Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Question & Answers << Go Back

Topic: Tashahud (60 Questions)

Showing 0- 50 questions from 60 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
330
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khoie Date: 2018-05-30

Question: I want to ask about Shadat E Salasa in our five time prayers (salat )!. some momenin are saying also shadat for wilayat e imam Ali as in tashud! Please let me know if it is permitted or not to say the shadat e wilayat in tashud ? Some people say that it is mustahib and other belive that it is wajib but because of nasbis and enemies of ahlebayt mujtehedin could not allow it!

Answer: Salam un alaikum
It is not permissable at all.
Refrence:Tauzeeh ul Masail Agha Sistani Prob No.1087
We are extremely sorry for late reply due to some technical prob in our website.

Print

Id:
331
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khumeni Date: 2018-05-30

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
332
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-30

Question: I want to ask about Shadat E Salasa in our five time prayers (salat )!. some momenin are saying also shadat for wilayat e imam Ali as in tashud! Please let me know if it is permitted or not to say the shadat e wilayat in tashud ? Some people say that it is mustahib and other belive that it is wajib but because of nasbis and enemies of ahlebayt mujtehedin could not allow it!

Answer: Salam un alaikum
It is not permissable at all.
Refrence:Tauzeeh ul Masail Agha Sistani Prob No.1087
We are extremely sorry for late reply due to some technical prob in our website.

Print

Id:
333
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date: 2018-05-30

791
Mujtahid:
-- None -- Date: 2018-05-28

Question: namaz kay tashahud main wilayat ali a.s ka iqrar karna jaiz ya nahi imam jafer a.s ki hadis hai "tum main sai jub bhi koi kahai la ilaha il allah , muhammah dun rasul allah to fauran kahai ali un wali allah".

Answer: A.Sistani kay nazdeek Aihtiyat ki bina par Tashahhud main Shahadat-e-Saalisa (Aliuun Waliullah) ka parhna JAIZ NAHI hay.Ref:I-1.

Print

Id:
1152
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: aslaam o alikum jnaba meera swaal ye hai k nmaaz mein ali un wali ulaah parhna jaez hai ya nahi

Answer: Aihtiyat e Wajib ki bina par Tashahhud main Shahadat e Saalisa (Aliun Waliullah) ka parhna JAIZ NAHI hay.Ref:www.sistani.org

Print

Id:
1950
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Salam mara sawal ye hay ke karsaz ke jama masjid ke juma ke imam ne last juma or ec juma dono me ye bayan keya k Tashahhud main Shahadat e Saalisa (Aliun Waliullah) parhna jaez hay or kahty han ke aayat ul Allah Seestani ne hukam deya hay ke aap parh sakty han.

Answer: w.s. eheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)

Print

Id:
1974
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: namaz main tashahad main ali un wali ulah parhna wajib hain ya mustahib is masle ko detail se bayan kijiye kiun k yaha pe is baat ko lekar shia masail ho rahe hain

Answer: aheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topoc:tashhud)

Print

Id:
2011
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: aslaam o alaikum, kibla baat ye hai k hamary haan aik mulana sahib ali un wali ullah tashahad mai parhaty hain kia hum us k peechy namaz parh sakty hain ya hum namaz ghar mai parhain or plzz aqa sistani tell me k hum ali un wali ulaah k saath namaz parh sakty hain:talib e dua .ghulam hussain

Answer: w.s. aheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)

Print

Id:
2249
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: asslam o alaikum ya ali madad kibla main aap se quiction poochna chahta hoo kibla hamaray zakir molvi kehtay k agr namaaz main tashad main ali un wali allah ka zikr na ho to namaaz kabool nai hoti to kibla main pershaan hoo is main kia kerna hai paray ya nai plz mujay is ka jawab jeldi dena ok

Answer: w.s., eheteyate wajib ki bina par namaz main padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)

Print

Id:
2545
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: YA ALI MADAD my question is that k jub namaz k tashahud me shahadat e salasa jaiz nai tu humari azan me ise q shamil kiya gya or jub quran me her jaga 3 shahadato ka zikr he tu humari namaz me is ki ijazat q nai he

Answer: Deen k ehkaam per amal kernay k liay zaroori hay k insaan ya tu mujtahid ho,ya ehtiyaat per is terah amal karay k kisi bhi mujtahid k fatway ki mukhaalfat nah ho.or ya phir mujtahid ki taqleed karay.Taqleed ka matlab or maqsad ye hay k mujtahid k fatway k mutabiq, baghair daleel k amal ko anjaam diya jaay,or apnay amal ka khuda ki baardah main os ko zimmay daar qaraar diya jay.(Ref Ayat ullah Seestani(D.B), Jadeed fiqhi masail pg # 47).Namaz main sirif Quarn or dua(ya salawaat) or Allah k zikr main izafah kernay ki ijazat hay,is k alawa ki ijazat nahi.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1121,1122).

