Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Khanay Peenay K Ahkam (177 Questions)


Showing 0- 50 questions from 177 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
156
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-22

Question: AS-SALAM-UAKUM I WILL LIKE TO KNOW CAN WE EAT FOOD COOKED BY A HINDU COOK

Answer: Salam un alaikum
Agar aap ko maloom hay keh us hindu ney khanay ko mas kiya hay to giza najis hay aur usay khana jayez nahi hay. Agar maloom na ho keh mas kiya hay ya nahi to khana jayez hay.
Ref: Mujtahid Sey Pochay Gaye Sawalat (Part 1) Question No. 16

Print

Id:
201
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-24

Question: ARE EYES OF VERY VERY SMALL FISHES ALLOWED TO EAT?

Answer: Yes it is allowed to eat.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2589). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
320
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-30

Question: salams... can we eat ismailis food or not..?

Answer: Yes it is lawful. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 205). (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152, Pg # 126, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
630
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-06-03

Question: Salam Molana Sahab, mera sawal aup se yeh hai keh kia hum Bhais ke bachhe ko Sharan Zibah karke iska gosht Kha sakte Hai ya isko sadka karke garibo ko khila sakte hai aup ke jawab ka muntazir rahu ga

Answer: Jaiz hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 881, Eidition 1417 hij). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
1803
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: I when out with my friend and whent to Pizza hut and accidently ate haram chicken (forgoten) what should do now? (10 years) please tell me as soon as possible khf

Answer: Agar aap ne haram khaya he to istighfaar karna chahiay.(Ref: Mujtahid se puchhe gaey sawalaat, ayatullah sistani(d.b), part#1, page#67). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
2076
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: SALAM!MY QUESTION IS THAT IF A HEN EATS PIG"S INTESTINES MIXED IN ITS FOOD CONCECUTIVELY FOR ONE OR MORE MONTHS THEN WHEATHER IT IS HILAL OR HARAM?PLEASE REPLY SOON

Answer: w.s. it is halal. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #226). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
2973
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: eating of pigeon egg is halal ?

Answer: Yes, it is halal. (Ref : Email rec from Ayat-ul-Allah sistani d.b dated : January 31, 2011) . Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3635
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Can we eat kosher gelatin?...most yoghurt in the USA contain this ingredient

Answer: If gelatin is made from plants, then there is no problem in use this type of gelatin. But if it is made from an animal which is slaughtered by non-Islamic way, then it is forbidden. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #16 , Pg #308 , Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3982
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salam o likom.. sir i want know that king prown is hala or not,,plz reply me as soon as possible,,,

Answer: King Prown is lawful. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 162, Pg # 129, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
4872
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: ASA pls tell me is it allowed to use oyester sauce in cooking?it is a chinese sauce.

Answer: It is unlawful. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 151, Pg # 126, Eidition# 5). Update on dated –2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
5643
Mujtahid:
Date:

Question: Non-Muslims k khana khana ya unke paison ki koi cheez khana islam mein kaisa hai?

Answer: Musalman ahl e kitab or in k alawa dosray kafiroon k haath se bana hua khana khasakta hai, Is shart ye k sath k musalman ko is baat ka yaqeen aur itminan na ho k kafir ne us khane ko geele hath(ya jism ka koi bhi hissa) lagaya ho. Aur is baat ka bhi yaqeen aur itminaan na ho k is khane me koi aysi cheez shamil ki hai jis ka khana haram ho..Al’battah ghosht ya charbi aur on say bani hoe cheez na ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 151, Pg # 126, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
5681
Mujtahid:
Date:

Question: kya multani mitti khana jaeez ha?

Answer: Jee nahi ye haram hai. siway ilaaj waghera k liay majburi ki halat men khane men koi haraj nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2591). Update on dated 10-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
5758
Mujtahid:
ayatullah sistani Date:

Question: asa is it allowed to eat oyesters?

Answer: It is unlawful. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 191). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6418
Mujtahid:
Date:

Question: kiya qadiyani hmsaay k ghr ka khana khana jaiz hay?

Answer: Agrchhe kadiyani najis hen, or wo musallmat deen ka inkar kerne ki wajah se kafir hen, Albattah jab tak aap ko ye yaqeen na ho k khane men uska geela hath laga hai ya phir khane men usne koi aysi cheez shamil ki hai jiska khana haram hai, tab tak aap uska ghar ka khana kha sakte hen, albatta gosht or charbi waghera sirf musalman se hi leker kha sakte hen. Isi tarah agar machhli hai to us k liay bhi zarori hai k wo chilke wali ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 103).(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-153, Pg # 120, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6701
Mujtahid:
Ayatullah Seestani Date:

Question: Ghair Muslim k tehwar, maslan, Easter, Chrismas, waghaira per un ko mubarakbad dena, unki taqarib main shirkat karna aur taqareeb main khana peena jaiz hai?

Answer: Ghair muslim k tehwaar per on ko mubarakbaad daina or on ki taqreeb main shirkat jaiz hay.or ehle kitab paak hain is liay inka kahanay siwaay ghosh or charbi k kha sakte hain. (Ref : email rec from ayat ullaha sistani d.b. dated : April 25, 2011). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6844
Mujtahid:
Date:

Question: kya muslmano ko ghaer muslim ky sath khana khana jai hai

Answer: Musalman ko ye haq pounchta he k wo ahl e kitab or un k aalawa dosray kafiroon k haath se bana hua khana kha le, is shart k saath k musalman ko is baat ka yaqeen aur itminaan na ho k (ghair ehle kitab) kafir ne use geele haath lagaye hen. Aur is baat ka bhi yaqeen or itminaan nah ho k is khane me ayse koe cheez shaamil hai jin ka khana haram he, Al’battah ghosht , charbi aur on say bani hoe cheez na ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-153, Pg #120, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6869
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: FLIGHT MEIN JO KHANE PENE KI CHEZEEN MELTIN HAIN KYA USE KHA SAKTEN HAI(FLIGHT NAME :KINGISHER)

Answer: Musalman hazrat k liye gosht , charbi aur in se bani hue cheezoon k alawa band dibbo(boxes) me mehfooz tamam qism k khano ka istemal jaiz he jab tak k musalman ko is baat ka yaqeen nah ho ho jaey k wo khana aysi cheezo ka bana hai jinka khana haram hai, albatta is baat ki tehqeeq kerna bhi zaruri nahi hai k khana kin chizon se bana hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 157, Pg # 121, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6893
Mujtahid:
Aqa Ali Khamenei Date:

Question: kia Ghadha (Donky) ka gosht(Meat) Halaal hay Haraan hay ya Makrooh hay? Thanks

Answer: Ghaday(donkey) ka ghosht khana makrooh hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2594). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
7683
Mujtahid:
Date:

Question: Aslamo Alekum , Kia muslim hinduoon k mander(jase niaz ya langer hu) ka khana kha sakta ha jab k pata ha k ye kha vegitarian ha or koi haram chez shamil nai ? plz reply me thanks

Answer: Jab tak is baat ka yaqeen na hojaye k kafir k jism ka koi bhi tar(geela) hissa khane se mas(touch) hua hai ya ye k usne is khane men koi aysi cheez milaae hai k jo haram hai , tab tak us k khane men koi haraj nahi hai.Albatta wo khana gosht ya charbi waghera nah ho to. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 151-152-153, Pg # 126, Eidition# 5). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
9127
Mujtahid:
sistani sahib Date:

Question: Kya ham hindu ke haat pakava khana kha sakte hai

Answer: Kafir najis hein Albatta Agr apko yaqeen ho k khana pakate hue koe najasat us khane me gir gai hai ya kafir ka tar(geela) haath ya jism ka koe bhi tar(geela) hissa khanay ko mas(touch) ho gaya ho to khana najis ho jay ga or phir haram hojayega. Aelkin agar in tamaam cheezoon ka apko yaqeen na ho to khana jaiz hai. albatta gosht or charbi waghera sirf musalman se hi leker kha sakte hen. Isi tarah agar machhli hai to us k liay bhi zarori hai k wo chilke wali ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 104).(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-153, Pg # 120, Eidition# 5Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
9915
Mujtahid:
sistani Date:

