Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Likoria k liay wazifa (6 Questions)


Showing 0- 6 questions from 6 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
33076
Mujtahid:
namaz Date:

Question: mujhay likoria hai bohet ilaj kawaney k baad b theek nhi hya kaya iss halet mein meri namaz jaiz hai

Answer: 1)Agar likoria hai to ﻜﭽﺎﻜﻴﻼﺍﻭﺮﮔﻭﻠﺮﻜﻭﭽﮭﻠﻜﮯﻜﮯﺴﺎﺘﮫﻣﻼﻜﺮﭙﻴﺲﻠﻴﮞﺍﻭﺮﺼﺒﺢﺍﻭﺮﺸﺎﻢﺍﺴﺘﻌﻤﺎﻞﻜﺮﻨﮯﺴﮯﻠﻴﻜﻴﻭﺮﻴﺎﻜﻭﻔﺎﺌﺪﻩﻫﻭﺘﺎﻫﮯ (Ref : Apna dawakhana pg # 68)
2)Namaz parhni ho gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 717-1530)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
46676
Mujtahid:
sunn Date:

Question: sir a.a mein ap ki bht mshkoor hn ap ny mery tmam msail kay behtr hal btaye allah apko jza dy sir ab m meri behn ka msla ly k ap k pas i hn plz koi mosar ilaj ya wzifa tjweez kijye apki mehrbani ho gi , asl mein meri behn kmzoor hoti ja ri h uska wzan b km sy km hota ja ra h oska wzan 37kg ho gya h wo bht preshan h wo ek bchy ki maa h usko feed b krwati hy asl m osko paani jari rehta hy ye bimari shaadi sy phly ki h ab to bht brh gai h bht ilaj krwaya pr khtm ni hoti kch arsy baad dobaara start ho jati h plz sir ap hi koi ilaaj btain k ye bimaari b khtm ho jai or wo sehhat mand b ho jai ,allah ap ko bht ajar dy plz zra jldi jwab dijye ga

Answer: Agar likoria hai to ﻜﭽﺎﻜﻴﻼﺍﻭﺮﮔﻭﻠﺮﻜﻭﭽﮭﻠﻜﮯﻜﮯﺴﺎﺘﮫﻣﻼﻜﺮﭙﻴﺲﻠﻴﮞﺍﻭﺮﺼﺒﺢﺍﻭﺮﺸﺎﻢﺍﺴﺘﻌﻤﺎﻞﻜﺮﻨﮯﺴﮯﻠﻴﻜﻴﻭﺮﻴﺎﻜﻭﻔﺎﺌﺪﻩﻫﻭﺘﺎﻫﮯ (Ref : Apna dawakhana pg # 68)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
47550
Mujtahid:
Gda Date:

Question: Mjhe safed pani ki bimari hai .ise dur karne k lye kch bataye

Answer: Agar likoria hai to ﻜﭽﺎﻜﻴﻼﺍﻭﺮﮔﻭﻠﺮﻜﻭﭽﮭﻠﻜﮯﻜﮯﺴﺎﺘﮫﻣﻼﻜﺮﭙﻴﺲﻠﻴﮞﺍﻭﺮﺼﺒﺢﺍﻭﺮﺸﺎﻢﺍﺴﺘﻌﻤﺎﻞﻜﺮﻨﮯﺴﮯﻠﻴﻜﻴﻭﺮﻴﺎﻜﻭﻔﺎﺌﺪﻩﻫﻭﺘﺎﻫﮯ (Ref : Apna dawakhana pg # 68)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
107529
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-03-23

Question: Haiz ke 6 din baad brown lekoriya aaye to kya pir se gusul karna chahiye

Answer: Likoriya se Gusl wajib nahi hota wo pak hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # before 169 , eidition # 1st)
[Updated on 23-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111746
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-29

Question: کیا سیکس کرنے سے لیکوریا ختم ہوجاتا ہے

Answer: Kele ki kachi phalliyaan khain to inshaAllah aafaqa hoga..(Ref: apna dawa khana , pg # 68). Note medical stores per likoriya ke liye kafi dawaaeyaan dastiyaab hain kisi ache doctor se ruju kren.
[Updated on 29-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
123005
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-10-29

Question: Aoa hzrat sahib mere shadi 2019 me hoi thi or brat waly din abhi mn unky ghr ge hi thi serf 5 mint guzry hogy mujhy lecoriya ki bemare hogi aesta aesta puss ki trah hogi h ab tk . boht elaj krwaya h hakem homeo pathik doctors boht zyada kisi ko smj ni aya unho ny fzool me mera opretion b kr deya fer b mn thek bi hoi mujhy itna zyadaa gnda pani prta h pus ki trah ho gya h itna zyada h k nmz b bohttttt mushkil sy prhte hu or din me 3 . 4 dfa b kpry bdlny pr jaty hn

Answer: Leukorrhea (white, yellow color ki ratubat) mani, haiz ya nifaas nahin hai. Ye paak hai aur is ke aanay se ghusl bhi wajib nahin hota isi tarah libaas bhi najis nahin hota balke aurat is halat men pak hogi, isi tarah namaz aur doosri ibadaat de sakti hai aur libaas tabdeel karne ki bhi zaroorat nahin hai.

(Ref: Ayatullah Sistani(d.b), email rcvd). + link; sistani.org/urdu/qa/01791/#17660 ).
[Updated on 30-Oct-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print