Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Ehtilam se bachne k liay wazifa (51 Questions)


Showing 0- 50 questions from 51 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
9187
Mujtahid:
Date:

Question: Mjhe please koi acha ka wajifa baten ke mere paper subh ke subh jaldi pass hogaye. maan boht mehnat karta hoon parhta b hoon per papers pata nai q fail hojate haan. maan boht pareshan hn , mn apne ghar walon se boht door rehta haan . maan Italy mn rehta haan aur mere ghar wale Pakistan maan. boht si pareshaniyan mjhe hoti haan per ghar nai batata ke woh pareshan na hOgaye - Maan Alhamdullah 5 waqt nimaz b parhta hoon . aur surah Fateeeh b roz othte he parhta hoon ke fatah milee mjhe kOi acha sa wazifa baten ke maan parhoon aur mere papers sare clear hojaye.. aap ki boht boht meharbani

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai:

Print

Id:
10557
Mujtahid:
Date:

Question: Sir Ehtlam ka behtarin elaj bty. Please mail ki jy ga.

Answer: Surah e Al-Tariq (sura no 86) ko raat ko sone se pehle pharain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
11532
Mujtahid:
- Date:

Question: Mujhy ihtlam bohot shidat sy hota hy gram cheze bhi kam khata hu kisi hakeem k hath main nahi jana chahta ilaj hy to warna kuch ihtiat o kalamat batay

Answer: 1)Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4).
2)Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)
3)Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea,rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
13616
Mujtahid:
Date:

Question: sir mje bury bury khayalat ate hain and me ne 4 5 times romantic scenes dekhy hain us k baad kuch water discharge feel oa n kuch ajeeb sa b js ka mje ilm ni k kia oa es ka had se ziada afsoos ha sir me en dono kamo se bachna chti o plz help me....

Answer: Surah e juma ko raat k waqt tilawat karain shetani waswaso se amaan rahay ga.(Ref:dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
13889
Mujtahid:
pathan Date:

Question: salam arj karne k baad meri age 21 ki ho gayi hai aur raat muje ehtlam hota hai aur bivi ki kami bhi bahot mehsus hoti hai to muje kya karna chahiye

Answer: 1)Jo shak shadi karnay hone ki waja se fale haraam me mubtila hota ho is per wajib ha k shadi kar le. . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)
2) Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14649
Mujtahid:
Quran Date:

Question: Sir mera sawal ye ha k ma ne musht zani mukamil tor par chur di ha lakin is k bawajud mera 5 6 din bad rat ko soty waqt nikal jata ha jisy ehtilam kahty ha please mujy quran pak k hawaly se koi ilaj btay ma is k bary buhat zayada paryshan hu aur tafseel ma btana .

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14706
Mujtahid:
quran Date:

Question: sir ma ap se phyly b du bar puch chuka hu ye sawal lakin muje koi jawab nai mila sir is bar zaror jawab dena sawal ye ha k ma mushtzani chur di ha lakin phir b har char panch din bad rat ko sooty waqt nikal jata ha yani ehtelam huta ha ma is k bary ma buhat pareshan hu muje is hal btaye tafseel ma a

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14863
Mujtahid:
Date:

Question: Mra qustion yi hai k ehtlam sy ksy jan chorai ja skti hai plz tel me .

Answer: Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)

Print

Id:
15283
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera qes ye ha k mjhe 4 salo se mushzani ki khrab adat hui ha meri age 18 y ha...ab allah k shukr se ma ne kafi control kar lia hq...mgr ab problem ye ha k jb ma rat ko nend ma hota hilu to mjh se mushzani kisi khawab ki surat ma ho jati ha aur jb ma hosh ma ata hu to pta chlta ha k ye ma kia kar betha...to plz is se bachne ki tadaber btaein...sukhria.

Answer: Raat ko sotay huay mani ka kharij ho jana ehtilam kehlata hai. aur ehtilam sai bachnay k lie sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16066
Mujtahid:
Date:

Question: Agar hafty main 2sy 3 dfa ahtlam ho to kea kren.

Answer: Sonay say pehlay wuzu ker k surah e ma,aarij(surah#70)ko aik baar parheay aur surah e noor(surah#24) ko likh ker takyee k nechay rakh lejeay,ehtlaam nahi hoga.(ref:book nawaey saleheen pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
16885
Mujtahid:
ehtalam Date:

Question: sir ma jb rat ko sota hn to rat ko zehan ma koi ganda khayal a jay to ma farik ho jata hn plz khuch batay mujhy plz

Answer: Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
19507
Mujtahid:
Raat mein Ehtilam say Date:

Question: Assalam allikum. Im a 25 years old guy, atleast in a 4 days sotey mein khwab mein mujhe kisi ke sath kuch karte huwe us ke baad ethelam ho jata hai.. kya ye garmi ki wajah se hai ya tandik ki wajah se.. coz i feel very cold then i used mota barsheet then i feel hot.. kya aye wajah hai..?why this happen? Reply me fast Thanks

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay gain. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32222
Mujtahid:
Date:

Question: aslam u alaikum sir ma 20 years ka hu aur ehtalam ki bemari sa pershan hu har 3 din baad mujhay ehtalam hota ha aur meri manni buhat patli nikalti ha is ka ilaj plz jaldi btaye ma buhat pershan hu ap ka jawab ka intazzar karo ga Allah Hafiz

Answer: Sonay say pehlay wuzu ker k surah e ma,aarij(surah#70)ko 1 baar parheay aur surah e noor(surah#24) ko likh kr takyee k neechay rakh lejeay,ehtlaam nahi hoga.(ref:book nawaey saleheen pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32605
Mujtahid:
faizabad Date:

Question: assalamo alaikum hazrat meri umr19saal ki hai mai raat me sote waqt bahut ganda ganda khawab dekhta huen jisse ehtalam hojata qareeb 4 saal se khawab dekhta hue isse nizat ke liye koi ilaj batayen mehar bani hogi

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
36808
Mujtahid:
Date:

Question: salam ma ye puchna chahta ho ka mri money bht waste hti hai mjhy kamzoori b bht hti ja rhi hai plzzzzzz ap mjhy as ka koi hal bta dain........... plz

Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me mutahlim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN’NEE A’OO’ZO BI KA MI’NAL EHTILAAMI WA MIN SOO’EIL AH’LA’MI WA MIN AN YA’TA’LAA’ABA BI’YASH’ SHAI’TAANO FIL YAQ’ZA’TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4).

Print

Id:
38939
Mujtahid:
Date:

Question: Aoa .. Sir maray ap say 2 sawal han mari umer 15 sal ha 1st yh ka ma 10 15 seconds ma discharge ho gata hon jis ki waja sa ma bht pershan ho 2nd yh ka main jb rat ko sota hon to mara ihtelam ho jata ha jis ki waja say maray jism ma bht kamzori ho gai ha.. Plz in dono ka koi hal batayn

Answer: Wssalam o alykum,shoar aur biwi ke ilawa kise aur tariqe se jinse lazzat hasil karna kerna gunah e kabira hay. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430).
Or Ehtilaam se bachne ke liye Sura e Al-Tariq ko rozana raat ko sone se pehle pharain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65 , Allah Taala hi tofiqat main izafa farmaaenwalai)

Print

Id:
39517
Mujtahid:
Date:

Question: Sir ma jb soota hu to soota waqt meri mani nikal jati ha esa rock na ka lia kia krou?????

Answer: 1)Agar rat ko sotay huay mani kharij ho jae to os ko ehtilam kehtay hain aur is sai ghusl wajib ho jata hai. aur ghusl e janabat ki niyat k waqt niyat kray k wajib ghusl kar raha hai bal k faqat “ ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ ” k iraday sai ghusl kray to kafi hai. yani niyat kray k “ghusl janabat krta hon ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ”. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356-57)
2)Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
40341
Mujtahid:
Date:

Question: sir yeh mujhey ihtelam boohath hoota is sey kiya looqsanath hai batye

Answer: Sonay say pehlay wuzu kr k surah e maarij(surah#70)ko aik baar perhain aur surah e noor(surah#24) ko likh ker takyee k neechay rakh lee jeay,ehtilaam nahi hoga.(Ref:book nawaey saleheen pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Note: Mahinay main 1 ya 2 baar ehtilaam hona koe fikar k baat nahi laikin agar mahinay main ziyada ehtilaam ho tu isk ilaaj ki fikr ki jay, Q k kasrat se ehtilaam jismani kamzori ka sabab hay.

