Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Pitte ka ilaj (2 Questions)


Showing 0- 2 questions from 2 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
51660
Mujtahid:
Date:

Question: Asalam-u-alykum mere walid sahab ki umer taqreeban 39 sall hai aur un k pittey(lever) mein pathri ho gayi hai sir koi qurani illaj batain k bager operation k wo pathri khatam ho jaye.

Answer: 1-Bemari ki shifa k lye surah hasher para no: 28 surah no:59 ko khuloos k sath mareez per perhe to inshaallah shifa pahegha . ( payaam shifa pg: 209) ya
Tamaam bemario sy shifa k leay agar mareez k kaan main surah e mominoon surah # 23 ayat #115 to 118 parhi jaey tou hr qisam ki bemari khtm hojaegi. (Ref : book payam-e-shifa pg # 214)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
2-Bock Pharma #9 pitte ki har qism ki pathri ya pitte ki sozish k liay behtareen medicine hay. Ye medicine pitte ki pathariyo ko tehleel or rayza rayza ker k maiday k raaste nikaalnay ka mujarrab nuskha hay. (Address: ST-I, v,c, Shop#11 Jinah Post Graduate Collage, Opp. Board Of Secondary Education, Nazimabad#5, Karachi. Phone: 021-36617486.). Update on dated 07-01-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
54642
Mujtahid:
Date:

Question: assalam o alaikum sir mera swal hai k mere pitte me pathri hai koi ilaj bta dein bari meharbani

Answer: 1-Aap is link per pitte ki patri ka ilaj perh lain. ( http://dev1.ubqari.org/index.php?r=article/details&id=402 ).
2-Bock Pharma #9 pitte ki har qism ki pathri ya pitte ki sozish k liay behtareen medicine hay. Ye medicine pitte ki pathariyo ko tehleel or rayza rayza ker k maiday k raaste nikaalnay ka mujarrab nuskha hay. (Address: ST-I, v,c, Shop#11 Jinah Post Graduate Collage, Opp. Board Of Secondary Education, Nazimabad#5, Karachi. Phone: 021-36617486.). Update on dated 07-01-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi