Showing 0- 3 questions from 3 questions on this page.
Question: How is namaz-e-ghufaila recited?
Answer: Namaz-e-Ghufaila Maghrib o Isha ki namaz kay darmiyan parhi jati hay.is ki pehli rakat main Al-Hamd kay baad kisi doosri soorat kay bajaey ye ayat parhni zaroori hay. ( æ ÐÇ Çáäæä ÅÐ ÐåÈ ãÛÇÖÈÇ ÝÙä Ãä áä äÞÏÑ Úáíå ÝäÇÏì Ýí ÇáÙáãÇÊ Ãä áÇ Åáå ÅáÇ ÃäÊ ÓÈÍÇäß Åäí ßäÊ ãä ÇáÙÇáãíä * ÝÇÓÊÌÈäÇ áå æ äÌíäÇå ãä ÇáÛã æ ßÐáß ääÌí ÇáãÄãäíä )aur doosri rakat main Al-Hamd kay baad bajaey kisi aur soorat kay ye ayat parhay ( æ ÚäÏå ãÝÇÊÍ ÇáÛíÈ áÇ íÚáãåÇ ÅáÇ åæ æ íÚáã ãÇ Ýí ÇáÈÑ æ ÇáÈÍÑ æ ãÇ ÊÓÞØ ãä æÑÞÉ ÅáÇ íÚáãåÇ æ áÇ ÍÈÉ Ýí ÙáãÇÊ ÇáÃÑÖ æ áÇ ÑØÈ æ áÇ íÇÈÓ ÅáÇ Ýí ßÊÇÈ ãÈíä ) aur iskay baad qunoot parhay ,us main ye dua parhay (( Çááåã Åäí ÃÓÃáß ÈãÝÇÊÍ ÇáÛíÈ ÇáÊí áÇ íÚáãåÇ ÅáÇ ÃäÊ Ãä ÊÕáí Úáì ãÍãÏ æ Âá ãÍãÏ æ Ãä ÊÝÚá Èí ßÐÇ æ ßÐÇ )) kaza wa kaza kay bajaey apni haajatain bayan karay aur iskay baad kahay (( Çááåã ÃäÊ æáí äÚãÊí æ ÇáÞÇÏÑ Úáì ØáÈÊí ÊÚáã ÍÇÌÊí ÝÃÓÃáß ÈÍÞ ãÍãÏ æ Âáå Úáíå æ Úáíåã ÇáÓáÇã áãÇ ÞÖíÊåÇ áí )) Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.763,Pg.No.131-132.Ref. of Ayat:Sura Nisa Sura No.12 Ayat No.87,Sura Anaam Sura No.6 Ayat No.39.
Question: Namaz e Gufila mai surah e ikhlas ki jigha parhi janay wali aayat sai pehlay kia Bismilla parhna wajib hai?
Answer: Jee nahi Namaz e Gufila mai surah e ikhlas ki jigha parhi janay wali aayat sai pehlay kia Bismilla parhna wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 42, pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Kia aap namaz e gufila ko nafla magrib mai dakhil karna jaiz jantay hain jis sai 2 rakatoo ki anjam dahi sai nafla aur gofila donoo ka sawab hasil ho jae?
Answer: Gufila ki 2 rakatoo ko nafla magrib ki niyat sai anjam dena jaiz hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 41, pg # 35)