Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Question & Answers << Go Back

Topic: Qad Barhane ka wazifa (65 Questions)

Showing 0- 50 questions from 65 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
9165
Mujtahid:
Date:

Question: mere ball bohat chotay hain koi dua ya wazifa bata daen jis say mere ghanay lambay ball ho jaen

Answer: Ghanay baal karnay ka wazifa: Agar kisi k baal ghanay na hon to surah e aal e imran ki ayat # 135 ko awal o aakhir salawat k sath 3 martaba parhtay huay baloo mai unglian phairin to baal ghanay ho jain gai. Ayat adhi parhni hai ﻔﺎﺴﺘﻐﻔﺮﻮﺍ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﻴﻌﻟﻤﻮﻦ (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
9182
Mujtahid:
Date:

Question: mera question ye hy k mery daughter ki age 17 hy os ki hieght 4,8 inches hy kai saal se height nahe increase horahe sary test karway growth hormon ka test normal lakin bilkol initial stage pay hy i request u k plz koi roohani o qurani ayat bata dain jis se os ka masla hal ho jay main kafi saal treatment karwachoki hun.mery app se request hy mery bety ka ye masla haaal kardain ,dua go hina sohail

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
10640
Mujtahid:
Date:

Question: aslam o alikum mari age 26 hy.or mari hight 5,2 hy.koi aisa zabardast wazifa bataye k 1 month m hi mari hight increase ho jy.m buht depress hon.plzzzzz help me.nd mary face pr buht pimples hain or black spots hain m un ki waja sy b buht perashan hon.us k lia b batye.or mari body shukr hy bilkol thek hy or color b mara fair hy but mara face buht chota or thin hy or face k color b buht ajeeb kala sa hy.plzzzz m buht pershan hon mari help kary.ALLAH ap ko jaza dai ga.thnkz

Answer: Agr koi ye ayatain fajar ki namaz k baad 11 martaba pani par dum kr k pi lay tou uska qad lamba,baal ghany aur buri nazar sy mehfooz rahay ga.
Surae furqan ayt#45
Surae hajj ayt#5
Surae fatah ayt#29
Surae qalam ayt#51 and ayt#52(ref:book nawaey saleheen,pg#327). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
33089
Mujtahid:
Date:

Question: Ass sallam alaykum mara age 23 year hai mara hight apne chote bhaiyo sa kam hai mara choty bhaio ka hight 5feet 8inch aur mara 5feet 3 inch hai, aapna bataya ke 3 chini ke plate pa yusuf ke 1 ayat ka saat allah ka naam ka saat fazr, asr, esa ma pinay ko kaha mujha allha ka naam samgh nahi aa raha hai pls arbi ma aur english ma likh kar bataya, ya aur koi v duaa ho jo v ho btaya pls

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ “ Ya Allaha ya mureedur raheem raheem raheem ” (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
34633
Mujtahid:
Date:

Question: assalam u aliakum mn aik engineering muslim student hn Allah ke di hr naimat hai maray pas...Allah ka lakh karam hai......mn sirf koe wazeefa pochna chahti hn koe surat waghaira jis wazifay ko mn easily manage kr sakn....aur mari height bari ho jaey 3 4 inch its my wish.......through that particular surah i want to pray my God........

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar subah, asr, isha piay to is ka qad daraz ho jae ga.Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
35128
Mujtahid:
Date:

Question: A.A! Mera sawal yeh hai ke meri umer 27saal honey wali hai aur mera qad chota hai, mujhe koi asan sa tareqa batain ke mera qad barh jae..

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba ho jae ga. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ……… ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
36371
Mujtahid:
Date:

Question: meri umr 20 saal hai aur meri height bahut kam hai plz kuch wazifa bataye jisse meri height bad sake....

Answer: Agar koi ye ayatain fajar ki namaz k baad 11 martaba pani par dum kr k pi lay tou uska qad lamba,baal ghany aur buri nazar sy mehfooz rahay ga.
Surae furqan ayt#45
Surae hajj ayt#5
Surae fatah ayt#29
Surae qalam ayt#51 and ayt#52(Ref: naway saleheen,pg#327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
45813
Mujtahid:
AGA ali sistani Date:

Question: meri age 23 hai magar meri height 4`11 hai...aur health b kuch weak hai jiski wja se rishton me msla ho rha hai dekhny waly muj cjota smajty hain ,,plz koe asan sa solution bta dain mai bohat preshan hun,,kbi kbi sochti hun k jase Allah ne paida kia hai usne koi sbab b bnaya hoga magr ye log phir batain suna suna kr dukhi kr daty hain plz meri preshani ka hal btain q k kuch dino tak ek rishta any wala hai ma chahti hun k wahan pka hojy q k gharelu halat ejazat nai dy rhy k betian ziada dair bethi rahen.......height k liy koi hal bta dain lazmi aur azmoda plzzzzzzz i request u

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
45925
Mujtahid:
AYATULLAH SISTANI Date:

Question: Salam, sir mera qad ruk gya hai meri umar 20 saal hai main bohat preshan hun plz iska koi hal bta dain...

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
47267
Mujtahid:
Hight Date:

Question: Sir mai ek ladka hu meri hight bahut kam hai, aur mai bahut patla dubla bi hu, meri age 21 yers hai aur meri BE ki padhai complit hone wali hai, phir bhi mai kisi 12th class ke students se chota dikhta hu... sir mai kya karu ki mai thoda bada dikhu ya meri hight badh paye??? aur sir answer plz hindi me dijiye ga, q ki maine aur comments padhe hai par mughe samgh me nai aaya... ek dam easy langvag me bataiye...

Answer: ager ap neche di gae ayatoo ko subha ki namaaz ke baad 11 martaba pharain or phir pani per dam kar ke pani pilain to Inshallah Allah Taala ap ke qad ko daraaz kare ga. i: Surah e furqan (sura no 25)ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no 22) ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
49337
Mujtahid:
rahnumai Date:

Question: A-o-A sir, ap ne qad barane ke liye jo kaha he kya wo hum ne ek baar hi chini ki palto per likhna he ya har baar likhna pare ga aur plato me paani dalna he kya, kacha likhna he ya pakka plz is baare me meri rahnumai he shukrya.

Answer: Har baar likhna perhay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) .

Print

Id:
49476
Mujtahid:
Qad lamba karny ka tarika Date:

Question: Assalam.o.alikum mri age 24 yearz ha or height sirf 4"11 ha bady normal healthy ha,meri family may sb heighted hain sirf mera qad chota ha plz plz koi tarika ya dwa bta dain to increase my height ,Dua go

Answer: Gehray nilay rang ka dhagha mareez k qad k barabar nap lain phir isi daghay k barabar 6 aur nap lain. Kul 7 tarain ho jain gi. In dhago ko mila kar un par surah alam nashrah surah # 94 parh kar phonk mar kar aik ganth marain isi terah 6 mazeed garhain lagain surah parh kar. Yani 7 tarain aur 7 garhain ho jay gi, ab falij zada kamar par bandh lain, inshallah chand dino mai theek ho jay gi. (Ref : Payam E Shifa pg # 201)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
49522
Mujtahid:
Date:

Question: mara sawal yay hy k aqamat k doran kub khara honay chaey pls pls hawalay k sath jawab dain?k humaray aaqa ka kya tariqa tha.

Answer: Mustahab hai k qad qa’ma’tis salaah khenay k baad muqtadi (jamat k sath namaz perne wale) kharay ho jain . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1465) )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
49574
Mujtahid:
Date:

Question: A.s MERA name SULEMAN h r me 17 sal KA HN mgr meri height. choti h me APNI height brhana chahta HN mgr mere height NHI br RHI.plzzzz MJHE KCH suggestions dn Quran KI roshne me?

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tak har rooz 3 cheeni ki plato par surah yousuf ki ayat # 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafraan sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪ ﻴﺎ ﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49575
Mujtahid:
Date:

Question: A.s MERA name SULEMAN h r me 17 sal KA HN mgr meri height. choti h me APNI height brhana chahta HN mgr mere height NHI br RHI.plzzzz MJHE KCH suggestions dn Quran KI roshne me?

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52273
Mujtahid:
height lamba karna Date:

Question: AsSalam-O-Alikum,mere beti ki age 15 saal hai,us ka QAD chota hai ,please koi tariqa yeh dua batain jo mei karsakoo,mei us ki height ki waja se pareshan hoon. jazak Allah kairan

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
52309
Mujtahid:
kad lamba karne Date:

Question: kad lamba karne ki koi buhat hi asaan si dua jo asani se parh sakon

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
52727
Mujtahid:
Sunni Date:

Question: Main ne karobar main aik mushrik ka haq kaaya,matlab os se paisay qaraz liye thay jo wapas nahi kiye, tho ab is ke liye mujhe kiya karna chahiye, aur ab meri istitaat itni nahi ke main oska haq wapas kar sakoon, agar koyi raasta ho tho meri rehnumayi keejiye

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar subah, asr, isha piay to is ka qad daraz ho jae ga.Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53445
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir mera qad bht chota hai main shadi shuda hon sab mujpy hasty hain koi dua wazifa bataye.....

