Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Lambay baalo k liay wazifa (6 Questions)


Showing 0- 6 questions from 6 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
42497
Mujtahid:
Ayatullah Sistani Date:

Question: sir plzz mujhe koi tareeka bataye jis se mere baal ache ghane aur lambe hon aur mere baalon se juen (lice) aur leekhen khatam ho jaye main is ki wajah se bohot pareshan hon plz jaldi reply karen shukria.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ……… ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)is k alawa lice k lie aap shampoo istemal kar sakti hain jo khas lice k lie hotay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47159
Mujtahid:
smjha nahen main Date:

Question: Baal gir rahe hain ganja hota ja raha houn kia karun jis se baal na giren, lambe or ghanne bhi houn her koi apni baat batata hai magar kuch ho nahen raha plzz koi sahi iLAAj bata den koi surat parhni ho kch lagana ho baalon p kch bhi bata den plzzz!!!

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ……… ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
47164
Mujtahid:
Agha Seestani Date:

Question: Salam Janab mere sister k Small Hair hain wo boht preshan hai plz koi aisi dua wazifa batayen jis se us k Hair Long hon plz humen intzar rahe ga

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ……… ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47167
Mujtahid:
Date:

Question: gunj pan se nijat k lye ilaj btaye

Answer: Sar ka gang pan aik aisi beemari hai jis sai insan baloo ki naimat sai mehroom ho jata hai sabz dhania ka pani nikal kar rozana sar par lagaya karain. Chand din tak aisa karnay sai gang pan door ho jae ga. (Ref : apna dawakhana pg # 30)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47315
Mujtahid:
Date:

Question: ASALAM O ALAIKUM!! sir baal lambe ghane or ganj pan ka pocha tha apne kuch ayat btaen or sabz dhania k paani lagane ko kaha to sabz dhania ka paani boil kr wahi lagaen ya koi or tarika hai to bata den plzz ap k ans ka intzaar rahega bohat meharbaani

Answer: Wssalam o alykum, 1

Print

Id:
47772
Mujtahid:
Date:

Question: Mere sir k hairs bht grty hn aur bht patly hn.koi waxifa bta dy.

Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print