Print

Id:
2945
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: what is basic reason of Ali unwali ullah in tashad.

Answer: Ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
2946
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: kiya kisi mujthaid ne shahadte salasa ko jaiez qarar diya hai ya naien. reply on my email i am very worried

Answer: Maujoda zinda mujtahideen k jin ki taqleed ki jati hay on main se kisi nay bhi namaz main tashahud k dermiyaan shahadat e salisa perhnay ki ijazat nahi di hay.kisi nay fatwa ki bunyaad per or kisi nay ehtiyaat e wajib ki bunyaad per is amal se mana fermaya hay or mubtil e namaz qaraar diya hay.
1.{Ref:Ayatullah Sistani, http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 }
2.{Ref:Ayatullah Vaheed e Khorasani, Email Rcvd from office, dated:04-12-10 }
3.{Ref:Ayatullah Ishaq Fayyaz, http://www.alfayadh.com/site/index.php?show=news&action=article&id=190}
4.{Ref:Ayatullah Hafiz Baheer Hussain Najfi,Mukhrasarul Ahkaam urdu, pg#177+180}
5.{Ref:Rehber e Muazzam Myed Ali Khamenae, http://www.leader.ir/tree/index.php?catid=52 }.
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
3109
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: salam allaiq. sir mein kisi mujtahid ki taqleed nahi karta q k mein buhat pireshan hun Nimaz me ALI WALI ULLAH ki shahdi ki waja say, q k mujtahid mana kar rahe hain k jaiz nahi.quran me to yeh hai k jab kabi shahdi ka poucha jaye to foran 3 shahadatin kahni chahye. jaza k allah

Answer: Ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain. (ref: www.sistani.org (topic:tashhud) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
3456
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: tashad

Answer: is link per click karain http://qoitrat.org/qa/searchtopic.asp?Main=1&MainTopc=24&SubTopc=41

Print

Id:
3769
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date:

Question: TASHAD MAIN ALI KA NAAM PADHANA KIA NAMAZ BATIL HO JATA HAY.

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina per namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi metabir risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3) jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
3842
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date:

Question: Salam. Ayat. Khamenae k fatawa k mutabiq namaz k tashahud main ali un waliullah parhne k bare main kia hukum hai..?? kia is mamle me namaz k juz ki niyat se parhna aur juz samjhe baghair parhne main koi farq hai.. ??

Answer: In umoor(kamo) ko ,jo wajib namaz k tashahud main warid nahi hoay hain,is qasd(niyat) say bjalaana keh wo shera(islam) main warid hoay hain,yaani tashahud ka juz(hissa) hain tu is say namaz baatil hojati hay,chahay wo zaa’id umoor bzaat e khud haq or sahi hoon.(Ayatullah Khaamenae(d.b), istifta,sawaal #516).

Print

Id:
3903
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: tashhad main ali-un-waliullah parha jaey ya nahee?

Answer: ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud)

Print

Id:
4332
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: slamun alicum,kia nmaz main hazrat ali a.s ka nam lina zrory hy iggr zrory hy to kis trah lina chahea

Answer: Ethiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa parhna jaiz nahi hay. or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (ref:ayatollah sistani(d.b), www.sistani.org topic:tashhud, mujtahi se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
4333
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: slamun alikum, kia nmaz main hazrat ali a.s ka nam lina wageb hy ya nahin

Answer: Ethiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa parhna jaiz nahi hay. (ref:ayatollah sistani(d.b), www.sistani.org (topic:tashhud). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
4495
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Is shahadat-e-Salasa right kiya is ka parhana wajib ha ya nhi

Answer: Ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
5808
Mujtahid:
aqa seestani Date:

Question: namaz main teesri shahadat ki kya haqeeqat hai ?juzwe namaz aur juzwe rasool ka kya relation hai? kya in ka zikr namaaz main lazim hai?juz asl main hai kya?

Answer: Ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org (topic:tashhud) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
5929
Mujtahid:
hannafi Date:

Question: assalam walaikum attahiyat wo masura wt transelate in urdu khuda hafiz

Answer: Note : Is website per faqa e jaffaria ka jawabat diay jatay hein. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
6480
Mujtahid:
Never Date:

Question: Mein daleel k sath btanay k liye tayar hun k namaz mein Ali-un-wali ullah wajib hai, aur agar koi Ali mula ki wilayat py yakeen nhe rakhta to usay aik momin honay ka koi haq nhe..

Answer: Ethiat e wajib ki bina par namaz main ali-un-waliullah padhna jaiz nahi hain (ref: www.sistani.org topic:tashhud)

Print

Id:
6881
Mujtahid:
AYAT ULLAH SYSTANI Date:

Question: kia hum namaz may tashahud may ALI UN WALI ULLAH parh saktay hian our ALIUN WALI ULLAH ki daleel QURAN ki koun kounsi ayats say sabit hai

Answer: Ethiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa parhna jaiz nahi hay. (ref:ayatollah sistani(d.b), www.sistani.org (topic:tashhud).

Print

Id:
7682
Mujtahid:
aaqae-sistani Date:

Question: qaza tashhud ki adaegi ka tareqa kya hai? plz explain in detail..

Answer: Agar koi shakhs tashahud perhna bhool jay or kharha ho jay or ruku se pehlay osay yaad aay(yaqeen hasil hojaay) keh os nay tashahud nahi perha tu zarori hay baith jay or tashahud perhay or phir dobarah kharha ho or os rakat main jo khuch perhna zarori hay perhay or namaz mukammal karay.ehtiyaat e mustahab ki bina per qiyaam ki ziyadati k liay 2 sajda sehw baja laay or agar ruku main ya os k baad yaad aay tu zarori hay k namaz ko tamaam karay or namaz k salaam k baad ehtiyaat e mustahab ki bina per tashahud ki qaza karay.zarori hay k tashahud k lie do sijdah e sahw baja laye.
3)Agar insane tashahud bhool jay aur namaz k baad un ki qaza baja laye to zurari he k wo namaz ki tamaam shra’it maslan badan aur libaas ka paak hona aur qibla ki janib moonh karay aur deegar shra’it puri karta ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1089, 1238). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
9122
Mujtahid:
syed Ali Sistani Date:

Question: kia hm dua ke neat sy shahadat e salasa dy skty hn like aa Allah main gawahi dyta hm Ali a.s tery wali r hujat hn mery gunah maf farma agr dy skty hn to kdr nd plz reply fast

Answer: Ethiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa parhna jaiz nahi hay. or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (ref:ayatollah sistani(d.b), www.sistani.org topic:tashhud, mujtahi se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
9248
Mujtahid:
Allama Sistani Date:

Question: namaz me Mola ALI a.s ki willait ki shadat perna jaiz h k nai or agr nhi tou kuyn ?

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz men shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha.
(Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)

Print

Id:
9250
Mujtahid:
allama sistani sahib Date:

Question: shadat namaz m ashahad o una ali un waliulla khana chaye k ni

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz men shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)

Print

Id:
13155
Mujtahid:
agha sistani Date:

Question: namaz ma mola ali ki gavahi dy saktay hai yah nai agar nai tu plz tell me yah mustaab ki nihat sy bi bathain plz

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina par jaiz nahi hay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=827020&id=855)
Agar jahil e qaasir hone ki wajah se aisa ho tu koe qaza nahi hay, or agar jaahil e muqassir (qosoorwaar ) aisa karay tu ehtiyaat e lazim ki bina per on namazo ki qaza wajib hogi. (Ref:http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=368&page=3&perpage=10). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
13357
Mujtahid:
Date:

Question: Agr Ali (s.a.w.w) ke bagher Rasul (s.a.w.w) ki Risalat mukamal nai hoti to hamari namaz kaisay mukamal ho jati ha ???

