Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Namaz e Tauba (2 Questions)


Showing 0- 2 questions from 2 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
10542
Mujtahid:
Date:

Question: mujhe salat o toba 2 rakat kaise padhte hai janna jai.....

Answer: 2 rakaat namaaz ada karain is terhan ke her rakat main Sura e Al-Hamd ke baad 60 martaba Sura e Toheed (sura qul ho walla ho ahad) pharain or phir namaaz se farig ho kar Allah Gafoor o Raheem ki Barigaah main toba karain. (Ref : mafaati ul jinaan , topic # gunaahoo ki bakshish ke liye namaaz , pg # 244 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
15397
Mujtahid:
Date:

Question: aslama-o-alekum g....me ye poochhna chahti hoon ki namaz toba kaise ada ki jati hai.....

Answer: Hazrat imam jafar sadiq (a.e) farmate hain , jo shaks gunahon se toba karna chahta hay to usey pehly wuzo karna chahaiy ,phir 2 rakat namz parhey or khuda se maghfirat talab karey to khuda uski toba qabol karta hai. (Ref: kitab toba, mo,allif ayatollah dastaghaib sherazi ).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi