Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Shares (12 Questions)


Showing 0- 12 questions from 12 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
1206
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Is Share trading allowed in Islam?

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
1921
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: mai shear market(on line shear trading terminal )kholna chahata ho,kaisa rahe ga,because i have lot of idea in this business,please guid me

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
1961
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: asalam o alaikum kiya share bazar me paisa lagana jaiz he

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3609
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: is buying-selling of shares and derivatives- futures and options alowed islamicaly?

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6603
Mujtahid:
sunni Date:

Question: Assalam o alaikum Sir aik sawal hay keh hamaray mulk mein national saving certificate,DSC,pond, and shares etc waghaira ki deeling sharyat mein is ki ijazat hay ya nahi plz: detail mein jawab dein, jazakallah o khair

Answer: Note : Is website me fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.

1)Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.).


2)Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17).
3)Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) . Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
11330
Mujtahid:
Sistani Sahab Date:

Question: Share or commodity trading is permissible in Islam .

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16099
Mujtahid:
sistani Date:

Question: main net pe share and commodity ko kharidta hu or bechta hu is it halal or haram

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
45227
Mujtahid:
Sir Sistani Date:

Question: 786 - AoA, Can we purchase shares of Conventional Banks? Similarly can we purchase Right Shares etc., if we get offer? With Thanks,

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46427
Mujtahid:
Sistani d.b. Date:

Question: Shares khareednay ka kia hokum hai?

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17). Update on dated 13-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
85027
Mujtahid:
Date:

Question: Agar main kisi se investment leta hoon 1 laakh rupeya aur un se kehta hoon k aik saal baad aap ko wapas doon ga aur saath main aap k aik laakh ka 10-15 percent profit bhi doon ga tou kya yeh jaez hai ya sood hai??? Profit rate fix nhn kia bus aik range bata di hai k 10-15 percent profit miley ga aap ki investment ka.

Answer: Ye sood k zumray main aye ga or ye jaiz nahi hoga han ye maamla us soorat main sahi ho jaey ga k jis bande sai paise liay jain tu us ko sleeping partner appoint kar liya jaey, (sleeping partner sai muraad k aik banda faqat invest karey ga lekin us ki koi mehnat wagera nahi hogi) or aik percentage set kar liya jaey misaal k tor par k sleeping partner ko profit mai sai 10% dia jaye gay a loss hoga tou bhi 10% nuqsaan who uthaye ga. Agar is tarah maamla set kia jaey tu koi harj nahi hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatollah seestani edition 39 maslah no 2109) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1433). Update on dated 17-07-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
99737
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-08-30

Question: Salam Agha sahab yeah pochna tha kay shares mai jo dividendmilta hai vo jaiz hai? Dividend matlab agar ap bank mai paisay rkhtau ho to interest milta hai isi tarha ap kuch companies kay shares kharedtay ho to vo apko dividend daiti hai to kia vo jaiz hai?

Answer: Shares ki khreed-o-farokht sahi hay. Laikin agar in shares ki companies haram karobaar maslan sharaab(wine) ki khreed-o-farokht or supply ya soodi maamlaat kerti hoon tu on k shares khareedna aur in maamlaat main shareek hona jaiz nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #17).
[Updated on 30-Aug-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
123791
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-03-15

Question: Salam un alekum Sir agr ek nikah ki mudat ek sal ho gye ho or laka or larki ny mail milap na kia ho (ruksti se phly) to kia nikah makruh ho jata hy?

Answer: Nhi ruksati se pehle talluq qaim na krne se Nikah batil o makroh nhi hota hai albatta Ruksati k bad shohar apni jawan biwi se 4 mahine se zyada muddat k lie hambistari tark nhi krskta magar yh k uss k lie nuqsande ho ya nikah me shartk rkhi gai ho ya khud aurat bhi raazi ho.
(Touzih ul Masail Agha Sistani d.b, 39th Edition, Masla No. 2382)
[Updated on 16-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print