Answer: Tashahud main shahadat e salisa perhna ehtiyaat e wajib ki bina par jaiz nahi hay. (Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=827020&id=855). Agar jahil e qaasir hone ki wajah se aisa ho tu koe qaza nahi hay, or agar jaahil e muqassir (qosoorwaar ) aisa karay tu ehtiyaat e lazim ki bina per on namazo ki qaza wajib hogi. (Ref:http://www.sistani.org/index.php?p=297396&id=368&page=3&perpage=10). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Note: Quran e kareem ki sorah e hujuraat{sorah#49} ki ayat#1 main khuda ka ferman hay k “emaan waloon! Khaberdaar khuda or rasool(s.a.w.w) se aagay nah berh jao or khuda se daro baishak Allah her baat ka sunnay wala or jaanay wala hay. Laihaza jab kisi sahi hadees main is ka zikr nahi kia gaya tu hum ko ye huq hasil nahi k apni merzi se deen main izafa karain.or deen e Islam main qiyaas ko dakhal nahi hay k apni naqis daleelo ki bunyaad par ibadaat main shahadat e salisa or in jaisi doosri cheezo ko dakhil karain.

Print

Id:
14339
Mujtahid:
Date:

Question: ager hum namaz ke 2 rakat me attahaiyat me bethna bhol jayen tu us ka kiya tareka ha ada krny ka?

Answer: Note : Is website per fiqh e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)

Print

Id:
14506
Mujtahid:
agha sistani Date:

Question: Q.1 jo shakhas asy mujtahid ki taqleed karta ho jo tashud e namaz mein shahdat e salisa ki ajazat na deta ho usy agar asy peesh namaz k pechay namaz parhni pary jo shahdat e salisa ka qail ho aur namaz mein parhta ho tou asy namaziki namaz ka kia hukam hai? Q.2 jahalat ki kitni aqsam hain ? un ki tashreeh farma dain

Answer: 1- Agar mamoom(yani namaz e jamaat main shamil namazi) or imam e jama,at k dermiyaan namaz k ajza(parts) or shara,it main ijtehaad ya taqleed k wajah se ikhtelaaf ho jaay,or mamoom ko maloom ho k imam e jamat ki namaz batil hay(yani imam e jama,at k mujtahid k fatway main ye namaz batil ho), tu ye mamoom is imam e jama,at k peechay namaz mukammal nahi ker sakta.siwaay is sorat k , keh agar imam e jama,at ki namaz main koe aisi ghalati ho jo k jaahil e qasir{Jaahil e qasir aisay laa ilm shaks ko kehtay hain jis ki jahalat/laa,ilmi ka uzr qaab e qobool ho} k liay maaf ho tu phir mamoom k liay jaiz hay k wo is imam e jama,at k peechay apni namaz ko mukammal karay.(Ref: Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus saliheen,part#1, Maslah#810). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
2- Fiqh k lihaaz se Jaahalat ki 2 aqsaam ki gae hain (1) jaahil e qasir (2) jaahil e muqassir : Jaahil e qasir aisay laa ilm shaks ko kehtay hain jis ki jahalat / laa, ilmi ka uzr(majbori) qaabil e qobool ho misaal k taur per kisi baa aitemaad(reliable) aalim se masla dariyaaft kare aur baad me maloom ho k on se maslah biyaan kerne main ghalat ho gae hay .
3- Jaahil e muqassir wo hota hai jis ki jahaalat ka uzr qaabil e qobool nah ho .(Ref. Jadeed fiqhi masa,il Ayatullah Sistani,pg # 71) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14522
Mujtahid:
-- Date:

Question: aliunwaliallah namaz mein par sakte hain ?aur aima masoomein ka tasawar rakh kar namaz pari ja sakti hain?

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina per namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90).
2)Zarori he k faqat khuda ki baargah main apni pasti k izhaar k liay namaz perhi jay.Laihaza jo shaks riya yani logo ko dikhanay k liay namaz perhay tu oski namaz batil hay chahay ye namaz perhna faqat logo ko ya khuda or logo dono ko dikhanay k liay ho.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 933).
3)Mustahab hay k Al-Hamd or sorah perhtay waqt ayaat k matlab(meanings) ki taraf tawajjah rakhay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1004).
4)Namaz main khiyalaat or kisi ko (dil o dimaagh main)yaad kerne se namaz batil nahi hoti.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1138,1144) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
17443
Mujtahid:
Aqa-e-sistani Date:

Question: Aoa...plz mujhe bata den namaz me Mola Ali (a.s) ki gawahi dena jaiz hy ? Mere uncl kehte hen k Mola Ali (a.s) ki gawahi dene se namaz batil ho jati hy kia is me kuch sadaqt hy?

