Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Baalo ki mazboti k liay wazifa (57 Questions)


Showing 0- 50 questions from 57 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
10592
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alaikum sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boht girtay hein agay se ganjapan hona shru hogaya hai Ap plz mjhe koi ailaaj btaien plz jis se mera ganjapan door hojaey Plz w salam

Answer: Girtay baaloo ko khtm krnay k leay hr namaz k baad awal-o akhir mai durood k sath 313 martaba hatho par ALLAH-ul-BAARI-ul-KABEERO parhain aur baad mai hath baaloo mai phair lain tou baal girna band ho jaenge.(Ref : book#Nawaey saleheen,pg#327). (Khuda apki tofeeqat men izafa frmaye)

Print

Id:
10596
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alaikum Sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boht jharty girtay hein agy se ganjapan b shru ho gaya hai sir ap mjhe koi aisa ailaaj btaien jis se mera ganjapan door hojaey please mehrbani w salam

Answer: Wssalam o alykum, har namaz ke bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaain. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
10654
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir meri age 18 years hai mere 15 saal ki age se baal boht girtay hein agay se ganjapan hona b shru hogaya hai ap plz mjhe koi ailaaj btaien jis se mere baal girna bund hojaey and and ganjapan khatam hojaey sir mei 5 dafa apko sawal kr chuka hn per koi jawab nhe aya plz is bar zaror jawab dejieay ga w salam

Answer: Girtay baaloo ko khtm krnay k leay hr namaz k baad awal-o akhir mai durood k sath 313 martaba hatho par ALLAH-ul-BAARI-ul-KABEERO parhain aur baad mai hath baaloo mai phair lain tou baal girna band ho jaenge.(ref:book,nawaey saleheen,pg#327). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
10833
Mujtahid:
Date:

Question: Sir meri age 18 years hai mere baal 15 years ki age se boaht girtay hein ab agay se ganjapan bhi hona shru hogaya hai ap palz koi aisa ailaaj btaien jis se mer baal na girain and ganjapan khatam ho jaey plz mehrbani hogi mei boht pareshan hon plzzz

Answer: Har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaane. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
40870
Mujtahid:
in serious problem Date:

Question: sir mere baal bachpan se gir rahe hein. kabhi nahi hairfall band hua hala ke mene tamaam multiple vitamin tablets khayi hein and doctors ke medicine bhi apply kiya. indono ki app mujhe dua dein. Allah aap ko khush rakhe. Ameen :)

Answer: Girtay baaloo ko khatam kernay k liay her namaz k baad awal-o aakhir mai durood k sath 313 martaba hatho par “ALLAAHUL-BAARIUL-KABEERO” parhain aur baad mai hath baaloo mai phair lain tu baal girna band ho jaenge.(Ref:book nawaey saleheen pg#328). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
46502
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir.. Mgy yh pouchna ha k mery sir k bal bht girty hn.. Itna girty hn k mera sir nazar any lg gya ha.mn bht pareshan. Mgy koi acha sa wazefa bta dy plx.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
48112
Mujtahid:
junja ban Date:

Question: mera sir ka bal ghir ra han bich ma sa mirbani kar ka khoi hal patana, thank you

Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba hathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me hath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48414
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam-o-alikum mere sir ka bal bahot girta hai is ka koi ilaj hai to pls send my id

Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48513
Mujtahid:
Date:

Question: mere saar main baal jhar ho gaya hai kisi kisi jaga pe ganj par raha hai meri age 22 ha plz kch btae ke kiya karo main

Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48524
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamualaikum janab mohtram mera sawal ye hai ke mere sir se baal giraha hai to koi amliyat batai ki baal rukne ka bhi or nikal ne ka bhi aap ka shukr guzar Mahmood

Answer: 1)Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385)
1)ہینگ ko kali mirch aur sirkay k sath pees kar laganay sai baalon ka jarna dor ho jae ga. (Ref : Apna dawakhana pg # 46)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48693
Mujtahid:
hair fall and white hair on beared Date:

Question: As salam Alaykum, my name is mohsin shekhani i am 25 years old. i have hair fall problem and white hair on my head and even my beared. so please give me some quaranic soluation for my problem. also tell me some natural medicine to convert white hair in to black naturally