Question: chinese salt haram hai ya nhn.. ajeenomoto

Answer: Musalman ko ye haq pohanchta hay k wo ehle kitab k alawa doosre kafiroon k hath se bana hoa khana kha le is shart k sath k musalman ko is baat ka yaqeen ya itminaan nah ho k kafiro ne ose gela hath lagaya hay or is baat ka bhi yaqeen or itminaan nah ho k os k khane main aisay ajza (ingredients) shamil hain jin ka khana haram hay. (Ref: Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #151 , Pg #126 , Eidition# 5). Update on dated 21-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
9922
Mujtahid:
Date:

Question: dinner kartha waqt water kaun se haath se pee saktha hai

Answer: Seedhe (right) hath se.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2602 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
10092
Mujtahid:
Date:

Question: kya musalman chiristen ka bana hua khana kha sakte hain ya nhi.

Answer: Chiristen k hath ka bana hua har khana kha sakte hen, siwaey gosht or charbi k, Is tarah machli bhi kha sakte hen lekin in do sharton k sath k wo machhli chilke wali honi chahiay or usko pani se zinda pakrha gaya ho ya phir pakrne wale k jaal men phans k mar gae ho.(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 152-to-161, Eidition# 5). Update on dated 06-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
11335
Mujtahid:
fiqhae jaffaria Date:

Question: aoa. sir main ap sy pochna chahta ho k kia bry ho k maa ka dodh pena jaiz hy k nae? or maa ka dodh haram to nae hay kia?

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina par, is(dhodh) ko peenay se perhaiz kia jaay.. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated:05-11-11). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
12140
Mujtahid:
Quran and sunnah Date:

Question: Can i drink beer

Answer: It is not permissible to drink, if “beer” means the drink made from barley that causes mild drunkenness. But if it means a drink made from barley that does not cause mild drunkenness, there is no problem in it. (Ref:http://www.sistani.org/index.php?p=616687&id=1141 ). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
13358
Mujtahid:
Agha sestani Date:

Question: Tono fish khana halal hai ya nahi ?

Answer: Agar ye machli chilke(scales) wali hay tu halal hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 191). Update on dated 16-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
13487
Mujtahid:
Agha sestani Date:

Question: Kiya sea foods khana jaiz hai jaisy starfish or seepi ma jo keera hota hai

Answer: Samandari haiwanat men chilkay wali machli (jin main jheenga bhi shamil hai) k alawa baqi tamam haiwanaat haram hen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 191). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
14013
Mujtahid:
sheestani Date:

Question: baghair chilke wali machli khana q haraam hai.???

Answer: Aksar ahkam e sharai ka sabab or illaten (reasons) or shariyat k banane wale (yani khuda) ki nazar men qabil e aytebar maslihat hum logo se poshida hai, or hamari aqlain on ko samajhne se aajiz hain. Or wajib ye hai k illat or wajah per nazr kiye baghair wazeh hadees ki pairwi (following) karain.(Ref: Sharh-e-Lumah # 6, kitab e meras, nashir mkttab e naveed e islam, pg # 472). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
14422
Mujtahid:
aqua-e-sastani Date:

Question: meat slatur by machine is hallal

Answer: If the person running the slaughtering machine is a Muslim repeats the name of Allãh as long as the machine is continuing to slaughter, it is sufficient.(it is halal) (E.mail from Imam Ali Foundation eanswers@najaf.org 13 april 2012). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
15395
Mujtahid:
IMAM SIESTANI Date:

Question: Sir, main aap se pehle b yehi sawal pouch chuka ho mje reply nahi mila please tell me : Naswar rakhna haram hy ya nahi :

Answer: Nisawaar ka istemaal jaiz hai.( Ref: E-mail rcvd from A.sistani d.b, dated: 05-03-2013) Update on dated 15-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16005
Mujtahid:
Ayatullah Sistani d.b. Date:

Question: Kia muslman on logo k hath khanzeer ka ghosht bech sakta hai jo ise halal samajtay hain? Jisay ahl e kitab.

Answer: Musalman k liay ye jaiz nahi hai k wo Ahl-e-Kitab waghera k hath khinzeer ka gosht beche, jo k usay halal samjhte hen, Or ehtiyat-e-wajib ye hai unk liay khinzeer ka gosht pesh bhi nah kare. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 239, Pg # 162, Eidition# 5). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16463
Mujtahid:
Date:

Question: Kya majboori main Jesse bahar mulk main reh rahe hain to jhatke ka ghosht khana haram hai ya halal?