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e moqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2)Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3)Jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
18560
Mujtahid:
aqa e sastani Date:

Question: aoa...plz mujhe ye bata dejiye k namaz me Mola Ali (a.s) ki shahadat dena jaiz hy?? mere uncle kehte hen k namaz me Mola Ali (a.s) ki shahadat dene se namaz batil ho jati hy kia is bat me kuch sadaqat hy??

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina per namaz main shahadat e salisa(moula ali(a.s) ki gawahe dena) perhna jaiz nahi hay.Or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
19834
Mujtahid:
Aqa e Sistani Sb Date:

Question: aj kal hmre pakistan me bra prblm ye hai k hamre hn tashud me ali un waliuallah ka prblm hai is masle pr roshni dale k kia parhna chaei ya nai plz

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3) jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
31345
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o Alikum,,,,, mera sawal ya hai k kia namaz me tashad me Ali un Wali Allha ki ghawahi dene say namaz batil hu jati hai,ya ye mustahib hai k agar parna hai to par lo ni parna to na parao magar namaz batil ni huti,,,,

Answer: Ehtiyat e wajib ki bina per namaz me Ali un Wali Allah perna jaiz nahi hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part #2, sawaal # ,90 pg # 45) ( Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
31349
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o Alikum mera sawal hai k faraz karain k 5 mujtahid jis ki taqleed wajib hai. un me say aik mujtahid kheta hai k namaz me Ali un Wali Allha parha karo, aik kheta hai ni,aik kheta hai k mustahib hai,,, aap guid karain k banda kis ki taqleed karay...or in 5 mujtahid me faraq ki wajha kia hai,,,,,

Answer: 1)Agar ye bat ijmalan maloom ho k darpaish masail me mujtahedeen k fatwe aik dosere se muktalif hai to zaroore hai k os mujtahid ki taqleed ki jay jo aalam ho yani apnay zamane k degar mujtahedeen ki nisbat ahkam e ilahi ko samajhne ki behter salaheyat rakta ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2)
2)Maujoda zinda mujtahideen k jin ki taqleed ki jati hay on main se kisi nay bhi namaz main tashahud k dermiyaan shahadat e salisa perhnay ki ijazat nahi di hay.kisi nay fatwa ki bunyaad per or kisi nay ehtiyaat e wajib ki bunyaad per is amal se mana fermaya hay or mubtil e namaz qaraar diya hay. 1.{Ref:Ayatullah Sistani, http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 } 2.{Ref:Ayatullah Vaheed e Khorasani, Email Rcvd from office, dated:04-12-10 } 3.{Ref:Ayatullah Ishaq Fayyaz, http://www.alfayadh.com/site/index.php?show=news&action=article&id=190} 4.{Ref:Ayatullah Hafiz Baheer Hussain Najfi,Mukhrasarul Ahkaam urdu, pg#177+180} 5.{Ref:Rehber e Muazzam Myed Ali Khamenae, http://www.leader.ir/tree/index.php?catid=52 }. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32436
Mujtahid:
aqa e sistani Date:

Question: Aoa...plz plz plz mujhe ye bata den k namaz me Mola Ali (a.s) ki gawahi dena jaiz hy?? plz bahawala bata den..thank u.

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3) jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32613
Mujtahid:
aqa e sistani Date:

Question: Aoa...me at least 3yrz se tashahud me Mola Ali a.s ki shahdat de rahi hun..q k mene ek majlis me suna tha or ek qstn k ans me bhi yehi likha hua parha tha k namaz me

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2)Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3)jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32666
Mujtahid:
dnt knw Date:

Question: agr 4 rakat namaz mein agr cnfusion h jay k mein pta ni dosri rakat k bad tashhad mein betha hn ya wasa he tesri rakat mein khra h gaya hn to kya krna chahiye?

Answer: Agar namazi kharay hotay waqt shak karay k sajda ya tashahhud baja laya hai ya nahi to zaroori hai k apne shak ki perwa na karay aur namaz ko continue karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1159)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
33113
Mujtahid:
aytulha sistani Date:

Question: Slam aj kal shia men bra msla khra ho gya k adye kehty he k nmaz men ali un wali alha kehna vajeb he ap pls answer den jzak allha.