Answer: Baal k girnay aur jaldi safaid honay sai bachnay k lie ashraf ki dimagh afroz CT istemal karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48952
Mujtahid:
Agha Sistaani Date:

Question: Asalam-o-Alaikum! Darhi aur moochon k baal jald barhanay k lye wazifa

Answer: Agar darhi k baal bohat girtay hon to har namaz k baad 313 martaba hatho par awal o aakhir salwat k sath “ اللہ باری الکبیر ” parh kar balo mai hath phair lain to baal lambay aur girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49165
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam-o-alikum mere sir ka bal bahot girta hai is ka koi ilaj hai to pls send my id

Answer: Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50223
Mujtahid:
Date:

Question: Aaslamu alikum sir meri age 25 aur mery baal safed hu gaye hain kafi oil laghta hn tu liken koi farq nai parta aur ab tu baal bhi niklna kam hu ry hain merbani kar koi islamic tarika tu bhatey jo easy hu reply thanks

Answer: 1)Baal k girnay aur jaldi safaid honay sai bachnay k lie ashraf ki dimagh afroz CT istemal karain.
2)Agar sar k baal bohat girtay hoon to har namaz k baad 313 martaba haathoon per (Allaa’hol baa’riol kabeer) parh kar baalon me haath phair lein to baal girnay band ho jain gay. (ref : kitab naway salaheen pg # 385) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52622
Mujtahid:
baalo ka jadna Date:

Question: asaalamo aleykum waramatulahi wabarakatuhu ; mere baal bahut jada jad rahe h aur kisi bhi prodect se nahiu ruk rahe h aap koi accha sa rohani elaj bata dijiye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
52963
Mujtahid:
Dua/Wazifa Date:

Question: AOA Sir main female hon. maira qad 5.2 hai meri umer 28 sall hony wali hai.main chahte hon maire height 3 sy 4 inch tak bhar jaie. main nay bht totky or bht si mehngi sy mehngi medican use karli but ulta nuqsan howa main bht zehni pareshani mai hon ky kise tarhan maira qad bhar jaie mujhe koi sab sy powerfull dua ya wazifa enayata kar dainkay kuch maheno mai maira qad 3 sy 4 inch bhar jaie aap ki shukar guzar hongi.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. (i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ)
(Ref : Naway e Salaheen pg # 327)

Print

Id:
53332
Mujtahid:
Date:

Question: Mohtaram meri umer 28 saal hai meray 2 bachay hain mera masla ye hai k meray Baal bohat gir gaay hain it nay ziada k ab meri ganj nazar anay lagi hai or lambaai main bhi nahi barhtay hain jab k pehlay meray lambay or ghanay Baal thay mujay koi dua waghaira ya ilaaj bata dijiay meherbaani hogi JazakAllah

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
53878
Mujtahid:
Date:

Question: Asalamoalikum Mai 26 Saal ki ho mere Sara k Baal Barthey NAi hy Mai chahti ho Baal k mere Baal Lambey ho jaye aur girthe b bout hay

Answer: Agar kisi k sar k baal bohat ziada girtay hon to har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath

Print

Id:
54055
Mujtahid:
Date:

Question: salam ke saath mera Q meri age 32 he mere sir ke baal bahot kam hogaye he sir ke aage ke hissy me taal pad gayi he mene

Answer: Agar kisi k sar k baal bohat ziada girtay hon to har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain to baal girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
54506
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam-u-alaikum,,,mera sawal ye hai k jo ap ne qad lamba karne k liye surah hajj,sura furqan or surah fateh or surah qalm ki ayat batai hen wo 24 ya 25 age mein bi parh sakte hen ya nehi,or in sari ayat ko ek sath parhni hen ya pehle 1 ayat ko 11 baar phir dusri ko 11 baar parhna hai,,,,,plz bata den........

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Print

Id:
56281
Mujtahid:
Date:

Question: A s A sir mery bal garty Han choty si age ma kush wazifa ya kush advice dy ...thx

Answer: Wssalam o alykm,sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaane se ganja pan katam ho jata hai. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
56457
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam O Alaikum... mUjhe baal lambe or ghane karny ki koi dua tariqa bata dain... or baal girna bhi ruk jain...