Answer: Agar zibah ki sari sharten moujood hoon to jaanwaro aur murghiyo ko electric machino k zariye ijtamai taur per zibah karna jaiz hai, lekin machine ka button musalman dabay aur wo musalman khud musalsal khuda ka naam leta rahe agarche har dafa naam lete waqt chand jaanwar ya murg zibah ho jaen aur ehtiyaat e wajib ki bina per blade lohe(iron) ka ho, zibah karne wala musalman ho, bismillah perhe, zibah k waqt janwer k badan ka saamne wala hissa qible ki tarf ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed Masael , Mafhoom e maslah # , Pg # 169, Eddition 2013). Update on dated 12-06-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey

Print

Id:
16521
Mujtahid:
Date:

Question: is it comes in hadith that water should be eaten when you are sit ??? and there is forbidence to drink water when you are standing plz give me answer

Answer: The water should be drunk while standing in day, and in night should be drunk while sitting, but it is not obligatory (wajib). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2601-02). Update on dated 12-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16769
Mujtahid:
Sastani Date:

Question: Gelatin being haram or halal is a frequent question that has never been properly answered. I dont eat it, to be on the safe side but I need some explanations telling me exactly if I can eat it or not, and why. So my question is, Is gelatin halal or haram? Does chemical change, (istahala) count towards making gelatin halal? Why is gelatin haram if so?

Answer: Gelatine : This is a substance which is made up of plant or animal parts (organ). If it is made up of plants then there is no problem in that and if it is made up of animals and not slaughted according to the rules of islam, it is haram according to Ayatullah Sistani d.b. because according to Ayatullah Sistani d.b. Istehala is considered in the moteharaat if the basic organ of first thing (mustahala) are no more left. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #16 , Pg #308 , Eidition# 5). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
17142
Mujtahid:
aaqa e sistani Date:

Question: makhroh animals ?

Answer: Janwaron men Ghorha (horse), khachar(mule) or gadhe(donkey) ka gosht khana makrooh hai, (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2587). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
17209
Mujtahid:
Agha sestani Date:

Question: Kia peacock (mor) halal parinda hai ya haram?

Answer: Halal hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2587). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
18020
Mujtahid:
Date:

Question: khana khanay ka bad pani pena maana kiyo hai is pa muje mokamal hadess bayan kare

Answer: Muragan ghiza (fatty food) khanay k baad pani pena mazmoom shumar kia gya hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2602). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
23833
Mujtahid:
Date:

Question: AOA KIA MUSLIM GOREY(horse)KA MEET KHA SAKTEY HAIN

Answer: Ghoray (horse) ka ghost khana makrooh hai albatta haram nahi hia. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2594). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
24858
Mujtahid:
.......... Date:

Question: jhhinga machhali khana halal hai ya haram

Answer: Halal hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 193, Pg # 133, Eidition# 5). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
32474
Mujtahid:
Date:

Question: KINDLY LET ME ANSWER MY QUESTION ,, WHAT IS THE SUNNAT OF THE WATER DRINKING ...HOW WE DRING WATER AS PER SUNNAH

Answer: 1)There are certain acts which are Mustahab while drinking water, they are as follows: 1. Water should be drunk slowly as if it were sucked. 2. During daytime, one should drink water while standing. 3. One should say Bismillah, before drinking water and Al-hamdulillah after drinking. 4. One should drink water in three sips. 5. One should drink water when one feels thirsty. 6. After drinking water, one should remember Imam Husain (A.S.) and his Ahlul Bayt (A.S.), and curse the enemies who slew him. 2)It is unworthy to drink too much water, to drink water after eating fatty food, and to drink water while standing during the night. It is also unworthy to drink water with one’s left hand, to drink water from the side of a container which is cracked or chipped off, or from the side of its handle. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2601-2). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
32475
Mujtahid:
Date:

Question: KINDLY LET ME ANSWER MY QUESTION ,, WHAT IS THE SUNNAT OF THE WATER DRINKING ...HOW WE DRING WATER AS PER SUNNAH