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
53446

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
53465
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera sawal ya ha k me 2 saal sy army me reject horui hon choty qad ki waja sy plz asa koi wazifa butain k mera qad yaqqeni barh jay jald sy jald sir plzzz meri help krain mujay asan aur yaqeeni hal butain k mera qad jaldi barh jay....

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
53510
Mujtahid:
Date:

Question: qadh badhane ke liye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
53593
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Asalam u aleikum meri age 25 saal hai height choti hai plzzzzzzzzzzzzz mujhy kuch esa btayein k meri height barh jaye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
53622
Mujtahid:
Date:

Question: mujh plz qaas lambha krny ki dua bta dain ager quran main ha to ...

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
53623
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Assalamu alaikum , apne jo height k liye dua nd allah k name btaye h unme se pehle kise likhna h nd surha yusuf ki ayat 1 puri likhni h alag ya mila kr . . . . .

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay-
i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ )
ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ),
iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa
(ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ),
iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ)
(Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
53681
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alaikum..janab meri height bht kam hai mujhe 3 inch height chahye ap koi wajifa or kch nd solutn bta dte to bht maherbani hoti

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
54019
Mujtahid:
Date:

Question: Slam meri umer 16 saal hai lekin height boht choti hai aap plzz koi asaan duaa btaa day jis say meri help hojaye

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
54170
Mujtahid:
Date:

Question: i am 18 years old plzz mujhy koi dua bateen kaay meri height lambi hojayee i am 4'10 plzz kuch bateen kaay mein lambi hojauon.

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar subah, asr, isha piay to is ka qad daraz ho jae ga.Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
54601
Mujtahid:
Date:

Question: Sir mujhe yeh puchna h yeh jo apne qaf lamba karne ka bataya tha wo ayaten jo

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
55850
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: aoa meri age 25 hai mera qad bohat chota hai main married hon meri aik baby bhi hai plz aap mera qad badhane k liye koi wazifa bata den allah apko jaza kher ata farmaye shukriya

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
56260
Mujtahid:
Date:

Question: asalam o aliokum. meri age 16 hai aur height 5 foot 1 inch . pls mughay height increase karnay k liye koi wazeefa bta dein aur ye bhe bta dein k kinay din tak wazeefa karna hai pleasee

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain.

Print

Id:
56283
Mujtahid:
Date:

Question: A0a meri age 33 yrs hay, married hoon 2 bachy hain, pls koi aysa wazifa bataain jis say meri height 6-7 inch barh jaiy. aur khoobsoorti main bhi izafa ho jaiy .bohut depression main hoon. pls madad farmaian.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
56469
Mujtahid:
Date:

Question: Asalam a wlikum sir meri age 21 han or meri haigth choti han sb mera mazak banta han plz ap mjhe asan se koi ayat bata jase me parh sakho or kitna din tak parho yahe bhi bata plz

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
56629
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: M short about 4.8 and 23 age..people reject me due to my height tell me how can I increase it m totaly depressed my life is nothing

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. 1) Surah-e-Furqan, Ayat #45 ka shuru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) 2) Surah-e-Hajj, Ayat #05 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), 3) Surah-e-Fateh, Ayat #29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), 4) Surah-e-Qalam, Ayat #50-51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ). (Ref: Naway-e-Saaleheen, Pg#327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
57699
Mujtahid:
Date:

Question: A-o-A sir muje qad lamba kar ne ki dua bataye ya pir koi wazifa ya qurani ayat plz pla sir ,meri umer 21 saal hai kiss bi umer mai dua se qad lamba hu sakthe hai plz plz plz sir aap muje answer de am wa8ing your answer plz thank you sir

Answer: Wssalam o alykum, Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57802
Mujtahid:
Date:

Question: Meri age 16 hai lekin meri height badh nhi rahi hai mujhe koi dua bataiye jisse meri height jald se jald badhne lage

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba ho jae ga. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
57891
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: salam sir aap plz muje qad lamba kar ne ki koi wazifa bata de plz plz sir aap ki bari mahrbani hu gyi plz plz sir or sir muje chahre ki khubsurati or rang gora noorani ka wazifa bi bata de plz plz sir thank you sir