Answer: 1)Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa perhna jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2)Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai galati hui thi.
3)jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masail ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masail maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
44508
Mujtahid:
Ayat Ullah Sistani Date:

Question: 786-92-110! Assalam-o-Alaekum! mera sawal ye hy k aj kal hmre firqe mai 1 group bana hy jo kehta hy k namaz mai Tashahud k Ali-un-Wali Ullah parha jaye qk Ali ki wilayat ka iqrar kiye baghair namaz batil hy... hmre baron ne kbi ni parha na he Apki Tozih-ul-Masail mai esa likha hy... mujhe bataye k parhna mustahib hy, wajib hy ya mana hy... or agar mana hy tau q mana hy... hmri kisi Imam ka koi qol hy esa k namaz mai parha jaye... or hum fajar, zohrain or maghribain q parhte hain mtlb 5 oqat namaz q ni hamare kis Imam ne ese namaz parhi... Karbala mai b Maula Hussain a.s ne Asar ka sajda Asar k wqt ada kia tha.... plz mujhe in sawal k jawab deden.... meharbani hogi... dua mai yad rkhye ga janab... Allah Hafiz

Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina per namaz main shahadat e salisa(moula ali(a.s) ki gawahe dena) perhna jaiz nahi hay.Or agar koe shaks tashahud main shahadat e salisa perhay tu agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os per wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin main shahadat e salisa perha tha. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
51696
Mujtahid:
Ayat Ullah Ali Sistani Date:

Question: Main Agha Sistani ki takleed main hon jin kay mutabik shahadat e salasa parhna jaiz nahin hai magar main jis masjis main namaz partha hon wahan shahadat e salsa parhe jate hai. kia aisay pesh e namaz kay pechay namaz jaiz hai. please give simple answer YES or NO.

Answer: Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition)
Note : Aisay pesh namaz k pechay namaz durust nahi hai.

Print

Id:
51722
Mujtahid:
Date:

Question: Salaam....plz btaye k nimaz me ALI YUN WALI ULLAH parna chaye ya nahi ......plz zara tafseel se btana q k me jis jaga rahta hu waha ham apny shia me hi bohat fight hy....???

Answer: Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
51792
Mujtahid:
Date:

Question: salaam.....Mjhe ye batye k nimaz me ALI YUN WALI ULLAH parna theek hy ya nahi.....q k jis jaga me rahtu hu waha hamary shia me hi bohat fight huti hy addy log pary hy ALI YUN WALLI ULLAH OR KUCH NI OR JO NI PARTY ON KOO KAHTY HY DAKUU kiya wajaa hy..plz jawab dy dena??????

Answer: Agar namaz k tashahud main shahadate saalisa perhne wala jahil e qasir ho tu namaz ki qaza nahi laikin agar jahil e qurasir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per namaz ki qaza wajib hogi. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 90 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
57834
Mujtahid:
Date:

Question: Namaz m Ali an Wali Ullah phrna wahjeb hy k nh

Answer: Agar namaz k tashahud main shahadate saalisa perhne wala jahil e qasir ho tu namaz ki qaza nahi laikin agar jahil e qurasir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per namaz ki qaza wajib hogi. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 90 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition) Note : Aisay pesh namaz k pechay namaz durust nahi hai.

Print

Id:
61043
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: salam nmaz mein ali un waliulha na parhny ky bary mein quran ya hadees e rasool sy daleell tu bta dein please

Answer: 1 )Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz main shahadat e salisa( ali un wali ullah ki ghawai dena) jaiz nahi hay.Or agar koi shakhs tashahud mai shahadat e salisa perhay to agar wo jahil e qasir ho tu namaz ki qaza os par wajib nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay k in namazo ki qaza karay jin mai shahadat e salisa perhi thi. (Ref: http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1758 , Mujtahid se pochay gay sawalaat part#2, maslah#90)
2) Jahil e qasir yani wo shakhs jis nai kisi qabil e aetimad shakhs ki baat ya kisi motebar risalay ki tehreer par bharoosa kia ho aur baad mai maloom ho k is shakhs ya risalay sai ghalati hui thi.
3) Jahil e moqassir yani wo na waqif shakhs jis k lie masael ka seekhna mumkin raha ho lakin is nai kotahi ki ho aur jan boojh kar masael maloom na kiay hon. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, fihi istehilaat ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62515
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: namaz main shahadat e salisa parh na sai hai ya nahi

Answer: • Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition)
• Agar namaz k tashahud main shahadate saalisa perhne wala jahil e qasir ho tu namaz ki qaza nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per namaz ki qaza wajib hogi. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 90 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print