Answer: 1. Water should be drunk slowly as if it were sucked. 2. During daytime, one should drink water while standing. 3. One should say Bismillah, before drinking water and Al-hamdulillah after drinking. 4. One should drink water in three sips. 5. One should drink water when one feels thirsty. 6. After drinking water, one should remember Imam Hussain (A.S.) and his Ahlul Bait (A.S.), and curse the enemies who slew him.
2)It is unworthy to drink too much water, to drink water after eating fatty food, and to drink water while standing during the night. It is also unworthy to drink water with one’s left hand, to drink water from the side of a container which is cracked or chipped off, or from the side of its handle. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2601-02). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
32766
Mujtahid:
yes Date:

Question: kia batitar bird halal hei?

Answer: Agar aap ki murad Batair aprinda (Quil) hai to wo halal hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tohfat-ul-Awaam, pg# 293). Update on dated 15-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
33037
Mujtahid:
Date:

Question: Kya koi bhi cheez garam khana Makru hai???

Answer: Garam khana mazmoom shumar kiya gaya hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2600). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
33045
Mujtahid:
Date:

Question: bina kaante wali machli kya fiqah jafariya me haram h..?? agr han to kyun?

Answer: Agar machli chilkay wali hai tu khana halal hai aur agar baghair chilkay wali ho to khana haram hai, chahe us k kanta ho ya nah ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2578). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
33062
Mujtahid:
AYATULLAH SEESTANI SAHIB Date:

Question: duck halal or haram. batakh khanay halal hay ya haram ya makrooh

Answer: Halal hai or makhrooh bhi nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 883, Eidition 1417 hij). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
36358
Mujtahid:
no Date:

Question: ultay hath se pani pena k bry mein kuch batein...?

Answer: Pani bayen (left) hath say peena mazmoom(bura) shumaar kiya gaya hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2602). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
36596
Mujtahid:
ayatula sestani Date:

Question: Kia andon(eggs)ki zakhera andozi jaiz hy?

Answer: Jaiz hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 50, Eidition 1417 hij). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
36892
Mujtahid:
Syed Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Slaam ,,,,,,, maira sawal ye hy k ,,aj sy kuch din pehly mujhy aik dost ny ai msg kia k ,,seestani sahb k baqoal mor aur shter murgh (birds) halal hai ,jb k assol e arba ki kitab Man la yahzar ul faqeeha mai imam Baqir a.s ny moar aur shuter murgh ko haram qarar dia hy ,,,plz raah numaai fermai........ Slaam

Answer: Jee haan Ayatullah sistani k fatwe k mutabiq moor or shutar murgh kahana Halaal hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2587).
NOTE : Aik mujtahid-e-Aalam apni puri zindagi kharch kerta hai sirf Quran or talimaat-e-Ahlebait a.s ko samjhne k liay, lehaza wo aam afrad ki ba-nisbat ziyada Quran or Ahadees-e-Masomeen a.s ko samjhne ki salahiyat rakhta hai, Wo Faqat riwayaat k zahiri Alfaz ko dekh ker koi Fatwa nahi deta balke os Hadees k bare men Mukammal Malomaat Hasil kerta hai. Q k Jis tarah quran ko uski tafseer k bagher faqt tarjume se samajhna na-mumkin hai isi tarah Ahadees-e-Masomeen a.s ko bhi samjhna Faqt tarjume se mumkin nahi hai lehaza aysi boht sari cheezen hoti hen jo kisi Ayat Ya Hadees ko samjhne se taalluq rakhti hen un sab ko nazar men rakh ker ek mujtahid phir Koe fatwa deta hai. Or in chizon ko samjhne k liye ilm hasil kerna zaruri hai. is topic k liye ek kitab (Ijtihad or taqleed per kiay gaey Aytarazat) ko perh lain insha Allah apki mazeed rehnumai hogi. Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
40045
Mujtahid:
Date:

Question: kya islam mey bakry k kapory khan harm hy ya halal hy.?

Answer: Kapoore Haram hen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2589). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
40515
Mujtahid:
Date:

Question: kya ghoray ka ghosht halal hai

Answer: Ghorhe ka gosht khana halal hay laikin makrooh hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2594). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print