Print

Id:
42027
Mujtahid:
Date:

Question: mujhe ek saal ho gya he muth marte(musht zani) ab me ne chori he to taqreeben 1 mah bad mujhe ehtalan aya he. aur ehtlam taqreeben dosre,tisre din lazmi ata he. mujhe ye pochna he k is me koi problem to nahi ehtlam jitni mrzi dafa aye or agr problem he to kya kia jae

Answer: sotay waqt Surah e Al-Tariq (Sura no 86) ki tilawat karain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
46925
Mujtahid:
Hanafi Date:

Question: Assalamualaikum. Hzth mera saval yeh hai ki mai har roz subo me napak hojata hun .jab utha hun toh dekta hun ke 2 3 khatre mere underwear pe lage rahte hai mai isliye mujhe roz gusl karna padta hai aap bataye main kya karu pareshan hun. Koi bura khwab na pade toh b aisa hojata hai. Jab khwab bura padta hai toh tab ehtelam zyad hota hai plz plz plz aap madad kijye bahot kamzor hun .sakht kaise banu jaldi bataiye

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49032
Mujtahid:
sunni Date:

Question: asalam o alikum mera question ye hi k mera raat ko khawab me ethlam ho jata is c kis tara chukara mile ga me ce medicine be le hi magr muhje aram ni aia hi ap plz mere kuch madad kar de i m v thank ful to u

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322)note : ehtilam hona aik fitri amal hai aur is ka hona bhi zaroori hai q k mani ki thali bhar jati hai to os ko khatam karnay k lie ye system hota hai. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49495
Mujtahid:
Date:

Question: Mein ap se ye puchna chahta Hun k mjhe ehtlam bht zayada hota ha ek month mein 12 se 13 dafa hota ha ek week mein 3 se 4 bar mein bht pareshan Hun bht ménage elaj kr chuka Hun bht pareshan Hun mere lais dar qatre bhi nklte ha band Nahi hote bht pareshan Hun sht kafi down ho chuki ha mein chata Hun jld se jld thk ho jao

Answer: 1)Imam a.s. farmatay hein k jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki bargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54) 2)Homoeopathic Medicine damiana pentarkan drops(Made in Germany Dr. willmar schwabe karlsruhe) subah, dopeher, raat 10 qatray aik ghoont pani main daal ker istemaal karain insha allah jald hi tamaam jinsi bimariyan khatam ho jay gi. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50464
Mujtahid:
Date:

Question: Mere kuch sawal he muje sare jawab milenge to mehrbani hogi allah ke khatir pls. 1)namaz aur ibadat ka makroohat waqt batayiye maine padha tha ki dophar ka aur sooraj peela padne ka waqt ye muje samja nai ye muje indian time me batayiye 2) namaz ke waqt ya am waqt neeche pant fold karna jaiz he kya kyuki taknow ke upar pant pehnana sunnat he 3) muje hafte me 2-3 bar neend me rat ko bure khwab padke ehtalam hota hai kya ye gunah hai aur iska hal kya he 4) jab mai peshab baiththa hu to paani se dhoke pak ache se pak rehta hu phir me uthane ke bad muje mehsoos hota hai ke ek boond pishab ka gira hota he ye gira hota hai ya pata nai mai puri tarah pak rahneki koshish karta hu aur aise hi namaz jata hu iska hal bataiye

Answer: 1

Print

Id:
50813
Mujtahid:
Date:

Question: salaam sir mujhy pahly bukhar tha toiphoid tha bukhar k duran may b mujy qatry aty rhy bohat ziyada r ab bukhar 2 din pahly utar gaya hay lekin ab b mujhy qatry tay bohat ziyada rr 3 din say roz ehtalam ho raha hay mujhy bohat kamzori feel ho rahi hay so pzl help me koi acha sa ilaj btain plz sir thank u sir