Answer: Wssalam o alykum, Qad ke liye Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain.
Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. se marvi riwayat ke mutabiq chehre ki koobsoorti ke liye pabandi se Namaaz e Shab pharye. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57960
Mujtahid:
Date:

Question: Respected sir bht mushkil sa apka contect mila ha main apni life sa bht mayuse hun mairi age 22 ha or height bht kam ha har exercise or har tablate kha kar daikh li ha but zara sa b farq ni para bs ak he umeed ha or wo kuda ki zatt ha jo chahe Allah tallah kar skta hain plz muge koi ayat ya waizaifa bta da jis sa ak month main height improve ho or jb tak jitni height chahun bharti rahay ya meri zindagi ki bht bhari khuwaish ha plz meri rahumain kare main apki shukar guzar hun plzzzzzzz ans jaldi dijye ga plzzzz

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
58245
Mujtahid:
Date:

Question: ASSALAM O ALIKUM SIR MERI AGE28 hai aur height 5.4 hai tu main chahta hon k ALLAH K FAZAL se barh jaye tu koi duwa plz bata dein shukriya w salam

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. I) Surah-e-furqan,ayat# 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii) surah-e-hajj ,ayat# 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii) Surah-e-fateh ayat# 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv) Surah-e-qalam, ayat #50-51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref: Naway-e-Saaleheen,pg# 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
58289
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o Alikum. meri age 23+ hai aur meri height 5'3'' hai. plz give me wazifa for increasing my height rapidly... Thanx a lot!!

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
58757
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: sir,merey sir k baal bhot tezi sey gir rahy hain,umar 18 sal hai,,2 sal sey bal gir rahy hain,paishani chori ho rae hai,,baal gir k phir nae ata,,doctors sey ilaj karaya,,aram nae aya,,koe rohani ilaaaj batayein

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
58892
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir meri age 23 ha aur height 4,11 ha muje qadh badhane ke liye koi dua batayain.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60200
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam-o-alaikum mera Q ye he ki meri saadi ko 1 saal or 3 maah huehe me 3 mah pehle hamila thi par kisi vajah se mera last month miscarraige hogya plz muje kuch esa wazifa parhneka de ki allah ke karamse me fir jaldi se hamila hojau or mera baby bhi sahi salamat ho

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60217
Mujtahid:
Date:

Question: sir g meri age 18 year ha par mera qad nahe barh raha , please mjhe suggestion dy main kay karo. sir g kya main kent 35 k drops use kar lo jo apne aksar logo ko bata rahkhy ha.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60316
Mujtahid:
Date:

Question: sir mje jan,na tha k kya after 25 age k bd b es dua sy height brh skte ha qk l0g khty hn 20 k bd height brhna ruk jate ha.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60551
Mujtahid:
Date:

Question: mri age 23 hy or height 5 fit hai ghr main sab se choti baqi sab ki height bri hai mujy sab codu keh k cherte hain un k samne too m chuo rehti hun phir aklelye m boht sochti hun ami abou b heighter hain bass mri hi choti hy plzzz plzzz mujy koi aisa wazifa baten k mri b height bri ho jye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain. i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60718
Mujtahid:
Date:

Question: AOA sir mera masla ye ha k mera jism normal ha lqn mera pait barha hua ha main bht kuch azama chuki hu laqin kou faraq nahi parha barai mehrubani koi hal bata dain anr dusra ye k meri age 23 sal ki ha aur mera qad bht chuta ha apne jo qad barhany ka tareeqa btaya ha usme apne jo chini ki plat ka kaha ha ye chini ki plat kya hoti ha aur ye zafran kaha se mely ga aur kaye mery qad main isafa hujai ga barai mehrubani meri rehbomai kary es silsily main

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60842
Mujtahid:
Date:

Question: Sir Meri age 17 year hai mera qad 4.5 hai Ap mjy ya bta dain k Mai apni hight ko increase kis tarha kru...

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)
wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
60889
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: meri age 25 year ha mjhe apnu height me izafa karna ha plz koi tarika bata den

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain. i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60942
Mujtahid:
Date:

Question: Meri age 16 year hai aur meri height choti hai plz kuch bataiye aur me apna weight bhi kaam karna chata ho

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain.
Wazan barane ke liye Nihaar moonh khajoor k saath dhoodh pi-lain.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print