Showing 0- 22 questions from 22 questions on this page.
Question: salam,plz mujhe bond k baray mein poochna hai k ager bond lag jata hai to us k paisay per kia hukum hai?plz ans thnxs
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: What is the islamic ruling regarding money obtained from prize bonds for example State bank issues pak rupee bonds and then offers prizes through lucky draws
Answer: Whole prize which is received by Prize bond is lawful for you. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: A question was placed on your website regarding prize bond money As per fatwa of Ayatullah Sistani 50 percent of prize bond money is to be given to deendar momin. My first question is it is permissible to give 50 percent of prize bond money as khums
Answer: Whole prize which is received by Prize bond is lawful for you. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia prize bond par niqalney waley prize ka 50% syed ko dey saktey hain jo deendar hoo aur garib hoo
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia prize bond jayiz he ya nahi plz detaile se jawab dai
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia priz bond jayiz he? agar he to kia nisf paisai kesi faqeer ko daina wajib he?
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: As salam,mera sawal ye hai k prize bond mai nikalnay wala inam sood (interest) ka hukum rakhta hai k nhe...??? Reply Soon...
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: i want to know the authenticity of the Prize to bonds?i want to purchase them and use them?tell me what is the best or is it legal or not?
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia bonds and saving certificate mai sood ka chakar hota hai . kia ham ahlay tashi honay k naty bonds wagir mai invest kar saktay hai , plz guide me k islam mai bonds ka kia tariqa hai?thanks
Answer:
Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: aslam o alaikum sir kia prize bond jaiz hai ya nahi or kia ap ye bta sakty hain k ye kis hadees k mutabiq hai k nisf hissa kisi gareeb or deendar ko dena hoga plz reply soon
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: prize bonds haram hay ya halal?
Answer:
Is website per fiqh e jafferiya k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salaam janab swal yeh hai k prize bond layna jaiz ha ya nai
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kian Prize Bond milnay wali raqam Jaiz hain Ya Haram hai.
Answer:
Is website per fiqh e jafferiya k mutabiq jawabaat diay jatay hain.
Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Government ki Prize Bonds ki jo Schemes Hain Us ke Mutaliq kiya Ahkam Hain?
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: aakra prize band jaiz hai ya najaiz? plz ans
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 08-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Prize bond halal hain ya haram
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: prize bonds ki purchase or sale ka kia hukm hay
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) . Update on dated 16-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: iam asking question about praiz boond
Answer: Prize bond k zerye hasil hone wali tamaam raqam aap k liay halaal hay. (Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) . Update on dated 07-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kiya inssurance jo 15/20 saal k lea krwai jaey halaal hy ya haram hy?
Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (http://www.sistani.org/urdu/qa/01743/ ).Update on dated 27-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalamo Allekum Prize Bonds par Inam nikle par khus Dena hai. Agar meh Inam bank seh lu to kitna hai aur agar Bazar meh bond sale karke lu to kitna hai.
Answer:
Agar khums ki tareekh per prize bond men se jitni raqam bach jaey to us ka khums dena wajib hoga. (Ref: Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, Mafhoom e sawaal # 93,pg # 48 )
Prize bond ki pori raqam aap k liay halal hay.(Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011)
[Updated on 06-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Premium prize bond k hawaly sy btain k jaiz Hy ya naen.
Answer:
Premium prize bond ka hukum government bank ke hukum ki tarah hai aur wo ye hai ke mukummal premium prize bond aap ke liye jaiz nahin hai balke us me se aadha hissa deendar shia faqeer ko dena hoga aur us ke baad baqi aadha aap ke liye halal aur jaiz hai.
(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #44, maslah #5 or 6 pg #436,437. + Link: https://www.sistani.org/urdu/qa/01745/ ).
[Updated on 02-Dec-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Fix invest kr k fix bonus Lena jaiz hai Kya??
Answer:
1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart par raqam jama karwana jaiz nahin hai or ye sood hai.
2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart ke mile wo is sorat main jaiz hai jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaaye.
3-Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart ke mile wo poora jaiz hai.
(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, mafhoom e maslah #3,5).
[Updated on 14-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]