Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Hafzay k liay wazifa (103 Questions)


Showing 50- 100 questions from 103 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
53325
Mujtahid:
Date:

Question: Asallam alekum sir mera sawal y hy kay ap mujhay esa koie wazeefa bataie jis say mere dil me ilm ky mehnat karnay ka shok paida ho

Answer: Agar apka dil ilm kay hasil karnay me nahi lagta ho to (surah-e-Alaq ki aya# 1-5) likh kar galay me daalay aur pani par parh kar pilaye to zehan-o-aqal ki taizi ke liye mujarrab hai (Ref: Naway-e-Saaleheen,pg#346) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53581
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamaalaikum.aise duaa bati jissi jalde yad ho or mai bhulu bhi na or pani mai man lagi please help me.aallah hafiz...

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
53735
Mujtahid:
Date:

Question: Asaalmwalekum sir mera padhne mann nhi lgta h kuc dua btaye plzz 13 se exam h

Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay say hafza taiz hojaey ga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53970
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera parhai me dil nahi lagta kouch yaad nahi hota aur mera tanng my takleef rahta ha

Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)
Sura hijar (surah#9) ki ayt#9 ko sukhi injeer par prh kr chand danay hr roz khaey tou uska hafza taiz hojaeyga/(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53983
Mujtahid:
Date:

Question: asslamoalaikum mera sawal ye hai k meri beti 6 saal ki hai. woh quran learn kar rahi hai, lekin woh bhool jati hai.ache hafize k liye kuch bataein

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
54021
Mujtahid:
Date:

Question: A.A Sir main f.s.c non medical ka student hun mera dil parhai me bilkul ni lagta r sara din farag beth k guzar deta hun ya bahir ghoomta rehta hun r sabaq yad krne ka dil he ni krta agr kitab le kr beth jao to samaj ni ata k kia kro plz muje koi wazifa btayn r mere liye ALLAH PAK K HAzoor kamyabi k dua kiya kren shukriya

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
54031
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam-o-Alaikum TUASDAY ko mera paper hai Please Sub bhai dua krna aur jb main kuch parhne baithta hun tu mujhe kuch yad nahi hota please is k liye koi Dua batana Please Aur Sub Bhaion Se Request hai K mere Liye Dua karna ALLAH apko Khush Rakhe... SHUKRIYA

Answer: Rasool akram (s.w.a) ne farmaya: jo baqaidghe se surah shams ki tilawat kare gha allah use ziyada haafza ata kare gha. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
54032
Mujtahid:
Date:

Question: A.O.A MUJY APSY YE KAHNA HAI KAY MUJ SAY PERH NAI JATA PERHLO TO BHUL JATI HO MAINAY 1O KY PAPER DIYE HAI SIR I WANT TO TAKE GOT MARK KINDLY MUJY KOI WAZIFA BATA DAIN PLZ JALDI SY BATIAN

Answer: Rasool akram (s.w.a) ne farmaya: jo baqaidghe se surah shams ki tilawat kare gha allah use ziyada haafza ata kare gha. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
54105
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Asslam o Alaikum sir mera question ye hai ke me study krta hon me koi bi lession yad krney ke liaey bethta hn to bohat dair bad khuch yad hota hai mujey koi wazifa bta den jis se meri ye pareshani door ho jay

Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)
Sura hijar (surah#9) ki ayt#9 ko sukhi injeer par prh kr chand danay hr roz khaey tou uska hafza taiz hojaeyga/(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
54138
Mujtahid:
Date:

Question: enghlish sikna chta ho magr nahe sek sakta

Answer: Namaaz e fajar ada kar ke kalaam karne se pehle jo koi sura e baqra aayat no 137 ko 7 martaba phar le to is rooz is ki tamaam mushkilaat ALLAH TALA aasaan kare ga. Or ager her farz namaaz ke baad is ka wird kiya jaae to kisi cheez ka muhtaaj na hoga.(Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 25 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
54654
Mujtahid:
Date:

Question: subak jali yad hojyee wazifa batee

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
57880
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamualaikum... Molana sahab. Mai diploma in civil 1st semistar me padh rh ho. Mera masla ye hai. Ki padha hua baat yaad nh rhte h. Jiske karan me bahut paresan rhta ho. Plz mujhe koi wazifaa btaye.

Answer: Wssalam o alykum, Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
58742
Mujtahid:
Date:

Question: Sir main cpt exam pehle di thi lekin fail hogayi...fr se dubara dene ja rahi hun december main...kya karun kuch samjh main nahi aataaa ...kaise kya padhun...aap kuch dua dijiye jisse ki main iss baar cpt main topper k list main aaun....bahut tamanna hai sir mera cpt main topper k list main aaun...iss br wo khuwaish pura kr dijye mera ...papa ka bahut tammana hai k main topper main aaun...iss baar wo khuwaish pura kr diye...sir plz kuch aisa dua dijiye jisse ki main topper k list main aaun...bahut sapna hai mera..dijiye kuch aisa jaise ki pura hojaye....or topper list main aa jaun cpt exam main...

Answer: Jo kohe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure hogi.( Ref: payaam shifa, pg: 249)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
58768
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Parhai mein dil laga ne ki dua bata dein

Answer: Jo kohe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. (ref: payaam shifa, pg: 249)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
59588
Mujtahid:
Date:

Question: mere abba ki kuch dino se bhoolne ki bemari hai un ke liye kuch btaen

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
59692
Mujtahid:
Date:

Question: Plzzz mujy jaldi sey bta dai koi duaa ya tawiz ya wazifa jo b yaad karo bhool jata Ha or samj bhi mhe ata kuch bta dai jo 100% kamyabi dai plzz... Ma ny 10 ky paper daina ha or achay numbero sey pass honay ka bhi wazifa bta dai plZz...

Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60385
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam o Alikum Meray Yadasht bht kamzoor hea orr meara demagh Hazir Damgh nhi rehta Please give me solution

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
60471
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera name ghazanfar hei our request hu ke mujhe sabaq jaldi yad nai hote sir koi wazeefa batain ke jaldi yad ho jaye sir plzzz meherbani ho ge

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
60472
Mujtahid:
Date:

Question: assallamualikum main ap se yeh pochna chta ho ma8 year k bad ek sutdy karne laga ho phle b itna acha nahe tha study ma or abhi jo task ma ne le liya es ki wjhn se mari life ma bhoot asar ho ga mari fmily or muj pa paer muji kuch b smj nahe ate ma har waqt namz or dua b karta Subho talwat b krta apne mind ko pora us kam laga k read karta lakin kuch b smj nahe ata or na he yad hota hay ma es bat se bhoot preshan ho gaya ho or yeh Exam pass karna b zarori hay mary lia koi asa Wazifa baten k ma yeh sab yad kar skon or smj skon

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
60522
Mujtahid:
Date:

Question: Aslam Aalikum averyone sir me software engineer banna chahta hun mgr mera kuch yad nah rukh pata to pllzzzzzzzzzzzzz mujhe koi wazefa batain .

Answer: Wssalam o alykum, kob mehnat ke sath pharye or is wazife per amal karain ke Surah e Taha (sura no 20) ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60609
Mujtahid:
Date:

Question: Mujhe LLB karna hai. Please dimag tez karne aur acha parhne k lye btaen?

Answer: Rozana raat ko sone se pehle Sura e Yaseen pharain or is ka pani pi-lain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60799
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera parhai mey dil nhi lgta,ma kamyab hona chati hun pr jb bhi prhnay bethti hn tou idher udhar dehaan rehta hai,or lgta hai jese mjhse hoga h nhi kch yaad,ye khof mere andar beth chuka hai,plzz meri help krein plz,,mujhy achay grade lanay hein

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
60822
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: asalam o alaikum main science ki student hu main chahty howy bhi prh nae pati mujhy khoob prha hai or shooq bhi rkti hy lkn main nae,prh pati tesr main numbers bhi bury aty hai ap please mujhy brai or main bht thak bhi jati hu ap ka option mujtahid e taqleed k bary main knowledge nae yh kia hai

Answer: Mau’tabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
60843
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam mualaikum May ACCA ki student hon pehly much paper ACCA Kay may NY asani say pass kiya lakin 2 saal say mughy kamyabi naseeb nhe ho rahe may boht pareshan hoon air boht mayoos ho gahe hon kisi cheez may dil the lagta namaz may bhe dil nhe lagta aur namaz bhe parhe nhe jati abhe dobara imtehab diya hain natija February may Ana Hai mughy koi wazifa batahain may apni taleem jaldi khtm krna chahti hon pehly he kafi saal waste ho gahai .damage taiz krny ka bye wazifa batahain shukria

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55)
Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)

Print

Id:
60857
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Sir mera parhae m dil nhi lgta mujy lesson learn mhi hota

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61798
Mujtahid:
Date:

Question: Sir Fainalyear mai hoon mere exam hy mujhe kuch yaad nhi hora or nhi padhrey to samjh mai aara kuch bhi or plz padahi pey dimaq hi rehera plz kuch Aisa wazifa bainye Jin sey meri sab mishkil asana ho jaiye ameen

Answer: 1) Agar koi talib-e-ilm chahta hay k is ko sabaq yaad ho jay tu is ko chahiay k Sura A’araaf, ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagaz ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354)
2) Imtihaan me kamyabi k liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perhne ke sath 7 martaba perh ker jay.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
62552
Mujtahid:
Date:

Question: Asalam Alaikum YA Ali mAdad Sir mare pareshani ya hai ki jo sabaq yad karta hn lakin ma jaldi bolta hn

Answer: 1. Riwayat ke mutabic Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333)
2. Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.
(Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
62571
Mujtahid:
Date:

Question: Sir mea bht preshan ho meri ak hi beti ha 4 class mea ha 2nd feb ko us ka final pehla paper ha...bht laprwa ha jo sabaq yd krati ho bri mushkil se yd hota ha hfza bht kmzoor ha yd ho b jay to agle din bhool jati ha ata b ho to ni krti prhaii mea dil nai lgta etni mehnat krati ho koi faida ni mea bht preshan hi k fail na ho jay muje koi prhai btaey k hfza teez ho prhai mea dil lage or sabaq achhi trha yd ho jay or sb se brh k papero mea achhy num se pas ho jay 2 feb ko pehla paper ha plzzz jldi reply kijey ga....

Answer: • Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333)
• Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354)
• Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
63280
Mujtahid:
Date:

Question: Aasalamo alaikum sir mai mbbs ki exam dene wali hun mujhe zehan me izafa ke liye dua btaye, maine last year exam diya tha but selection nhi hua.

Answer: Motabar riwayaat k mutabiq surah e taha ki ayat#25 se 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen, Mafhoom e pg # 326) Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63816
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Sir...kindly muje ye poochna thaa k....ma chah kr b subha uth nai pata.. or parhai mai b dil nai lag raha. mai foreign country jana chahtaa hu .. lekn muje esa feel hota ha..k muj pay ksi ny kuch kr dia hua ha.. kindly meri rehnumai farmayn.. or koi mujarib tariqa btayen jis sy mai.. apni parhai par poora concntrate kr sakoon..or muj par jo nahusat k badil han..wo khtam ho jaen...shukriyaa.. slaam...and Tohfa Ya Ali a.s Madad

Answer: 1-Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen,Mafhoom e pg#346).
2-Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen, Mafhoom e pg#326) Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65630
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: salam me fsc ka student ho alhamdullilah 10 class tak numaya result hasil kia jis par walidain bohut khush te lekin fsc me parhae bilkul nae hoti mujhe shaq hai k nazre bad to nahi pa islah farmee iltimas e dua

Answer: 1-Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen,Mafhoom e pg#346). 2-Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen, Mafhoom e pg#326) Update on dated 17-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65706
Mujtahid:
Date:

Question: a/w mai bht pareshaan ho mai mbbs aiima delhi medical cllg chati ho ki mje mil jye pechle 2 years se try kr rhi hu magar safal ni ho pa rhi aur mera man padhai mai zyda lgta ni h mje jldi koi chiz yd ni ho pati focus ni kr pati ho padhai se bht jldi bore ho jati hu pllzz koi aisa wazif btae jisse mai aiims delhi mbbs entrance exam clear kr lun plzzz plzz meri help kriye

Answer: 1-Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen,Mafhoom e pg#346). 2-Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen, Mafhoom e pg#326) Update on dated 17-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69024
Mujtahid:
Date:

Question: Main 7th main hun .....Mera masla ye k mera parhny main dil niii lagta....parhny bethta hun to sar main dard hony lagta hai....aur har waqt pareshani si rehti hai ....koi wazifa bataen plzzz

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354).
Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 22-12-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69300
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam walaikum! main matric main perhta ho main aap se ye pochna chahta ho k wo kon sa amal hain jis se mera dimag boht hi zyada tezz kam kre?

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 11-01-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69365
Mujtahid:
Date:

Question: salam...mje ye poochna he k me Quran hifz krna chahti hn mgr mje sabak yad krne me bht mshkil hoti he...zehn bht kamzor he ziada sabk yad ni krskti..plzzzm= mje koi esa amal btae k jld se jld mje poora Quran yad hojae...jazakAllah

Answer: Rasool akram (s.w.a) ne farmaya: jo baqaidgi se surah shams ki tilawat kare ga tu Allah usay ziyada haafza ata kare ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89). Update on dated 19-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69381
Mujtahid:
Date:

Question: prahai k waqt ki traf dhyan chala jata hy yah parhny ko dil ni krta

Answer: Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) . Update on dated 24-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69397
Mujtahid:
Date:

Question: Jaldi Intelligent bane ki dua

Answer: Rasool akram (s.a.w.w) ne farmaya: jo baqaidgi se surah shams ki tilawat kare ga Allah usay ziyada haafza ata kare ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 89) Update on dated 12-02-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
70242
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assalamu alaikum wa rahmtullahi wa barkatu sir phle to yhe ke mujhe nahi pata yhe Mujtahid-e-Taqleed mein jo options hain inka kia matlab hai. Ager mein ne koi galat chose kar liya ho to maaf kijiye ga. Mein yhe khna chahti hon ke mera parhai mein dil nahi lagta or mujhe parhne ka bohat shok hai mein ne apne exams kabhi feel ni kiye pr is saal mein ne fail kiye hai mein 12th grade ki student hon to ap please mujhe koi waifa btain ke mera parhai mein dil lag jaye or mein kamyabi hasil karon.

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 03-03-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
70308
Mujtahid:
Date:

Question: ASSALAM O ALIKUM MAIN 7th CLASS MAIN HUN.. MERA KAL PAPER HAI AUR MUJHE KUCH YAAD NHI HO RAHA KOI DUA BTAIN JIS SE MUJHE SAB YAAD HOJAY

Answer: Agar koi talib e ilm Surah e aaraf surah # 7 ki ayat # 171 ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan osay sabaq yaad karna hai, inshallah sabaq yaad ho jae ga jaisa yaad karnay ka haq hai. (Ref : Tajaliyat e quran pg # 56) . Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
75845
Mujtahid:
Date:

Question: Aslam.o alikum main Bs ki student HN mera JB b paper HTA g to main question paper daikhti HN to bht Khush hti HN ku k main me sub yad kiA HTA h..Par jaisy hi paper likhna start kr daiti HN mery dimag SE sub Kuch nikal Jata h or paper but Bura HTA h...Plz Meri help kryn or mjy koi Hal bra dyn

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333).
Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 23-01-2017. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
78191
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: mai jb bhi padhai krne k liye baith rahi to bhot nind aari aur mai padh b nhi pari 2 din se mere diploma final yr k exam hai aur padhai me dil b nhi lgra plzz sir koi wafiza batayiye jis se meri nind b ud jaye aur paper b acche jaye

Answer: 1)Agar dil ilm k hasool may nah lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) .
2)Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354).
3)Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). Update on dated 14-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
78193
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: mai jb bhi padhai krne k liye baith rahi to bhot nind aari aur mai padh b nhi pari 2 din se mere diploma final yr k exam hai aur padhai me dil b nhi lgra plzz sir koi wafiza batayiye jis se meri nind b ud jaye aur paper b acche jaye

Answer: Agar dil ilm k hasool may nah lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg#346) . Update on dated 14-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
85118
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Sir Asslam o Alaikum Mujhey aisa wazifa btaein jis se mujhey her baat yaad rhai.. Kyun k mujhey kum batien yaad rehti hain ....

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har rooz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qalaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg #326) Update on dated 30-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
88686
Mujtahid:
Date:

Question: Parhai mai dil nh lagta?yad nh hota?koi assan sa btae jissey dil bh lagey aur yad bh ho.mai dr bn rhi ho

Answer: Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 18-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
92118
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: salam.. Please mjhy btaein k mn kya parhun tu meri olad healthy ho aik mukamal insan ki trhn ho..q k last time b mera miscarriage hogya tha bachy k kidneys nahi thy..Allah pak is baar sb khair kry.. need prayers.

Answer: 1-Sorah e tariq(sorah#86) ki ayat# 1 se 7 tak ko likhain or is se pehlay bismillaahir rahmaanir raheem likh ker kamar main baandh lain tu bacha saqit nah hoga or sahi o salim paida hoga.(Ref: Nawaay saliheen, pg#344). 2-Sorah e bayyanah(sorah#98) ko likh ker paani se dhoya jaay or is paani ko hamilah aurat piay tu oska hamal saqit nahi hoga or tamaam aafato se mehfooz rahay ga. Update on dated 12-11-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
93259
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-11-23

Question: Asalam-o-Alikum! ma yh poochna chty hn k mera graduation complete ho gya ha to ab ma pershan hn k ma kis cheez ko as a career ly k chalon or ma parhana bhi chty hn kuon k ma ny PCS k exams ka irada kiya ha lakin mera ab parhaie krny ka dil nae krta or us sy dil acahat ho gya ha to kia parhana chahiye k mera dil kry k ma parhon or dil laga k parhon.. yh sirf parhaie k liye nae ha waisy bhi ma bht sust ho gy hn or mera koi kam krny ka dil nae krta ha koi dua bta dain k ma parhana bhi shuru kr don kuon k ma phly bht parhany wali student hn achank he bss hr cheez sy dil bhar gya ha or sath yh k mere susti bhi khtm ho jai.. JazakAllah!

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 ). ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qalaqama karti hai aur hafizay ko qawi

Agar dil ilm k hosool mai na lagta ho to surah e alaq ki 1 ta 5 ayaat ko likh kar galay mai dal lain, mujrab hai. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)

[Updated on 23-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93463
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-01-08

Question: Sir me b.e ki student hu or me apni p arhai ki wajah se bht pareshan hu agr mujhy kuch nhii ata tu me samajhti hu ke mujhy kuch nhii ata class me mujh se ziyada zaheen bache he un ko kuch cheeze samajh ajati he mujhy der me cheeze samajh ati he or mere Bhai bhi mujh se acha parhte he mujhy es baat ki pareshani he ke me acha parh nhii pa rhii peche ka bhool gae hu or choti choti baat se ghabra jati hu tension le letii hu plz help me and guide me

Answer: Was Salam
Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
[Updated on 08-Jan-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93480
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-12-13

Question: سلام میرابیٹا سات سال کا ھے معلوم نہیں اسکو کیا ھوگیا ھے پڑھای سے دل اچاٹ ماں باپ سے زباندرازی اور ھاتھ چلانا ھر وقت غصے میں .گھر میں جنگ کی کیفیت بہت پریشان ھو کویی حل بتایےشکریہ جلد زبان سے برے الفاظ اور پڑھنے میں دل اور ضد غصہ ختم ھو شکریہ

Answer: Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
jo surah suff ki tilawat 107 martaba is niyyat sai karay k k aulaad farmabaraar hojaaye tou aulaad us ki mutee hojaaye gi.(Ref:dunya o aakhirat ki 100 pareshani ka hull page 17)
[Updated on 13-Dec-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93498
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-01-02

Question: When examination near my son attitude change, he said he not learn and his behavior change.what I do in this.please advice me.

Answer: Was Salam.
Sorah e ibrahim ayat#1 ko 40 baar parh k pani ya sharbat par dam kar k pilain.
(Ref: Barkat e ism e aazam by: Doctor sakhawat hussain sandaraalvi. Allah pak aapko talimat e aal e muhammad s.a.w.w par amal karnay aur seekhnay ki taufiq ata farmae.
[Updated on 02-Jan-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
94667
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-03-15

Question: Asalam o alikum mera naam neha hame 17 years ki hun or me apko yebtana chah rahi thi ky mera hafza bhi kamzoor ha koi baaz baatain yaad nahi rehti me sunni hun.

Answer: Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333). Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
[Updated on 15-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print