Answer: Agar kisi k sar k baal bohat ziada girtay hon to har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain to baal girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
56574
Mujtahid:
Date:

Question: topic. balo ki khubsurti mry bal bohut raf h plz koi wazifa

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. 1) Surah-e-Furqan, Ayat #45 ka shuru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) 2) Surah-e-Hajj ,Ayat #05 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), 3) Surah-e-Fateh,Ayat #29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), 4) Surah-e-Qalam ,Ayat #50-51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ)(Ref: Naway-e-Saaleheen, Pg#327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
56702
Mujtahid:
Date:

Question: topic hair mry bal bohut raf h koi wazifa

Answer: Hadees e manqola ke mutabiq ager sar ke baal bharana chaho to in ki dhone o kanggi karne wagera se deekh bhaal karo. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 5 , topic # ortoon o mardoo ke liye sar ke baal rakhne ke aadaab , pg # 179 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai)

Print

Id:
57939
Mujtahid:
Date:

Question: assalam walaikum meh yahan bahot umeedsesawal karriun. pls mri madad karhen.muj koi wazifa batayiye jisseh mera hair fall kamhoh.mere hair bahot chote hain phr b bahot hairfall hotahai.pls meri madad karh..

Answer: Wssalam o alykum, Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327 , Allah).

Print

Id:
59666
Mujtahid:
Date:

Question: Assalmun allehkum Warahmatullahi wabarkatahu mufhti sahab hum ne baaloke bareme aap kaasugession dekha per hame wun ayato ko samaj nahi parahe hi hum wo sugession bhi likh rahe hi jo aap ne di plz tafhsil se bataeaga plz. 2) Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ) Plz mufh ti sahab hame samaj me nahi aya hi kya aap in ayaato ko dobara jaise inglish me likhe ge to badi mahebani hogi plzz...

Answer: Wssalam o alykum, har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Or is wazife ke sath sath Homoeopathic store se mektum T-27 le kar is main di gaae malomaat ke mutabiq istamaal karain.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59682
Mujtahid:
Date:

Question: A.o.A sir mery bal bht girty hn bohat zada... aur bohay halky ho gye hn.. sir ki jild b nzr ane lg gai ha... braye mhrbani koi wazifa btayn jis se mery bal girna bnd ho jyn aur naye ugne b lg jye .. taky bhari aur lmby ho jyn

Answer: Wssalam o alykum, har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif ke sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Or is wazife ke sath sath Homoeopathic store se mektum T-27 le kar is main di gaae malomaat ke mutabiq amal karain.(Ref : Mektum Homoeo Pharam , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59806
Mujtahid:
Date:

Question: sir mery bal bht girty hn brhty nai hn bht ptly hn ma kia krn hr trha ki medicine khai hy tail lgaya hy mgr koi frk nai pr rha

Answer: Har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ parh kar hath baloo par phair lain. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
Or is wazife ke sath sath sabz dhanye ka pani bageer boil kar ke sar per lagaian. (Ref : apna dawa khana , pg # 30 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmane wala hai).

Print

Id:
60754
Mujtahid:
Date:

Question: salam janb pechly takribn 2 saal sy mary sary jism sy bal girty hain jaha sy baal gir jaty hain waha pr bilkol aik gooldira ban jata hai or ahist ahist wo dira pahlta jata hai please is ka hal bta dy shukrya.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)

Print

Id:
61170
Mujtahid:
Date:

Question: mere baal bht patly hen or ganj pan ki waja se bht pareshan hu plz kuch batayn

Answer: Agar kisi k sar k baal bohat ziada girtay hon to har namaz k bad 313 martaba hathoo par awal o aakhir durood sharif k sath “ ﺍﷲﺍﻠﺒﺎﺮﻯﺍﻠﻜﺒﻴﺮ ” parh kar hath baloo par phair lain to baal girnay band ho jain gay. (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
61521
Mujtahid:
Date:

Question: Lambe bal k dua

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz ke baad 11 martaba pani par dam kar ke pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327)

Print

Id:
61948
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Sir m white baal bhout h 22 ki umar h imamshab jldi hi koi ilaj btaoo

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61949
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Sir m white baal bhout h 22 ki umar h imamshab jldi hi koi ilaj btaoo

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
63798
Mujtahid:
Date:

