Showing 0- 3 questions from 3 questions on this page.
Question: Salam janab may nay apna hepatities B aur C ka test karwaya hay jo negative aya hay jis ki waja say may boht zyada parshan hon bray mehrbani koi ilaj ya wazeefa btay.
Answer: Hepatitis k leye surah e bayyinah(surah#98) ka taweez bana ker pehn lain. (ref:book payame shifa,pg#201). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mujhe happtites b hai is ka koi ilaj hi to batiya
Answer: yarqaan k lie zaafaraan se likh kar mareez ko pilaae aur gale me baandhe. Paara : 22 surah no:34, sabaa ki aayat no: 41. (ref: nawaae sauleheen ,pg: 335) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: sir meri umr 18 h aur mujhe hepatitis b h meri aankhein bhi kamjor hain aur dard bhi rahta h main chashma pahna nhi chahta aur mujhe har fever bhi rahta h kabhi tez to kabhi dheema aur kabhi paseena bhi chalta h aap hazrat se guzarish h k mujhe aisa wazifa bataein jisse mujge in sab se nizad mil jae main bahut pareshan hun plzzzzzzzzzz ...help me
Answer:
Aap in dono link per click ker k os per amal karain.
(Ref: http://dha-islamabad.com/%DB%81%DB%8C%D9%BE%D8%A7%D9%B9%D8%A7%D8%A6%D9%B9%D8%B3-%D8%B9%D9%84%D8%A7%D9%85%D8%A7%D8%AA-%D8%A8%DB%8C%D9%85%D8%A7%D8%B1%DB%8C-%D8%A7%D9%88%D8%B1-%D8%B4%D8%A7%D9%81%DB%8C-%D8%B9%D9%84%D8%A7.html )+( Ref: http://urdulook.info/forum/showthread.php?t=6259 ). Update on dated 02-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).