai plz answer

Answer: Fuqaha ki Ibaratoon main maujood lafz-e-Wilayat jo Umoor-e-Hisbiya (Umoor-e-Hisbiya say muraad wo umoor hain jin ko Sharae Muqaddas Moattal nahi karna chahta jaisay Amwaal ko Yateemoo tak pohunchana) k liay Istemaal hota hay aik aisa ikhtiyaar hay jo har Jaamay ush Sharait mujtahid k liay saabit hay laikin wilayat ka wo mafhoom jo k zikr karda tareef say ziyada wasee hay aur wo un tamaam umoor ko shamil karta hay k jis par aik Ijtimaee Islami Nizaam mauqoof hota hay.wo aisay shakhs k liay hoga jo faqeeh bhi ho aur is k control main koe ilaqa bhi ho jis par amal daraamad k liay kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye hay k wahan k momineen k nazdeek us faqeeh ko achi khasi maqbooliyat hasil ho.(Ref:Istiftaat A.Sistani I-3). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
7722
Mujtahid:
12 imam Date:

Question: YA ALI MADAD jo log wilayat faqih kay qail hain woy wilayat-e-ali kay qail nahin explain

Answer: walayat e faqhie aik fiqhi masla he aur is me bhi muqallid apnay mujtahid ki janib rajooe karay ga. Ayat ullaha sistani d.b.k mutabiq aik jamay shariat mujtahid in tamam umoor me walayat(ikteyaar) rakhta he jin per insaano ka ijtemai nizaam qaa’im he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 7, pg # 22) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14667
Mujtahid:
-- Date:

Question: wilayat faqih fiqhi masla hai tau wilayat e ali kis ka masla hai aur is kay baray mein kaun bata ga?

Answer: Wilayat e Ali(a.s) ka maslah usooldeen mai se hai or usool e deen k maslay main taqleed nahi hoti balky az roay basirat janna zarori hai. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #1 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
15313
Mujtahid:
Ayatullah Syed Ali Sistani Date:

Question: salam mera sawal ye hai ke wo umoor jin per aik islami ijtimaee islami nizaam mauqoof ho waha aik jamiush sharait mujtahid ho jo tama sharait per pora utarta ho aur un ko awam per umoomi toor per maqboliyat bhi hasil ho aur aik khas ilaqa us ke control main bhi ata ho to waha per jo wo ahkamat jare karen gay to kya wo ahkamat dunya main kisi bhi jaga rehne wale tamam logo aur dunya main kisi bhi jaga rehne wale tamam dosre mujtahid per bhi follow karna wajib ho jae ga ya sirf us khas ilaqe walo per ya us country ke awam per ( jo un ke control main atey ho ) un per manna wajib ho ga? shukriya

Answer: Wilayat e faqee bhi aik fiqhi masla hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b. k nazdeed aik jamia sharait mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaaye nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
45503
Mujtahid:
aayatullah sistani Date:

Question: salam 110, wilayt faqih ki shataet btadein plx

Answer: Wilayat e faqee bhi aik fiqhi masla hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b. k nazdeed aik jamia sharait mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaaye nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
72264
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Salam Ayatullah Sistani ki nazar mai waliye faqeeh kon hai.

Answer: Wilayat e faqee bhi aik fiqhi maslah hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b k nazdeeq aik jamay sharaet mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaey nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22). Update on dated 16-07-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
84634
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: ولایت فقیہہ

Answer: Wilayat e faqee bhi aik fiqhi masla hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b. k nazdeed aik jamia sharait mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaaye nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22) . Update on dated 24-10-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
103168
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-16

Question: ولایت فقیہ سمجھا دیں اسکا مطلب اور اسلام یا شیعہ اسلام میں یہ کب رائج ہوا ؟

Answer: Wilayat e faqee bhi aik fiqhi maslah hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib he ruju karay ga. Ayatullah Syed Ali Sistani d.b k nazdeeq aik jamay sharaet mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin per insaano ka ijtemaey nizaam qaim hai. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 2, ques # 7 pg # 22).
[Updated on 16-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121522
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-01-11

Question: السلام علیکم، آیت اللہ سیستانی(دام ظلہ) کا نظریہ، ولایت الفقیہ سے متعلق کیا ہے؟

Answer: 1: Wilayat e faqeeh bhi aik fiqhi maslah hai aur is me bhi muqalid apne mujtahid ki janib hi ruju karay ga. Ayatullah Sistani(d.b) ke nazdeeq aik jame sharait mujtahid in tamaam umoor me wilayat rakhta hai jin par insaanon ka ijtemayei nizaam qaim hai.
2: Fuqha ki Ibaraton main maujood lafz-e-Wilayat jo Umoor-e-Hisbiya (Umoor-e-Hisbiya say muraad wo umoor hain jin ko Shaare Muqaddas Muattal nahin karna chahta jaisay Amwaal ko Yateemon tak pohunchana) ke liye Istemaal hota hay aik aisa ikhtiyaar hay jo har Jaamea-ush-Sharait mujtahid ke liye saabit hay laikin wilayat ka wo mafhoom jo ke zikr karda tareef say ziyada wasee hay aur wo un tamaam umoor ko shamil karta hay ke jis par aik Ijtimayei Islami Nizaam mauqoof hota hay. wo aisay shakhs ke liye hoga jo faqeeh bhi ho aur is ke control main koi ilaqa bhi ho jis par amal daraamad ke liye kuch mazeed sharait bhi hain aur wo ye hay ke wahan ke momineen ke nazdeek us faqeeh ko achi khasi maqbooliyat hasil ho.

(Ref: Mujthid se posche gaye sawalat, part #2, ques #7, pg #22. + Istiftaat A.Sistani I-3).
[Updated on 11-Jan-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print