Question: A O A sir mare mare ball bht girty hai aur dandrof b hai plz ap muje ball lambay krny aur mazboot krny ka wzefa baty

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 25-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63928
Mujtahid:
Date:

Question: sir maray bal white or black ha or bohot motay or chubtay be ha kaya koi dua ha jis say maray bal patlay ganay or kalay ho jahay

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jain gay . i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65828
Mujtahid:
Date:

Question: mera sawal ye hai k meray bal bht girtay hen pehly mai bilkul thk thi par ahista ahista meray bal girna shuro hue aur b bht sari problms face krna paren khoon ki kami kbi typhoid kbi dil kamzor hona zra zra c choti bt py tension hojati hai aur ajeeb sa dar lga rehta hai hr wqt mai bht pareshan hun meri age 19 yearz hai plz ap kuch esa btaen k meri sari problmz hal hojaen

Answer: 1-Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327).
2- Har qism ki beemari: Sorah e yaseen ki ayat # 58 ko 319 baar perha jay tu insha Allah shifa hasil hogi. (Ref: Naeemul amaal, Mafhoom e pg#313). Update on dated 25-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
66449
Mujtahid:
Date:

Question: A.o.a sir meray bal bht kamzor,bareek ,or bht utrty hn.. or lambay or ghany krny hn ...bal urtny ki wja se ganja hota ja raha hu plz kuch solution btaen

Answer: 1-Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). 2- Har qism ki beemari: Sorah e yaseen ki ayat # 58 ko 319 baar perha jay tu insha Allah shifa hasil hogi. (Ref: Naeemul amaal, Mafhoom e pg#313). Update on dated 25-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
67248
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: As'salam sir ap ko Maula ka wasta mjhe aesa koi hal btaden k meri pareshani khtam hojae 1 month baad meri shadi hai aur mere husband ko jin k nikah mai mn hn unhe lambe baal bht pasand hain un ki bas yehi shart hai k baal lambe hone chahien har haal mai aur mere baal shoulder se thora sa neeche hain bht patle hain ghane bh nae hain mn bht pareshan hn k 1 month mai apne baal ghane aur lambe kese krun apni beti samjh k meri pareshan hal krden mn ne hr totka azma liya ab bas 1 month bacha hai mere paas aur mjhe dar hai k baal nae barhe to kia hoga ap ko Maula ka wasta meri mdad kren kuch aesa btaen k 1 month mai baal ghane aur lambe hojaen :(

Answer: 1-Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 24-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
67388
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: A.o.a sir meri age 19 year ha mjy baalon k bry me puchna tha bht utrty hein jb choty thy tab theek thy ab thoray barhaye hein to bht utrny lag gye hein me baal lambay karna chahta hun utraye huay bal ko root wali side se dekha tha to white sa kuch chipka hua tha ..and bal bareek b thy lekn mene ab amla,reetha,seka kai , k pani se sir dhona shuru kia ha bal motay to ho raye hn lekn utrty bht hein jiaki waja se me bht preshan hu please kuch btaen and jb kharish krta hu to waha bd me drd hota ha sir me.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho ajain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Update on dated 01-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
70390
Mujtahid:
Date:

Question: Me jb choti ti mre bal gr me sbse zaida gahne te ab 9 sal se bal gir re ha .mne injection b lgya iske lia r different oil b use kie . Sir k bal ab white ho gae ha mri omer b zaida ni ha .mne apna boy cut kra lia lkn abi b girte ha plzzz bta de .....

Answer: Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay band ho jaay gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). Update on dated 11-03-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
73489
Mujtahid:
Date:

Question: Mera baal bohat ghir raha hai r lamba b karna hai r sar ma joha (lices ,nits) b hai plz kuch btaya

Answer: 1)Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
2) sar ki juon k liay is likn per lick karain. (Ref: head lies http://www.disabled-world.com/health/dermatology/hair/head-lice.php). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
74562
Mujtahid:
Date:

Question: Sir girtay balon k elaj ya new growing hair k liya koi Qurani Ayaat wagera he bta dein plzzz.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Update on dated 16-12-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
82194
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assulamualaikum sir mere baal bahut patley hain...pele bahut ganey hote they..sab tareef krte they...lekin ab bahut patley pdh gaye hain....mei bahut pareshan hu..plyz koi wasifa byaein.....?

Answer: Aap sorah e raad(Sorah#13) ki ayat#13 k (و یرسل الصواعق) say (شدید المحال) tak oil per parh ker oil ko sar per lagaen insha Allah shikayat door ho jaey gi. (Ref: Quran or amraz e jismani, pg#110). Update on dated 15-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
93386
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-02-07

Question: Asalam o Aliqum Meri Age 13 Years meray Baal Kafi gir rahey hay halakay khuch arsay pehlay tak meray baal kafi ghanay aur lamay thay lakin ab tu bohat gir raher hay aghar nazar hay tu aus ka bhi bata dey

Answer: Girtay baaloo ko khatm karnay k liay har namaz k baad awal-o akhir main durood k sath 313 martaba hatho par ALLAH-ul-BAARI-ul-KABEERO parhain aur baad main hath baaloo main phair lain tu baal girna band ho jaen ge.(Ref:book,nawaey saleheen,pg#327).
[Updated on 07-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
97056
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-05-29

Question: Sir me 19 sal ki hu 15 sal ki umer me mere bal ghane or lambe the lekin tab mujhe lambe bal pasand nahi they to mene katva diye or tb se mere bal barhe hy nahi har tail or tatka istimal krliya phr bhi growth nahi hui ap koi ese qurani dua btye jis se mere balo ko growth ho or wo lambe hone lage

Answer: Baal lambay kerne ka wazifa majmaud dawaat main hay sorah aal e imran sorah 3 ki ayat 135 ko awwal o aakhir salawaat k saath 3 baar perhte hoay baalo main ungliyaan phairay tu os k baal ghanay ho jaain gay (Ref: Nawaay saliheen pg#327).
[Updated on 30-May-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103611
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-05

Question: Sir mera nam asif hai mere sir ke ball bohat tezi se gir rahe hain aur kafi ganj ho chuka hon plz koi wazifa batye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to, baal ghanay band ho ajain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327).
[Updated on 05-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109084
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-10

Question: Assalamualaikum! Hairfall k liye koi dua bta dain. Ya koi amal jo masomeen a.s ny btaya ho... Khaas tor pr male member k liye... Shukriya

Answer: Wssalam o alykum, Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327 , Allah).
[Updated on 11-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110796
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-03

Question: Salamun alaikum....mere baal bohot zada hi jhad rahe hai or kch to safed bhi hogye hai....or bohot patle bhi hogye hai...or kaafi logon ki nazar bhi lag gayi hai....koi aisa wazifa btaiye jisse mere baal kaale, lambe, ghane or mote ho jayen

Answer: 1-Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay aur girna band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327). 2- Har qism ki beemari: Sorah e yaseen ki ayat # 58 ko 319 baar perha jay tu insha Allah shifa hasil hogi. (Ref: Naeemul amaal, Mafhoom e pg#313).
[Updated on 03-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110878
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-07

Question: Salamun alaikum...mere sir ke baal bohot patle hogye hai or kaafi zada jhadh rhe hai...or kch kch safed hogye hai....aap koi aisa wazifa bata den jisse mere baal kaal, lamve, ghane or mote jayen shukriya

Answer: Baal lambay kerne ka wazifa: majmaud dawaat main hay ke sorah aal e imran sorah 3 ki ayat 135 ko awwal o aakhir salawaat k saath 3 baar perhte hoay baalo main ungliyaan phairay tu os k baal ghanay ho jaain gay (Ref: Nawaay saliheen pg#327).
Baalon ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay aur girna band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327).
[Updated on 07-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110880
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-07

Question: Salamun alaikum...mere sir ke baal bohot patle hogye hai or kaafi zada jhadh rhe hai...or kch kch safed hogye hai....aap koi aisa wazifa bata den jisse mere baal kaale, lambe, ghane or mote jayen shukriya

Answer: Baal lambay kerne ka wazifa majmaud dawaat main hay sorah aal e imran sorah 3 ki ayat 135 ko awwal o aakhir salawaat k saath 3 baar perhte hoay baalo main ungliyaan phairay tu os k baal ghanay ho jaain gay (Ref: Nawaay saliheen pg#327).
Baalo ki mazbooti ka wazifa: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to baal ghanay aur girna band ho jain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 327).
[Updated on 07-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print