Answer: 1)Surah e tariq k khawaas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ehtilaam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)
2)Sonay say pehlay ba-wuzo halat mai surah e maa’rij(surah#70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilaam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
51749
Mujtahid:
islam Date:

Question: mera sawal ye hai k mjhe haffty me 2 ya 3 martaba ehtalam ho jata hai me bohat pereshan hun or jab ehtalam hota hai to andar ki taraf takaleef hoti hai plzzzz mjhe is ka hal batayen

Answer: Sonay sy pehlay ba-wuzu halat mai surah-e- ma,aarij(surah#70) ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh ker takyye k nechay rakhay tou ehtilaam sy mehfooz rahayga.(ref:book nawaey saleheen,pg#322). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
52055
Mujtahid:
Lahore Date:

Question: AOA sir meira sawal ye hai k mje taqreban har raat ihtalam ho jata hai is ke liye koi dua hai to bta dijiye aor ihtalam k baad gusal krne ka koi aor tariqa hai kya?

Answer: Wuzu ker k soen. sorah ma-aarij(surah#70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh ker takye k nechay rakhay tu ehtlaam say mehfooz rahaain gay.(ref:book nawaey saleheen,pg#322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52732
Mujtahid:
ALL Date:

Question: Assalam O Alaikum mera Sawal ye hy k mera Rozana Rat ko ITLAM ho jata hy mein kia kron plz koi es ka hal btain

Answer: wssalam o alykum, Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhtalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN

Print

Id:
52850
Mujtahid:
ayat ullah sistani Date:

Question: mera roz ehtelam hojata ab mjhe badan dard bh hone lga hai. tou mjhe iska ilaaj btaye mrfi age 19 hai

Answer: Raat ko sone se pehle is dua ki tilawat kijye
ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ(Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae)

Print

Id:
53046
Mujtahid:
Date:

Question: mujhe bht dar lagta hai kahi mai fail na ho jau is liye mjhe koi esi dua batae jis se mera padne me dil lage

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
54525
Mujtahid:
Date:

Question: Assalmuaelikum mujhe mazi ka problem hai peshab k baad yaa kuch thoda sa bhi sochnse se pls reply karo aur taweez bhi batao

Answer: wssalam o alykum, her raat sote waqt sine per haath rakh ke 100 martaba al-baaiso pharye. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 21 , pg # 20 , ALLAH TAALA tofiqaat main farmaae).

Print

Id:
54529
Mujtahid:
Date:

Question: A.O.A Sir meri problem ya ha ka muja week ma ak bar akhtalam zaroor hota ha gus ke waja sa ma bht kamzoor ho gaya hon .Mare age 18 year ha .is ka kya illaj ha.

Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhtalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN

Print

Id:
54682
Mujtahid:
Date:

Question: assalam o alikum sir mera hr roz ya dosry din ehtalaam ho jata hai aur jb main peshaab kr k khara hota hn too peeshab k qatrey atey hn kuch dear main bohat pereshan hon plz mujhe is ka hal btain

Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN

Print

Id:
56225
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamoalaikum. H Muje ye pochna tha k ahtalam ki muddat kiya hoti hy. I mean k kitnay din bad ata hy aik normal admi ko. Muje taqreeban aik haftay may aik bar ya kabi kabi aik haftay may do bar ahtalam ata hy. Aur jab muje ahtalam ata hy to meray jism may buhat dard hota hy. Aur bones may b takleef hoti hy. Hala k may na kuch galt soch k sota hun aur na hi koi galt kam krta hun. Muje koi aisa tareeqa batae jis se muje ahtalam buhat kam ho jaisa k aik normal admi ko hona chahiyay. Plzz

Answer: Wssalam o alykum, Surah e Al-Tariq ko sotay waqt tilawat kijye ehtilaam se bachne ke liye. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65).

Print

Id:
56588
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: kaya raat ko kisi ka kahayal ane par niklne wali tari najis hai uske baad gusal wajib hai

Answer: Raat ko sotay huay mani ka kharij ho jana Ehtilaam kehlata hai aur is say Ghusl-e-Janabat wajib ho jata hai aur ehtilaam sai bachnay k liay sonay say pehlay ba wuzo halat mai Surah-e-Mea,rij ko aik martaba parhay aur Surah-e-Noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla #344)(Ref: Naway-e-Saaleheen,pg #322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
56610
Mujtahid:
Date:

Question: plz ahtalam ka bta do according to quran ya kio vazifa ya amal

Answer: Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah-e-mea,rij ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh kar takiay k nichay rakhay to Ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Naway Saaleheen, pg #322). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
57706
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera masla yeh hai ka mai masturbation nahe karta magar har hafta 2 hafta baad raat ku discharge hojata hu agar koi ilag hai to plz share karein..

Answer: Sura e Al-Tariq (sura no 86) ki sone se pehle is ki tilawat karain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57921
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir mera ehtalam bht hota hai per mujhay jismani qamzori itni mehsos nh hoti ku k me doodh or fruit bht khata hun. Lekin pata nh phir bhi ye ku nh rukta her 2 din bad ehtalam ho jata hai akheer tung a k me ne hakem se ailaaj k tor pe dawai bhi khai jo us ne de kuch arsay farq raha lekin phir ye sil sala shuru ho gya. Na meri khuwaish kabhi galat hoti hai phir bhi pata nh ku aisa hota hai. Ye cheez mujhay bayshak kamzori to mehsus nh karati per demagi mareez zarur bana de ge soch soch k please sir mujhay is ka mukamal tafseel or hal chahiye agar ap sub bta de to ap ke bht meherbani ho ge. Allah ap k is Qare khair me barkat ata farmai.

Answer: Wssalam o alykum, jab ap raat ko soney lage to ye dua pharye
ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123 to 124 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60359
Mujtahid:
Date:

Question: Muje ehtelam kasrat se ata hay. 1 week may 2 bar ata hay or kabi kabi 3 bar b ata hy. Or kabi kabi to 2-3 din aik sath ata hy. Jis din ehtelam ata hy us din pori body may buht derd hota hy , bones may buht zayada takleef hoti hy aur sir may b derd hota hy. Aisa feel hota hy jaisay auk dam se energy nikal li gae ho body se. Ap se request hy k ap muje koi hal batae jis se mera ehtelam bar bar ana kam ho. Iski vaja se may buht weak b hun Plzz answer me i m 18 years old.

Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60577
Mujtahid:
Date:

Question: Aslam o AlaikUm sir age meri 21 saal hai hai kafi arsa say ehtelam ho raha hai or mani b Pani ki tarah patli ho gai hai or ma Boht pareshan ho or meri kamar main b dard hota hai or sochti ho shaid ye kasrat ehtelam ki waja say hai to plzz koi ilaj btyain jis say kamar dard b door ho jaye or ehtelam b Na ho

Answer: Wssalam o alykum, Surah e Al-Tariq (sura no 86) ko raat ko sone se pehle pharain. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65).
Hazrat Imam Mosa Kazim a.s. se marvi Riwayat ke mutabiq doodh mai sahad mila kar piyain. (Ref : kitab tib e nabi akram s.a.w.w. pg # 111 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60984
Mujtahid:
Date:

Question: Aslam o Alaikum sir mere msla ya hai k mujy hafty Mein 2 3 dafa ehtelam ho jata hai or us ki waja say kamar main dard b or ziyda ehtelam honay ki waja se ehtelam b bilkul patli ho gai hai or age b abi 19 20 hai agy b sawal Kar chuka hoon jwab nhi aya pershan etna hoon k dil krta khud khushi kar loon ghr waly shadi ka soch rahy hain or meri soch k main kabal nhi ho shadi k

Answer: 1)Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinsan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4).
2)Surah e at- tariq k khawaas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65) .
3)Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea,rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322 (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
61109
Mujtahid:
Date:

Question: mera masla ye ha k muje week me 2 se 3 bar ehtalam hojat ha raat me muje kuch haal bataye plz

Answer: Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN’NEE A’OO’ZO BI KA MI’NAL EHTILAAMI WA MIN SOO’EIL AH’LA’MI WA MIN AN YA’TA’LAA’ABA BI’YASH’ SHAI’TAANO FIL YAQ’ZA’TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). ya
2)Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65) ya
3)Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
63712
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Asalam o alaikum! Sir jab mai raat mai sota hun tu soty hoye khid baa khud mani nikal jati hai kya ye gunnah hai is ka koi ellaj bhi btayen plz !

Answer: 1. Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib,Mafhoom e pg # 123-4).
2)Ehtilaam ka hona gunah nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1571). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63748
Mujtahid:
Date:

Question: Asalam o alaikum mera swal ye hai k mjhy soty hoye mani nikal jati hai koi elaaj bta dain aur kya is sy kapry napak hoty hai kya

Answer: 1. Agar kisi shakhs ko ye khof rehta ho k wo neend ki halat me muhatalim na ho jey is lie use chahaie k jab wo raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se amaan me rahe ga, Dua ye he ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BI KA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL AH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib,Mafhoom e pg # 123-4).
2)Jee haan, mani se kaprhe najis ho jate hain, or namaz or is jesi ibadaat k liay ghusl e janabat karna zarori hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #356). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
82313
Mujtahid:
Date:

Question: Sir mein eik joints ka patient hon aur muje raat ko khwaab mei semen release ho jata hai us se mera joints mai swelling ho gati hai Aur sir ya mera control main bhi nhi raat ko khwaab mein ratoobat nikal aati hai Plz plz plz sir answer me

Answer: Aap sonay say pehly ba-wuzu ho ker sorah maarij ko aik martaba tilawat kerain or sorah noor ko likh ker apnay takiye k neechay rakhain insha Allah shikayat door ho jaey gi. (Ref: Nawa e saliheen, pg#329). Update on dated 19-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
85093
Mujtahid:
Date:

Question: Muje night fall hai use khatam karne ka ilaj btay

Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he
ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇۃ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). Update on dated 04-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
85094
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Nightfalls band karne ke ilaj

Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he
ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇۃ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
102952
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-08

Question: Ehtilam kab tak hota rehta hai matlab kis age mein rukta hai

Answer: Jab aap raat ko soney lage to ye dua parhe ethilam se aman me rahe gay, Dua ye he
ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇۃ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (ALLAA HUMMA IN,NEE A,OO,ZO BIKA MI,NAL EHTILAAMI WA MIN SOO,EIL IH,LA,MI WA MIN AN YA,TA,LAA,ABA BI,YASH, SHAI,TAANO FIL YAQ,ZA,TI WAL MANAAMI). (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123-4).
Note: Ehtilaam kisi bhi umar main khatam nahi hota, is main kami ho sakti hay.
[Updated on 08-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110838
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-05

Question: Mny phly b msg kia h mjy ye jo hndpratice hai iska jo jismani nuqasan hua h jism or dimagh ko mjy uska ilah btyein please koi drops ya medicine kch b ..? My age is 21 or mny pocha tha ky shdi ky bd iss bemari ky kya nuqsan hain for a girl kindly mjy proper jawab dain

Answer: 1)Homeopathic store se mektum T-10 le kar is ke under di gaae malomaat ke mutabiq istemaal karain. Aur Allah hi shifa dene wala hai,
2) Istimna or khud lazzati, haram hay or gunahaan e kabeera mai sai hai chahay hath se ho ya film or tasweer per nigah daalne se ho ya khayalaat or is ki maanid se ho. aur shadi ke bad is ke nuqsanant bhi hain.Ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jaame, Edition# 1435,Mafhoom e Maslah #2296).
3)Jis insaan se ghunah hoya ho wo Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker wo shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.wo koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhai waghaira, or har os cheez se bachain jo us ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar wo khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010)
[Updated on 05-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
112114
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-12-22

Question: Aoa.agha sab ehtlam ke lye koi dowa koi wazifa bata da kindly

Answer: Sonay say pehlay ba wazu halat mai surah-e-maarij ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh kar takiay k nichay rakhay to Ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Naway Saaleheen, pg #322).
[Updated on 22-Dec-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
112115
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-12-22

Question: Aoa.agha sab ehtlam ke lye koi dowa koi wazifa bataye kindly

Answer: Sonay say pehlay ba wazu halat mai surah-e-meaarij ko aik martaba parhay aur surah-e-noor likh kar takiay k nichay rakhay to Ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref: Naway Saaleheen, pg #322).
[Updated on 22-Dec-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print